aag toh dono taraf hai
Hai ...
Hello ...
Happy reading. ...
*******************
Karan meeting ko complete karke cabin mein wapis ajatha hai aur table ke upar ek gift dektha hai ek letter ke saath ..
He opens the gift and there is a watch and he opens the letter too
"Karan mujhe laga ki aap mujhse naraz hai , kyuki maine dusron ki baath sunkar , aapki freindship ko avoid karne lagi , isiliye do din se sorry bolne ki koshish kar rahi hunn , but aap ne jo kuch bhi kaha woh galat hai karan , mein ayisi ladki nahi hunn , Abeer sirf dosth hai , jaisa baki sab hai , aur mein kisi paison se Ash nahi Karthi , bus sorry bolne keliye yaha tak aayi lekin aapne mouka hi nahi diya "
Karan closes his eyes thinks to himself..
Karan : kithna badi galthi kardi Maine ?? Kyuki mein apna gussa mein control nahi kar patha ..m
Tabhi suhana ki phone aathi hai
Karan : hello maa ..
Su : hello karan , sab teek hai beta ?? Faizi aur Monami kaise hai ??
Karan : maa mein fhirse Monami ki dil dhukaya maa woh bhi bewaja ...
Su : kya hua karan ??
Karan explains everything..
Karan : maa aap jaanthey hona aapka karan ayisa nahi hai , kisi ko ithni easily judge nahi karega lekin patha Monami ko Abeer ke saath dekh mujhe ithna gussa kyu ajatha hai , maa Monami mujhe maaf karegi na maa ??
Su : karan kithni baar boli thi gussa par control karna seek lekin nahi aur abhi ke abhi jao aur Monami se maafhi maango ..
Karan : teek hai maa abhi Jaa kar maafhi maangtha hunn ..
And he cuts the call ...
Su : ( to herself ) hey khana ji lakh lakh shukar hai , mere patthar dil bete ki dil mein pyaar ki umeed le laye ho , yeh kaam sirf tum kar sakthi hai Monami , patha nahi kyu lekin meri dil kehra hai Monami , tum hi ab sab kuch teek kar sakthi hai aur karan tumhe kudh jaana hoga ki akhir kyu tumhe Monami ko kisi aur ke saath dekh kar ithna bura kyu lagra hai ....
She prays to God . .
***************""***
Karan comes to monu house and sees doctor coming outside ..
Karan : doctor uncle kya hua , aap yaha ?? Sab teek hai na ??
Dr : haa karan sab teek hai , but monu ko fever hogaya hai ..
Karan : Monami ko fever ??
He runs towards inside and saw juhi and faizi taking care of Monami ..
Faizi : thije yaad pichli baar kab bhukaar huyi thi tumhe jab juhi mami ne tumhe bahut daanti tab ,, tumne ro ro ke bura haal kardi khud tab ayisa bhukaar aayi thi , lekin aaj ithna kyu royi ?? Jo thuje ithna bhukaar agaya hai ..
Yeh sunkar karan ko aur bura laga , monu karan ko dekh kar muhh fherli ..
Juhi : accha mein soup lekar aathi hunn , fhir dawai bhi leni hai na ??
Karan : aunty mein banake Latha hunn soup ..
Faizi : tum kab se chef Sherghil bangaya hai ..
Karan : chup kuch bhi bolthey ho , mein 5 minute mein aaya ..
Both faizi and juhi taking care of monu , with in 5 minutes karan comes with a bowl of soup ..
Mo : mujhe nahi peena hai..
Juhi : toh dawai kaise legi ??
Karan : aunty mein pilavinga dawai bhi dedunga aap lunch prepare kar dijiye ...
Juhi : teek beta.Β
She left from there to kitchen..
Faizi : mein bhi abhi aatha hunn , you continue aur jo bhi gile ship hai , solve karlena tum dono ..
He left from there ,, karan farwords a spoon of soup ..
Karan : chalo peelo jaldi ..
Monu glares at him and turns to other side ..
Karan : rani sahiba ji , plz pee lijiye ,,
Monu didn't said anything this time also ...
Karan kept the bowl on table and takes her hands into his ..
Karan : Monami , i am really really sorry tum par chillane keliye , mujhe nahi patha tum par kyu chillaya maine , but maine jaise behave Kiya woh galat hai , mujhe tum par kisi par mera gussa nikhal neki koi right nahi hai , yaha tak ki kisiko bhi kisi ke saath bahar jane ki ya friendship karne ki pura haq hai , mein koi nahi hunn judge karne keliye ...
Mo : ek baath puchu karan ??
Karan nods .
Mo : agar mein Abeer ke saath close ho bhi gayi toh aapko ithna gussa kyu aari hai karan .
Karan didn't said anything ...
Mo : bolo karan mein kuch puch rahi hunn ..
Karan : patha nahi Monami , leki tumhe kisi ke saath dekh kar mujhe bilkul accha nahi lagtha , mujhe ayisa lagtha hai sara gussa bahar nikhaldu , aur yeh ayisa kyu hai mujhe nahi patha , i am sorry monami ..
Monu had a small smile on her face..
Karan : ab plz maaf kardo aur soup peelo plz ..
Mo : teek hai lekin ek shart hai meri ..
Karan : kya ? .
Mo : yehi ki tum mujhe bhi maaf kardo , uss Aneesh ki baathon mein aakhar tumhe khud se dhur kardi aur tumhari friendship ko avoid karne lagi , isiliye mujhe bhi maaf kardo karan ...
Karan : teek hai teek hai, maafhi maafhi cancel , ab jaldi soup peelo yaar tandi hori hai ..
Mo : tum khud pilado tab mein peelungi ..
Karan : teek hai ...
And he feeds her soup ,, yeh sab faizi bahar se dekh raha hotha aur kudh mein muskhurane lagtha hai ...
Faizi : ( to himself ) ohh toh miss Monami Mahajan aur karan Sherghil , dono ek dusre se ishq lad rahe hai lekin dono iss baath se anjaan hai ,, koi nahi mein hunn na jaldi realize karvavunga tum logon ko ...
Woh dono ki dramatically nazar utharne lagtha hai ......
*****************
Sid comes to faizi house ..
Ramesh : arey beta tum yaha achanak .
Sid : uncle woh kal Sherghil house mein party hai , aur ussi party mein mom sab Sanju ko introduce karna chahthi hai , actually Sherghils and ganju are like one family , RadhaΒ dadi aur baki sab Sanju se aap sab se milna chahthey hai , isiliye invite karne aaya hunn ..
Ramesh : beta hum budde logon ko party mein kya kaam , tum ek kaam karo faizi ,Sanju , monu aur karan ko lekar jao ..
Sid : ayise kaise uncle aap sab ko aana padega waise bhi aap aaj bhiΒ jawaan hi lagthey aur ( seeing savithri ) dadi aap ko bhi aana padega aapko dekh kar Radha dadi bahut kush hojayegi ...
Tabhi Abeer bhi waha aajatha hai ..
Abeer : ohho toh mera best friend yehi par hai , mein bhi invite hi karne aaya hunn uncle aap sab ko kal party mein aana hi padega. .
Mo : umm mein nahi aapavungi ..
Abeer : kyu ???
Mo : woh meri tabiyat karaab hai na isiliye ..
Abeer : pH doctor ko dikhav aur dawai lelo lekin kal aana hi padega ...
Mo : lekin Abeer ..
Abeer : lekin vekin kuch nahi ..
Mo : arey meri ...
Karan : don't worry woh kal ayegi ..
Everyone sees karan like tumhe kaise patha??
Karan : i mean abhi tabiyat teek hai , kal tak aur teek hojayegi so ayegi hi naa ..
Abeer : aur aapko bhi aana padega , papaΒ aapse milna chahthey hai bade bhaiya ..
Karan : mujhe parties bilkul pasand nahi hai Abeer ..
Abeer : arey ithni bhi boring nahi rehthi Sherghil house ki party , aap aaye toh sahi ..
Sabhi log party mein aane keliye agree karthey hai Sid aur Abeer waha se chale jathey hai ....
Next day sabhi log party keliye ready hojathey except monu ...
Faizi : aur kithna time lagayegi monu thayyar hone mein ??
Monu : ( from inside shouts ) 5 minute aur faizi ..
Juhi : 5 minute matlab adha ganta lagegi ,,waise bhi yeh thayyar hone mein do ganta lagathi hai , aaj saree mein toh 3 ganta pakka laga degi ,,Β tum log ek kaam karo , tum sab chale jao , hum monu ke saath aajathey ...
Faizi : mami ek kaam kariye tum sab jao , karan aur monu ek saath ayengey ,, ( under the breath ) issi bahane thoda time bhi spend karengey ..
Sanju : bhayya agar monu karan bhayya ek saath ayengey na toh lad ladke seetha hospital jayengey dressing keliye , ek kaam karo tum monu ko lekar auo , hum sab chalthey hai ..
Savithri dadi: arey Sanju thoda toh sharam karo , hone wale sasuraal se milne jare hai toh thoda Sharma neki natak hi karlo ...
Sabhi log hasthey hai except karan woh bus Monami ko saree mein dekhna chahtha tha ...
Sabhi log venue keliye nikal gaye ...
So that's it for today i hope you like it...
Let's meet in the next chapter soon ...
Thank you for reading π
BαΊ‘n Δang Δα»c truyα»n trΓͺn: AzTruyen.Top