Anubhav Abhinav ki guftagu
All reached home when they found the other members back from their work and all were shocked to see Abhinav their
Karishma looked at Anubhav...
Anubhav:(emotionally) Humara Abhi
Abhinav looked at Anubhav with confusion
Anubhav:humari behena
Abhinav smiled and moved ahead slowly, Karishma's eyes went moist too
Abhinav: a..apan ki behen!!!
As soon as Abhinav said that Karishma hugged him immediately making Abhinav startled
For a moment he got freezed and then slowly slowly reciprocated her
Both cried and all got emotional too
Both seperated and Abhinav Cupped her face
Abhinav: aj apan bata nahi sakta hai ki apan kitna khush hai... Tere ko pata hai Apan humesha se gareeb tha kyu ki Apne paas parivar nahi tha ...par aj jab apan ko apna pariwar mil gaya hai toh mano Apan iss duniya ka sabse Ameer aadmi hai
Karishma nodded her head and again hugged him
Anubhav cleared his throat
Both seperated
Abhinav: kya? Jalan ho rahi hai?
Anubhav: haa ho rahi hai...ab humare hisse ka prem bhi tum behena par lutaoge toh irsha toh ho gi he
Abhinav: acha?
He moved towards Anubhav
Abhinav: aa romantic hote hai
Anubhav moved behind with wide eyes
Anubhav: hum purush hai
Abhinav: are...mai Bhaiyo wale romance ki baat kar raha tha
Nayab: ohh...toh Bromance kehena chahte hai
Abhinav: haa... Bole toh?
Haseena: bhaiyo ka pyaar
Abhinav: dekh Meri Bhabhi aur uski behen kitne modern hai... Khali tu hich ek hai Baba Azam ke jamane ka
Anubhav rolled his eyes
Nayab: vo zamana hota hai
Abhinav: vahich toh bola...jamana
Nayab: "z" zamana
Abhinav: "j" jamana
Nayab glared at Anubhav
Anubhav: hum kya kare isme?
Maa : are sudhar iski bhasha...
Anubhav: maa ek baar ye mission toh samapt ho jane dijiye
Abhinav: mission?
Anubhav: sab samjhayege tujhe... Parantu pehele tu thoda vishram kar le
Abhinav: apan toh sukoon mein hai...apan apne pariwar ke paas Jo hai...apan kya he aram karega
Maa: are khana toh khayega na? Dekh Zara kitna dubla hai...kuch khata bhi hai ya bas hawa pe zinda hai
Abhinav: khata hai na bas vo khana apne sharir ko lagta nahi hai kyu ki uss mein teri Mamta nai hoti na maa
Maa Cupped his face
Maa: abse hogi...tu bata tujhe kya khana hai? Mai jaldi se bana dugi
Abhinav : kya kaha tune ? Tu... Tu apne liye khana banayegi?
Maa nodded
Abhinav: toh tu na vo sab bana jo tujhe aur Papa ko pasand hai
He looked all around...
Abhinav: vaise kaha hai apun ke papa?
Everyone's face went down and Maa Got emotional
Abhinav: kya hua...maa tu kaiko ro rahi hai?
Anubhav moved towards Abhinav
Anubhav: Abhi... Pitashree ab humare madhya nahi rahe
Abhinav's face went down and his eyes became moist
Anubhav: jab hum bohot chote the tabhi ve chal base..
Abhinav closed his eyes
Abhinav: par kaise?
Anubhav: unki Mrityu ek atyant bada rahasy hai parantu jo bhi hai ...wachan dete hai unke gunhegar ko hum rakt ke ashru rone par vivash kar denge
Maa : ch..chalo tum sab abhi fresh ho jao...mai sabke liye khana banati hu...
All nodded and went to their respective rooms and Abhinav with Anubhav
Both brothers got fresh ...
Abhinav was sitting on the bed while Anubhav was besides him with closed eyes
Abhinav: Anu...
Anubhav: hmm..
Abhinav: ye tere aur bhabhi ke beech mein kya locha chal raha hai re?
Anubhav opened his eyes but didn't looked at Abhinav
Anubhav: kya kehena chahte ho?
Abhinav: apan ne Haspatal mein dekha...tu bhabhi se kuch naraj malum pada ...bhabhi se koi galti ho gaiee hai kya?
Anubhav remembered the Gun shot scene
Anubhav: nahi...kuch Vishesh nahi... tum ye batao...tumhare jeevan mein kabhi koi Kanya aiee kya?
Abhinav: Kanya?
Abhinav smiled
Abhinav: aiee toh bohot thi par kabhi bhi kisi ko bhi dekh ke apan ko vo vala ehsaas nahi hua jo shayad tere ko hota hai Bhabhi ko dekh ke
Anubhav: tujhe kaise gyaat hai ki hum Haseena ji ke samband humare ehsaas ke baremien?
Abhinav: dekha hai apn ne... Jis tarha se tu usse dekhta hai... Jis tarha se unke hasne par tu vo pyari si muskan deta hai
Anubhav smiled lightly
Abhinav: sun...
Anubhav looked at Abhinav
Abhinav: Naraj hai tu bhabhi se... Dikhta hai apun ko... Dekh mai nahi janta kyu tu ghussa hai uss se par yaar Maine dekha Aaj haspatal mein...jab tune bhabhi se najare pher Li toh uski akhe bhar gaiee thi...ab maaf kar de usse
Anubhav gulped
Anubhav: unhone humpar vishawas na kar ke humare prem par prashna chinha lagaya hai Abhinav
Abhinav: are toh tu uss Prashna chinha ko chulle mein daal
Anubhav: Abhi!!!
Abhinav: sahi bola mai...Abe galti huee hai bhabhi se...Manta hai mai par dekha re maine bohot taras rahi hai vo tere pyaar keliye...ab ja maaf kar usse
Anubhav layed on the bed
Anubhav: haa...vichar karenge
Abhinav: abhi tere vichar ka achar bana dalega mai...tu jata hai ya mai tujhe bistar se niche girau?
Anubhav: are!! Ajeeb hat hai
Abhinav: haa ...hai...chal ab jaa varna mai...
Anubhav: anyatha kya?
Abhinav: mai...mai haa mai Drugs ki treatment ruka dega
Anubhav: are...ajeeb hat hai
Abhinav: tu jaa raha hai ki nahi?
Anubhav: jaa rahe hai...
Anubhav got down of the bed and reached towards the door and again turned back
Abhinav: are jaa...
Anubhav immediately turned and left.
Abhinav: pata nahi kya hoga iska?
__________________________________
Precap: Anuseena Reunion
__________________________________
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top