πŸ‘»π‚π‘πšπ©π­πžπ« π₯

Radhe Radhe everyone
First of all Happy holi πŸ’–

Target : 40 votes
30 comments

┏━━━━━❀‒:πŸŽ€ Chapter 1 πŸŽ€:‒❀━━━━━┓

12 march 2025

There was an conference call going on between ict as ..they are currently with their respective families and enjoying their victory

Rohit: so kaise ho sab

Everyone: badhiya

Virat : aur Holi ka kya plan hai

Shubman : mummy papa ko mene unke friends reunion hoi party me bej diya ....vese to sath manate par ...vo bhi kaunsa roz...apne dosto se milte hai to mene bhej diya ...varna hate hi nahi ..so abhi mera koyi plan nahi hai

Ishan : magi kisine ne info

Shubman: abhi bolta nahi hai koyi plan to sab puchne lagte to pehle bata diya ....tum apna bhauk galich

Ishan ,: are tera plan nahi hai to Mera kese hoga .....vese idk how but mere pitaji bhii tumre dad ke friend circle me aate hai ab to vo bhi gye ....

Sara : mera bhi ...koyi plan nahi hai

Sachin : beta tu bhi conference pe

Sara : ab ha..v

Aditi : mene ....add Kiya uncle

Sachin : oh.vese mera aur mahi ka bhi koyi plan bana nahi hai

Virat : same here

Shami : me too

Supriya: me too

Abhishek: we

Rohit: is this you sissy

Abhishek*cough*

Agastya *sings * : meri raam Kali me tujhpe dil jaan se marta hu par ye sach hai tere bhai se darta hu

Samarth: Agastya ....chup kar

Ziva : bina pite thodi samjhega

Agastya: kyu mene kya Kiya

Ishan : ha kyu pitega bichara

Rohit : par sirf gana hi to gya hai

Abhishek: kam bola kar agu

Samaira *screams* : stop it ...

Everyone stops

Samarth: yaar tum ... warning deke chilaya karo mujhe bhoot se dr nahi lagta par tumre chilane se zaroor lagta hai

Samaira : tum mujhe bhoot se compare kar rahe ho .....youuuuu

Samarth: yess ...meeeeeee

Bacha party : chachi namaste

Ishika : ab app dono kyu lad rahe ho

Shubman : bhabhi namste

Ishan : bhabhi paye lagu

Rishabh pant : bhabhi pranam

Ishika: namste namste

Washington: are bas karo

Abhishek: app hamre aur hamri bhabhi ke bich nahi bo sakte ho ...samjhe

Washington : are ...par bhabhi ka pati aur tumra bhaiya .me hi to hu ...I mean me kyu nahi bol sakta ....meri hi girlfriend hai bhai

Shubman: possesive bhai apki girlfriend hai to kya hum baat nahi kar sakte

Kl.rahul : kyu nahi kar sakte ....Ishika dekh le tere would be ko*in a dramatic way*

Ishika: are esa kuch nahi hai app log kyu nahi kar sakte baat ...washi tum baat karne se kese mana kar sakte ho ?*dramatic way*

Washington: par mene mana kab Kiya ?*confused *

Agastya : apke maze liye gaye hai ...vo dekho apke phone me camera hoga

Washington : yaar tum log bi na

Abhishek : shubman jo bhi baat ho baad me bata dena merko ....mujhe kisika call aa raha hai ...

Shubman : aa raha ki karne ja raha hai ...*teasing*

Abhishek : are bhai

Rohit : supriya beta tera kya plan hai ....nahi hai to rukk bante hai

Supriya: ok bhai

Abhishek: phone kat gya

Supriya*laughs*

Abhishek: bohut hasi aa rahi hai madam

Supriya: app hai hi joker

Abhishek : are yaar

Jugnu : hello guys ....thank you for adding me ...

Ishan : holi plan hai kya koyi

Shubman: ishu tu mujhe dhoka de raha hai

Jugnu : dhoka tune Diya hai mujhe

Shubman : kisi ka bestfriend pehle se hi Abhishek hai aur mujhe keh raha hai

Jugnu : ha tere se to mene dosti nibhayi nahi na ..teri

Shubman: bache bhi hai galicho ....gali di na kisine to dekh lena block kar dena hai mene

Ritika : chodo guys inshort holi par sab free hai

Samaira: to kyu na koyi trip ho jaye

Everyone : we agree

Jaddu : jamnagar chale ...waha champa chudail se bhi mil lena

Bumrah : jaddu bro...acha gujrat chale

Hardik : ha ha kyu nahi

Ziva : nahi jharkhand

Yashasvi: up ki holi famous hai vaha chalte hai

Shubman: ha mathura chalte hai

Sara : latt maar holi khelte hai vaha

Shubman: vrindavan ?

Kl.rahul : banglore chale

Rishabh : sab apne home town kyu Jane me lage huye ho ?

Agastya: switzerland chale ..?

Rohit: nahi koyi ye but new vo

Virat : familiar but new keh raha hai guys .......ro tere dada ji ke haveli hai na .... rajasthan me vaha chale ? Badi bhi hogi family trip ho jayegi

Ritika: ha mujhe bhi dekhni hai

Samaira,ahaan and shubman : hume bhi kafi suna hai

Everyone : yes haveli me holi trip interesting

Rohit : ya ....par vaha na kuch ye nahi vo hai ....matlab kuch totha yaad nahi aa raha kuch uu ki matra type

Virat: idk ...iss baar ..iss baar iske ye woh ka jawab ise khud nahi pata hai ...

Jaddu : mujhe lagta hai dhul ki baat kar raha hai

Virat : ha ...aur usme uu ki matra bhi hai

Rohit : dhul ?

Virat : are koyi nahi hum sab saaf kar lege

Rohit : ha teek hai *confused *

Shubman: to phir done. Esa karo sab taiyari kar lo ...phir sab kal milte hai aur sath hi chalte hai

Everyone : done

Shubman: sara

Sachin: kya huya ?

Shubman: ab....Sara intezam karne ke liye vaha pehle hi kisi ko bol dete hai mai soch raha tha ...?

Rohit: ha me bol duga ...kisiko

Everyone: chalo bye packing bhi karni hai

Call cuts

At shubsara side

Shubman calls sara

Sachin : kiska phone hai beta

Sara : Shubman ka dad

Sachin : la me baat kyu

Sara looked at him in suprise

Sara: kyu dad?

Sachin : congratulations boluga

Sachin picks the call

Shubman : to sara ji ...kive ae tussi ...* Romantically*

Sachin: namaste beta

Shubman*nervously* : namaste sir ...appp ...matlab sara...kese hai?

Sachin: vadhiya ...tussi kive ae

Shubman : perfect ....acha mujhe shahneel bula rahi hai me rakhta hu ...

Sachin: ok beta ....

Call cuts

Sara : papa congratulations to bola hi nahi apne ?

Sachin : pehle hi bol diya tha beta

Sara : oh!

At ishika side ishqaana

Washington sundar calls ishika

Ishika : hello

Washi : kar liya mujhe pareshan sabke sath milke ?...to ab chalne ke liye taiyar

Ishika : me ,...soch rahi hu na ayu...dad mana karege

Washi : me baat karta hu unse ...me as raha hu

Ishika : par me Ghar par nahi hu

Washi : really me tumri khidki ke neeche khada hu ...aur me tumhe dekh raha hu *waving *

Ishika : aa rahi hu gaye kholne

She opens the door washi enters

Ishika's dad : aao aao damadji

Washi : namste uncle vo inhe holi ke liye rajasthan le jana tha

Ishika's dad: le jao

Ishika glared

Ishika's dad : matlab dyan se jana aur ana ....looked at ishi ...ab teek hai beta

Ishika face palmed

Washi *chuckled* : nahi apka man na ho to yaha bhi mana sakte hai

Ishika : nahi nahi ...I mean ict ke sath to...

washi : ji ji...

Ishika's dad: puri ict ja rahi hai ?

Washi : yes almost sab

At supriya side cookie1418

Abhipriya at call

Abhishek : to taiyar hamre sath Holi khelne ke liye ?*romantically*

Supriya: jii aur bhaiya bhi ayege

Abhishek*cough* : ...koyi nahi haveli to bohut badi hoti hai ...varna me to khulam khula bhi bol du vo to shub ki vajah se

Supriya : ha ha phelo me lapet rahi hu

Abhishek: acha teek hai ..meri ramkhali me tujhpe dil jaan se Marta hu par ye sach ter bhai se darta hu

Supriya : tujhe bhaiya ko patana hoga karke yaad ye rat ke

Abhishek : are ha ha ....maana luga

Supriya : kese ?

Abhishek : ritika bhabhi aur Sam ko mana luga vo mana lege

Supriya : tututu ...yaha bhi jugaad

Abhishek : are ab itna bhi khass nahi

Supriya: for exchange I agree

Abhishek : are yaar tum kabhi to pyar se baat kar liya karo

Supriya : acha suno jaan

Abhishek : ha bole *romantically*

Supriya: mujhe bhaiya bula rahe hai packing karne ....to pehle bhaiya ko mana lo phir romantic bhi ho lege ..samjhe bye

Abhishek : haveli se ake ye bhi kar lege ...aur all le hi ayege ...phir supriya sharma se supriya Abhishek Sharma ho jayegi appp ....

Supriya: pehle bol to lo

Rohit: supriya aja beta

Supriya: bye cuts the call

Screen shifts to bus

The bus moved along the lonely road, its headlights lighting up the dark path ahead. The sky, which had been bright earlier, was now covered with dark clouds. A cool breeze blew in through the open windows, making a few people shiver.

Everyone who was excited, chatting and laughing about their visit to the old haveli suddenly stopped .

Akaay : ye achanak mausam ko kya huya ahaan

Ahaan *little scared *: ab... Mausam ka ...kisko p .pa...pata kabhi bhi change ho sakta hai

Mahi : darne ki zarurat nahi hai .bacho ...mausam thoda kharab ho gya hai bas teek ho jayega

Gautam : hai gabrane ki baat nahi hai shayad barish hogi

Then, the streetlights along the road started flickering before going out completely. The only light now came from the bus's headlights.

Vamika : ab inhe kya huya

Ishita : papa ...mujhe apke pass bethna hai

Gautam : aja bacha ...

Ishan : are kuch nahi gao me voltage change hote rehte hai to isliye flicker ho rahi hogi ....ya ho sakta barish ho rahi ho kahi

Agastya : but hum lucky to hai ...hamre ane se rajhasthan me bhi barish hone wali hai

Trying to crack a joke which everyone appreciated by laughing a little but there was still some uneasiness in their voices .

Anushka : don't worry bacho

Samrath: yes ...I think barish hone wali see itni sari ants ...

Samaira: yes you are right *but she was little scared too*

Samarth : *patted her head lightly* : stay calm that's fine if you are little scared ...but there is nothing to be okay

Samaira*smiles* : thank you gyani baba

Samarth: don't call me that

Samaira: to logical devta ya science teacher

Samarth : oh sharma ji ki ladki mere dad ne mujhe ek naam diya Samarth vo bolo na

Shubman : kyu lad rahe ho ...

Ahaan : vo dekho ye

Akaay : tu kyu ye vo kar raha na me Virat Kohli hu na ritika sharma jo samjh hai

Ahaan : abe vo dekh ye asaman saaf ho gya

Everyone looked at sky

Sara : ha esa lag raha hai jese kuch tha hi nahi and looked at shubman

Shubman:achi hi to baat hai

Akaay : ab acha lag raha hai let's continue games

Suddenly shubman hears a voice in his ears which terrified him
"Aaa joa "

Shubman turned backward to see who's that only to notice that he was on last seat

Shubman in mind : maybe veham hoga mausam ki vajah se ya phir

Agastya: kisne awaaz suni aaa jao karke

Shubman: ha mene

Agastya : ha to Mera phone piche reh gya hai pass kardo ringtone hai

Shubman: esi ringtone rakhta hai koyi pagal ye le

Rohit : ayo utro sab pahuch gye hum sab

Everyone comes out of the bus

There was girl passing

Rohit : suniye do you know this adress while showing a temples address which was some steps away from haveli

The girl : ji chaliye hum apko chod dete hai

Rohit : are thank you beta

The girl : are isme thanks kesa app hamre hi gao ke hai ...chaliye

Everyone followed her they reached there

Arjun who was lost in her : what is your name ?

The girl : akansha

Arjun : to akansha ji ....app kaha rehti hai

Akansha : ji bas ye mandir ke sath wala Ghar hai hamra babuji

Arjun: babuji ...aaj tak kisi ne nahi kaha ...aur apke muh se kitna acha lagta hai ...

Akansha : jiii?...

Arjun: vo

Shubman : thanks kehna chahta hai ...

Akansha : ji ...koyi baat nahi vese agar apko koyi aur madam chahiye ho to ye lijiye hamra number ....kyuki app yaha naye lag rahe hai ...

Sara : thank you z comming in front of shubman *

Akansha : vese app log kaha rehne wale hai

Arjun : iss haveli me

Akansha's face turned scared : par kyu dekhiye hum iss haveli ke watchman ki navasi hai isliye Hume pata hai ..ki vaha kya hai .m...lekin app vaha

Arjun: ye inke dadaji ki ki haveli hai * pointing towards rohit *

Akansha : par suniye to ...iss haveli me Jana kyu chahte apko pata nahi hai kya iss haveli me

A cold wind blew, rustling the trees. Just as she was about to say more, thunder rumbled loudly, and heavy raindrops started falling. Within seconds, they were soaked.

"andar chalo !" Rohit shouted.

Shubman : hum apse phone par baat karte hai

They ran toward the haveli, their clothes sticking to their skin. The girl stayed behind, watching them with worried eyes " ruk jayiye ..suniye to .." she tried to warn, but her voice was lost in the storm.

As they reached the haveli, the huge wooden doors creaked open on their own. One by one, they rushed inside, shivering from the cold rain.

As the last person entered the haveli the door closed automatically

The rain stopped without a single more drop.

Akansha who was standing outside the haveli totally dry ...

Akansha to herself: to vo barish jo sirf haveli ke logo ke liye hoti hai usme bigkar chale gye ... bhagwan inki raksha karna ...chaliye hum parso aa payege haveli me jab ye hume ane dege ....bas tabtak surakshit rahigega taki hum apko nikalne ka rasta bata sake ... And she left

Inside haveli

Agastya : kitni tez barish ho rahi hai na *while looking out from window*

Samarth : matlab weather teek nahi huya ...tha bas barish postpone ho gyi thi

Sachin: 11 baj rahe hai ...raat ho gyi filhal so jate hai ...kal holi bhi khelni hai ...chale sara

Sara : ji papa

Everyone leaves not without glancing at their love

2 hours later

Shubman wakes up ...and looked out of window ....esa laga jese thoda hi time huya par suraj dekh ke lag raha hai jese 10 baj gye ho subah ke ...chalo sara ke rang lagya jaye

Enters sara's room from window

Sara : bowwww .....shubman scared

Sara : mujhe pata tha tum ate hi hoge and laughs

Shubman comes close to her

Shubman: ese koyi darata hai jaan ...jaan nikal di meri

someone taps on his shoulder from back

Shubman : sasurji

Sara : me hu ..waha kya dekh rahe ho

Shubman: tum abhi to age thi ..

and turned there was nothing

Shubman in mind : shayad yahi pyar sara mujhe har jagah dikh rahi hai

Sara : kaha kho gye

Shubman: kahi nahi .

Pull her by waist and applies colour on her face

Shubman : happy holi

Sara : you too ..and applied colour on her face

Sachin knocks : sara beta

Shubman panicked : Sachin sir?...me bagta hu

Sara : niklo jaldi

Shubman goes out from window

Shubman after looking surrounding

Shubman : ek min sara ka room to backside tha to me ye front me kese nikla ...*confused *

Ishan : kya soch raha hai kake and push him in swimming poolfull of colours

Shubman: tu subah se ye fill kar raha tha

Ishan : ha taki tujhe gira saku isme

Shubman : tu rukk and pulls him

Jugnu falls in it while running

Shubman: lo khud hi gir gye

Jugnu : tum log abhi to mere piche the

Shubman: lo holi hai to subah subah bhaag bhai ...had hai

Jugnu : lekin

───────────────────────────
That's it for today .
To be continued

Let's see inki holi kesi jati hai haunted haveli me
Kya ye find out kar payege ki ye haweli haunted hai ?

Radhe Radhe
Your author ShivikaπŸ’–

BαΊ‘n Δ‘ang đọc truyện trΓͺn: AzTruyen.Top