confusion mein engagement

Hai ..

Hello ..

Happy reading..

And now let's begin the fun ride ..

*************

Pandit ji yani ki humare param bhayya mantra pad rahe hai , sabhi log apne apne kaamom mein busy hai isiliye koi unke mantr par dyaan nahi derahe hai ..

Param  : ( pretending like chanting mantras ) Gulshan me gul khilte hain
Jab sehra me milte hain
Gulshan me gul khilte hain
Jab sehra me milte hain
Mai aur too
Phul baharo se nikala
Chand sitaro se nikala
Phul baharo se nikala
Chand sitaro se nikala
Din duba ooh
Mehbuba ae mehbuba
Mehbuba ae mehbuba
Hoo hoo hoo
Gulshan me gul khilte hain
Jab sehra me milte hain
Gulshan me gul khilte hain
Jab sehra me milte hain
Mai aur too
Husnu ishk kee raaho
Me baaho me nigahon me
Husnu ishk kee raaho
Me baaho me nigahon me
Dil duba ooh

Sid : hey you pandit ji bro , yeh toh sholay cinema ki song hai mehbooba mehbooba , aap yeh song kyu garahe ho ??

Param : kyu accha nahi laga ?? Dusre sunaunga ,, ( he again pretends like a chanting mantra )

Nimmddaa…Gojrass thelmii..
Aardha bhos.. Kkraakvikana Bhhumle..
Mohinoojukooo…Lioohakvee…
Unu Kaasthaa..peezzraaa..
RoopuveeMinn.. Bahathhee
Zarathraamaa mahashmathee..
Bhreemsaa…Inknoom..Minmahakki..
Chooho..Chuunnamatasweekkdhee..
Thraaa…Ghraakshh…Hooorrr…Aarr..

Sid : arey yeh toh kalakeya ki kili language hai na bahubali movies mein ..

Param ka gussa badhaya , ek toh woh bachne ki koshish kar raha hai upar se Sid ki questions unhe irritate kar rahe hai , woh ek chata Sid ko maara ..

Sid : what the duck , why you are hitting me ??

Param : riwaaz hai beta riwaaz , humare yaha dhulha par jab bhi pandit ko pyaar aatha hai na , usse ek tappad maartha hai , tumhare baatein sunkar mujhe bahut pyar aaraha hai ..

Sid : ok ab se no batein .

He closed his mouth with his two hand and sidsa sees each other ..

Param : accha muhurat ka nikla jara hai , dhulha dulhan ko bhulayiye ..

Mo : yehi toh hai ..

Param : ohh sorry sorry aadat hogayi hai dialogue, woh ek hi dialogue practice Kiya tha isiliye ..

Mo : dialogue practice Kiya hai matlab ..

Karan : kuch nahi tum...tum jao na rings lekar auo ..

Mo : ( suspiciously)  ok abhi aayi mein ..

She goes from there , karan whispers to param ..

Karan : aapko aapki shadhi sudha life pyaari hai ya nahi , acchese karlijiye warns bhabhi se aapko divorce diwala dunga mein ..

Param : nahi tum ayise violent decision math lo mein abhi kuch kartha hunn ..

Karan : that's better .

Monu comes with ring boxes ..

Param : dhulha ka behen ko bhulayiye ..

Mo : ji mein hi hunn Sid ki behen , kyu pandit ji ??

Param : Pooja karni hai isiliye ..

Sid : meri behen ko Puja karna hoga , yeh maine kayi suna nahi ..

Param: tum shayad bhul gaye ho ki tumhare baatein mujhe bahut accha lagta hai ..

Yeh kehkar woh apple ko utakar Sid ke upar fhek detha hai , Sid ek dum se neeche jhuk kaatha hai , woh apple jaakar veer ki sar par lag jathi hai ..

Veer : ouch , beech mein mujhe kyu maar  rahe ho pandit ji ..

Deepak : yaha kya circus laga rakha hai , pandit ji jo karna hai jaldi kariye ..

Param : ji ji hum abhi karte hai ( seeing monu ) Monami bete yaha Bhaitiye ..

Mo : ( while sitting  beside Sid ) aapko mere naam kaise pata hai ??

Immediately karan plamed his face ..

Sid : bro chup ho jao yeh pandit thoda crack lag raha hai ..

Monu nods in yes ..

Param : ab dhulhan ki bhai ko bhulayiye ..

Aneesh comes farword ..

An : pandit ji, Sanju ko koi Bhai nahi hai , but woh meri behen jaisi hai , bhathayiye kya karna hai ..

Param : ( by scratching his head and mumbled to himself) yeh beech mein kaha se agaya hai ?? Ab kya karu ??

An : kya hua pandit ji ..

Param : aapka shadhi huyi hai ??

An : ji huyi hai ek baar galathi se ..

Malvika : haan ?? Kya bola aane ??

An : kuch ..kuch ..nahi baby ..

Param :  Aap yeh Pooja nahi kar sakte ..

An : kyu kya problem ,

param Jin ki shadhi huyi hu woh log yeh puja nahi kar sakte paap lagega ( seeing karan ) aap kya lagte hai dulhan ko ..

Karan : ( acting like innocent) bhai lagta hun. ..

Param : shadhi huyi hai aapka ??

Karan : sapne mein bahut baar huyi hai meri rani sahiba ke saath ..

Param karan  ghoor kar dekha ..

Karan : mera matlab nahi huva hai , ek baar bhi nahi hua hai ..

Param : ( angryly) toh aake yaha bhaito , ( softly ) matlab bhait jayiye ..

Karan comes and sits beside monu ,, param continues his overacting for some time and says ..

Param : ( seeing karan ) ab dhulhan ko ring pehnayiye ..

Mo : what ??

Karan : ok pandit ji ..

He took a ring and slid into monu finger ..

Param : Monami beta tum bhi apne hone wale pati ko ring pehnav ..

Mo : mein ?? Mei..kyu ...mein ....kaise

Sabhi log waha kya hora hai bus process kar rahe the ..

Karan : i know tumhare pass ring nahi hai , don't worry mein laya hunn..

He gives a ring to monu ..

Mo : mein kaise pehnaungi ??

Karan : yeh bhi pata nahi ayise pehnate hai ..

Woh jabardasthi apni ungli mein angooti pahnatha hai woh bhi monu ki haat se..

Param : ( showering flowers on monu and karan ) sabhi log ashirvaad dedijiye ..

Waha jo guests the , unlogon ka kya pata hai yaha kya hora , woh log bhi moran par fhool barsane lage ..

Sid : mujhe laga ki yaha Mera engagement hori hai ..

Deepak : ( gusse mein ) pandit ji yeh kya kiya aapne , in dono ka engagement kyu kiya aapne ??

Param : yeh dono hi toh dhulha dulhan hai ! Hai na ..

Karan : ( acting like innocent) nahi toh ..

Param : accha kshma kariye humme thoda bhulne ki bimari hai ..

An : arey woh pandit abhi ke abhi ( showing sidsa ) indono ki sagai kar varna aaj tumhe ek phair se hi ghar Jana padega ..

Param : ( by gulping ) teek hai teek hai abhi katata hunn ..

Then sidsa also gets engaged but monu karan ko kha Jane Wale nazron se dekhthi hai ..

Karan : kya ??

Mo : sab samaj Rahi hunn mein ,

Karan : acchi baat hai samaj jao ,, waise congratulations we got engaged ..

Mo : ( trying to remove her ring ) mein engagement ko nahi maanthi hunn ..

Karan : ayise kaise nahi manogi ?? Ab toh dono ki dil bhi jud gaye hai iss ring se ..

Mo : yeh nikal kyu nahi Rahi hai ..

Karan : kyuki Mera pyaar ithna kamzoor nahi hai ..

Sabki taliya sunkar woh dono apne jagada chod kar sidsa ko dekhne lage ..

Sabhi log Moran ki engagement me baremein puri tarah bhul gaye the , aur apne apne ghar keliye nikal gaye Sherghil family bhi nikal gayi thi ..

Juhi : arey monu , suhana ji ka phone yehi par bhul gayi thi. , Jaa beta dekar aauo ..

Monu co es out of mansion to give phone to suhana , she saw suhana kisi ko daant rahi thi , woh thoda pass jakar dekhi toh karan aur woh pandit haath bhaand kar neeche sar jhuka ke bus suhana ki daant sun rahe the ..

Mo : karan ka toh samaj aatha hai , lekin aunty pandit ji ko kyu daant rahi hai ..

Su : tum logon ko kya lagta hai mujhe kuch pata nahi chaltha ?? Aur tum yeh dhaadhi much nikalo varna muhh thod dungi ..

Param  removes his daadi and mooch aur param ko dekh monu apni muhh par haath rakh kar dono bhaiyon ko dekh rahi hai ..

Param : sorry mumma yeh sab karan ka plan hai aur he blackmailed me, varna mein kabhi ayise nahi kartha ..

Karan : mein ?? Maine kab blackmail kiya , mumma yeh jhoot bol raha hai ...

Mo : ( to herself) you mr karan Sherghil kahike ithini badi planning , huhh abhi tum Monami mahajan ki planning dekhega , be ready to face the consequences..

Aur woh bina phone diye hi ander chali gayi ..

So that's it for today i hope you like it..

Let's meet in next chapter ..

Haan only after 100 votes ..

Thank you ❤️




Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top