🖤🖤NO ENTRY KHADOOS SHERGILL 🖤🖤

monami reached in koel cabin and entered without knocking "ko tujhe breaking news deni hai "

"arey aaiye madam aaj time milgaya aapko " she said with extra sweet voice

"ko yaar sorry na gussa mat ho aur main na tere liye ek breaking news laayi hu "

"faizi ne flirt karna band kar diya" she said with a hope

"nahi yaar news toh kuch aur hai "

"to tu use apne hi pass rakh"

"arey yaar faizi tere se pareshaan hai aur tu hai ki meri baat hi nahi sun rahi"

"kya kya boli faizi mere se pareshaan hai aur tujhe ye kisne kaha "

"haan yaar mujhe toh karan ne kaha tha ,tujhe pata hai usne kya kaha , "

"kya kaha uss faizi ne "

"usne kaha tu na bilkul chudail jesi dikhti hai ,agar uska bus chale toh tere ko kab ka maar diya hota , usne kaha tera naam na koel nahi kaua (crow) hina chahiye tha , " monami said adding ghee in aag

"faizi aaj toh tum gaye tumhe toh aaj main chodungi nahi " and she went towards faizi cabin , after she left karan entered in koel cabin and hfied with monami

monami: khadoos shergill mujhe nahi pata tha tum faizi ko fasa sakte wow yaar i am impressed

karan: pleasure is mine ,

flashback

monami was coming owards koel cabin when someone pulled her aside and pinned her to the wall , she was about to scream when someone put hand on her mouth

"main hu karan cheekho mat "he removed his hand

"kya hai aise kaun darata hai , aur kya kaam hai ,kahin apne dost ko bachane to nahi aaye na "

"tumhe free ka circus dekhna hai"

"haan free ka hai ya tum dikha rahe ho to dekhna hai "

"toh koyel ko faizi ke against acche se bhadkana "

"hawww kese dost ho yaar tum apne dost ko pitwaane ki tyaari kar rahe ho "

"main toh soch raha tha tumhe free ka circus dekhne ko milega par nahi dekhna to tumhari marzi jaao "

"arey ruko ruko main jaati hu na ,bye"

flashback ends

monami and karan were laughing

"chalo karan chal ke dekhte hain humara free ka circus "

"chalo" and both went towards faizi cabin when they reached there , faizi was sitting on his knees holding his ears and trying to calm the volcano

"dekhiye koyel humne kabhi aisa kuch nahi kaha aapko ye baate jis bhi insaan ne kahi hai vo humara sabse bada dushman aur hum jaante hai ye kaam karan ke alawa koi nahi kar sakta "

"mujhe ye sab karan jiju ne nahi unki patni monami ne kaha hai aur tum na zydaa maska mat lagao aaj toh main tumhe zinda nahi chodungi " she was about to throw a vase on him when she heard someone laughing
monami was laughing whole heartedly and karan was trying to control his laughter but ended up bursting out laughing

koyel: monu tu has kyu rahi hai

monami: aur kya karu bechara faizi , uski toh koi izzat hi nahi hai

faizi: dekha mohtarma kaha tha na ye iss karan je dimaag ki hi upaj hai , he was about to stand

koyel: bethe raho aur jo bolna hai bolo

faizi: bhabhijaan iss karan ne kaha tha na sab kuch aapse

monami: haan mujhe toh karan ne hi kaha tha agar tumhe free ka circus dekhna hai toh koyel ko bhadka do acche se

faizi looked at karan who was looking at monami

faizi: vese bhabhijaan aapko pata hai kal humne karan ko kisi ladki ke saath dekha tha bade hug kiye jaa rahe the kyu karan kaun thi vo mohtarma jaraa humari pyaari bhabhijaan ko bhi bataiye

monami looked at karan and then left his cabin for home

karan: tu mil mujhe kahin bahar , and he also left behind monami

both reached at karan's villa and monami closed the door and locked it , suhana and suraj were sitting in hall

suhana: kya hua beta karan kaha hai aur tune darwaaza kyu band kiya

monami: karan aaj ghar ke bahar rahega mom aapko pata kal aapka beta kisi ladki ke saath tha mujhe bataya bhi nahi , and she started crying

suhana: beta rote nahi , ye saare ke saare pati na ek jaise hote hai , she looked at suraj , bahot sahi kiya aaj is nalayak ko bahar hi rehne de

suraj: bechara mera beta (he muttered under his breath), but suhana listened

suhana: aur agar kisi ko bahot daya aa rahi hai toh vo bhi ghar ke bahar jaa sakta hai

suraj immediately went to his room ,

suhana: beta main jaati hu aur tu bhi jaake so jaa

monami: jii mom , suhana left

monami was about to go when she heard a sound

"ranisahiba please darwaaza khol do , tum jo bologi main vo karunga please khol do "

"aaj tum ghar ke bahar hi raho ye gate nahi khulega khadoos shergill "

karan: please monu

monami: no karan , and she went upstairs

karan" yaar kya karu ye toh nahi kholne vaali darwaaza yahan to seedi bhi nahi hai jo window se jau " then something struck in his mind "haa guest room ki window check karta hu "
he went near the guest room window and to his luck it was open , he jumped inside from the window and went to his room but to his shock a sign board was there "NO ENTRY KHADOOS SHERGILL "
"isey pata tha main andar aa jaunga , karan lagta hai aaj kamre main sona tere naseeb main nahi hai ,chal guest room main sona padega " and he left for guest room to sleep .

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top