jhor se jatka hay jhoron se laga
Hai ..
Hello ..
Happy reading ..
**********************
Karan started immediately to monu's village after receiving Sid's call , next morning he reached near by the village..
Karan : ( while drying to himself) bus kuch minute aur monu , fhir tumhare saamney ajavunga , fhir kuch bhi karke tumhe manavunga , i promise ss baar koi jhoot se , sirf sach bolke tumhe manavunga 18 hours hogaya hai monu tumse baat kar ke , aur sid call nahi kartha toh ab Tak sach mein pagal hojatha mein , ab tum se dhur nahi reh pavunga ..
( remembering Swetha and batra ma'am ) Swetha mami aur batra aunty bhi toh hai , woh log definitely mujhe support karengey , haa tum aapka khadoos mamu aur adha pagal insaan batra sir ko manana thoda mushkhil hai par mein manavunga , aur iss baar tum Puri izzat ke saath mrs karan Sherghil banakar lekar javunga .
He determined to himself but little did he know , abhi yeh rasta bahut lambha chalne wali hai ..
Finally he reached the most happening Village, that means monu's village ..
He noticed that all age group people were doing farming in paddy fields , he felt strange bcoz , he saw 12 , 14 years bacchon se lekar 60 , 70 buddon tak sab kaam kar rahe the , according to their capacity ..
His GPS got disconnected due to the network issue and he stopped his car to ask the adress .
Karan : ( to a farmer ) sir yaha Avinash ji ka ghar kaha hai ??
Person : avinsha ji ?? Woh koun ??
Karan : i mean Avinash ganju ..
Yeh sunkar waha jithne bhi log kaam kar rahe the sabhi log karan ko ghoorne lage ..
Karan : kya hua , sab mujhe ayise kyu ghoor rahe ho ??
Person: ithni himmat ki humara sarpanch ji ko naam se pukaar rahe ho ..
Karan : maine pukara nahi bus pucha hai , aur mujhe nahi pata woh yaha ka sarpanch hai ..
Person : toh toh bina pata , chale aaye unse milne ??
Karan : mera matlab hai woh , i know him , hum jaante hai ek dusre ko par yeh nahi pata ki woh yaha a sarpanch ho ..
Person : dekh ladke pehli galati samaj kar hum aapko chod rahe hai , lekin agli baar se izzat se naam le unke ..
Karan : ( in mind ) toh Avinash ji bolna respect dena nahi hai ..
Person : chalo sab kaam karlo apna , mein ghar dikhakr aatha hunn ..
Karan : nahi i will manage , aap rasta bathayiye ( he think that may be they won't understand English ) mera matlab hai aap humme rasta bathadijiye , mein khud chala javunga .
Person : I know you will manage but it's our responsibility to give a nice hospitality to the people who comes to our village , aapko kya lagta hai humme English nahi aata ..
Karan jo abhi bhi confusion mein ghoom raha tha woh car ko start Kiya and that person bhi unke saath chala Avinash ji oops sarpanch ji ki ghar dikhane ..
Karan : ( while driving ) waise maine aapko dekha hai kayi lekin kaha dekha hai nahi yaad aara hai ..
Person: ( while smiling ) shayad tv mein dekhe hongey , maa ke poot serial mein lead hunn mein , premji hai mera naam ,pyaar se desh premi bhi bhulate hai ..
Karan : ( excitingly) ohh ya mere bachpan mein aati thi , usmein hero army soldier hai aur ending mein desh keliye Shaheed hojatha hai, aap wahi hona desh premiji
Premji smiles and nods in yes ..
Karan : toh aap artist hona fhir keth mein kaam kyu kar rahe hai ..
Premji ; humara village mein ek rule hai young man , yaha ka har ek insaan ko daily khet mein kaam karna hi hoga , sarpanch ji aur batra saab ne milke yeh rule lagaye hai kyu insaan jithna bhi upar pahunche unke roots ko kabhi bhulna nahi chahiye , isiliye sab ko yaha khet mein kaam karna hi hoga chahe woh artist ho ya engineering, sab ko karna hoga ..
Karan feels proud of his in laws ..
Premji : waise tum kithne din ke rehne wala ho ??
Karan : yeh koi do din ..
Premji : fhir teek hai varna tumhe bhi yeh sab karna hi hoga..
Karan thoda dar jatha hai kyuki unhe yeh sab aata hi kaha hai ..
And finally they two reached Avinash 's house..
Premji : chalo mein chalta hunn ..
Karan : arey par jayengey kaise ?? Gaadi nahi hai na aapke pass ..
Premji : humare ghaav mein vehicles allowed nahi hai , sound pullution , environment pollution se hum apna ghaav ko bachakar rakte hai , yaha paidal hi sab kuch karte hai hum aur cell phone , internet kuch nahi chalta yaha agar kisi ko call karna ho toh yaha ke do kilometer duri par network miltha hai waha Jana hoga , agar gaadi use karna ho toh cycle use kar lijiye , saath mein excersize bhi hojayega ..
And saying this premji left from there ..
Karan : ( to himself) mujhe laga do din mein monu ko wapas lekar chala javunga lekin ab do gante mein usse manake lekar Jana padega , koun rehta ayisi jagah , jana par na phone , na gaadi , na internet, yeh rani sahiba ki tarah yeh gaav bhi pagal hai ..
He came inside and sees the house
It was nor a rich banglow nor a duplex house but that house had its uniqueness, classy and full of positivity , he saw a garden which is right in front of house and a Tulsi plant in srikrishna ji ka idol in btw the garden , agarbatti's fragrance is still in that air , he felt so fresh and monu's taste is clearly visible in that sorroundings , he came and knocked on the door , someone opened the door ..
Karan sees Swetha ji and gives his all time favorite smile to her , he touched her feet to take blessings..
Karan : namaste mami , kaise ho ..
He about to enter into the house but Swetha ji stops him ..
Swetha : koun ho tum ?? Ayise seedha Ghar mein kaise aare ho ??
Karan : ( confusingly ) aunty mein karan , monu ka pati aapka damaad ..
Swetha : koun karan ?? For your information, Meri monu ka pati ka naam Aneesh hai shayad tumhe kuch galatfahmi hogayi hai , wrong address par aaye ho jao yaha se ..
Just then batra ma'am bhi agayi ..
Batra ma'am : Swetha kya hua , kis par chillare ho ??
Swe : dekhiye radhika , pata hai yeh koun seedha agar mein agaya aur bol raha ki monu ka pati hai ..
Batra ma'am also glares at him , karan can see angry towards him in their eyes ..
Batra ma'am : koun ho tum ,jao yaha se humare tumse koi vaasta nahi , jao yaha se , meri bacchi ka halat dekhne ke baad tumne soch bhi kaise liya ki hum tumhe kabhi maaf karengey ..
Swetha ; aap stranger ke saath ithne baatein kyu kar rahi hai ( to karan ) aur tum abhi ke abhi chale jao varna police complaint karengey ..
Without having any other option he comes outside and Swetha ji cleses the door on his face ..
Karan : ( to himself) agar mami ithna gusse mein toh mama ji mere murder na karde aur batra ir toh shayad mere court martial kardengey, rip karan Sherghil
.
Aur woh Ghar ke saamney hi wait kartha raha ,monu keliye har ek window par dekh raha tha , lekin koi usse dikhayi nahi de rahe the ,ayise woh pura Ghar ke windows bhati bhari se dekh raha tha ..
Yeh tho chal hi Raha hai lekin koi aur bhi jo pura scene ko starting se lekar ending tak dekh rahe hai aur confuse bhi horahe hai , aur woh hai bala saitan ka saala ..
Bala : ( to himself) koun hai yeh ladka ?? Swetha mami ne toh saaf boldiya ki woh inhe nahi jaanthi fhir bhi yeh gaya ..
He sees karan peeking into every window ,
Bala : kayi yeh chor toh nahi ??
Aur woh idhar udar dekh ke ek danda pakda aur karan ke peeche gaya ..
Woh bina sound karte huye karan ke peeche gaya , aur maarne hi wala hotha hai karan hat jatha hai aur Bala ek dum se samney gir jatha hai , karan Bala ko dekhe Bina hi aage bad jatha hai , ayise karan ke peeche peeche jaakar finally unke peet par danda se maardetha hai , lekin karan ko ayisa lagtha hai ki koi cheeti Kati ho. .
Bala : kya laga tum chori karke bhaag jayega aur hum kuch nahi karengey ?? Dekha Bala shaitaan ka sala kithni acchese maarta hai ,
Karan : matlab abhi tumne mujhe maara hai !? Mujhe laga ki koi macchar Kati ho ..
Bala : kya mazaak kar rahe ho mujhse , mujhe mazaak bilkul pasand nahi ( showing his patli arms ) arms dekha kaise hai aur abs dekho kithni strong hai , mujhse kamaka panga math lo ..
Karan sees him top to bottom and gives his phone to him ..
Bala : kya ??
Karan : iss phone ko pakdo bathatha hunn .
He gives his phone to Bala and first removes his overcoat and then removes his shirt and gives to Bala ,, and then he folds his hands in front his chest and says..
Karan : ( showing biceps ) ab bathav koun kis se dar a chahiye ??
Now Bala sees karan top to bottom,, he feels like a chota sa puppy in front of him ..
Bala : mujhe hi aap se Darna chahiye bhaiji ..
Karan : ( keeping his hand around his shoulder ) ab bathav Monami madam ka room kaha hai ??
Bala : aapse matlab , aap choi karne aaye ho chori karke jao , Monami didi se aapko kya lena dena ..
Karan : ohh monu tumhari didi hai toh tum mere saala ho ..
Bala : nahi mein Bala hunn saitaan ka saala ..
" dono same ho toh hai "
They two turn around and sees Avinash along with batra sir and Sid ..
Avinash ji: saitaan ka saala ho ya Inka saala , dono same ho toh hai ..
Karan : ( to himself) hogaya khaand abmami toh Ghar se diya , yeh gayi gaav se na nikal de ..
Bala : sarpanch ji dekhiye yeh chor ghar mein gusne ko socha fhir , monu didi ke baremein puch raha hai ..
Sid : Bala ji bro,, jao humare iss chor ko ek acchi si coffee lekar auo ..
Bala : Sid bhaiji woh..
Sid glares at him and Bala rafuchakkar hogaya ..
Karan : ( to sid ) tum sidhardh ho ??
Sid nods and karan about to shake his hand but Sid went two steps back ..
Sid : aapko abhi bhi kuch kehna hai ?? Kuch explanation ya kuch Dena hai ??
Avi : kisi bhi explanation ki koi jarurat nahi sid ..
Batra sir : Avinash shaant hojao , Sid baat kar raha hai na ..
Karan : dekhiye mr sidhardh , mein yeh nahi bol raha hunn ki maine koi galathi nahi ki lekin maine jo bhi kiya monu ki Kushi keliye kiya , aur mere intentions monu ko hurt karna nahi hai , aur jhoot bolne ke basic aap log humme alag nahi kar sakte , waise bhi tum logon ko bahana chahiye humme ek dusre se dhur karne keliye , ab jhoot hi toh bola hunn , kisi ka murder thodi kiya hunn mein ..
Tabhi 8 , 10 kisi ladke ko marte huye Avinash ji ke Ghar lekar aaye ..
Avi : kya hua , iss ladke kyu maar rahe ho ..
Karan : ( to himself seeing that boy ) ithna be rehmi se maara hai pakka kisi ladki ko cheda hoga ..
Ek admi ne bola : sarpanch ji iss ladke jhoot bola hai ..
Avi : kya jhoot bola hai ??
Admi : yehi ki in ka govt job hai , inki noukari dekh maine apni ladki ke saath shaadi tei kiya th lekin yeh ladka ( he slapped that boy once again ) isse toh koi govt job nahi hai , jhoot bolke meri beti se shadhi karna chahtha hai ..
Aur baaki sab uss ladke ko kootne lage ..
Karan jo abhi tak bahut hi confidence se baath kar raha tha unka confidence garden ki mitti mein mil gaya ..
Karan : ( to himself) ek jhoot bolne se ithni badi saza diya hai , toh jithne jhoot Mai e bola tha uskeliye mera kya halat hogi ??
Aur woh imagine karne laga ..
Imagination..
Karan ki ped ko bhaand kar peet rahe the , aur Avinash ji aur batra sir uss nazara ko dekh khush hone lage , premji , and Bala sab ko encourage karne lage , Swetha ji ,batra ma'am unke muhh par darwaza band karke chale gaye , Sid ek evil smile karan ko Dene Lage ..
Woh ek dum se imagination se bahar aaya aur usse ayise lagne laga ki woh padmavyuh mein fhasne wala abhimanyu ho aur bahar aane ka koi raasta hi nahi hai ...
So that's it for today i hope you like it..
Yes ismein monu ka story nahi aata kyu ki uski pain dekhane keliye mein alag sa chapter likha chahthi , obviously uskapiont of view mein story alag hogi ,, agar aap samaj gaye honge toh teek hai varna aap ko bagwaan bhi kuch nahi kar sakte
Thank you for reading and plz vote and comment if you like this story ..
So iss baar target se pehle update di thi but next target ke baad hi update ayegi ,
Meet you soon in next part after 80 votes ..
Thank you ❤️
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top