Bikte Rahe Kitabon Ki Tarah

Tu Meri Barbadiyon Ke Jashn Mein Shamil Raha
Ye Tasawwur Hi Bohot Aaram Deta Hai Mujhe

Bhul Jaa Ab Tu Mujhe Aasan Hai Tere Liye
Bhulna Tujhko Nahi Aasan Hai Mere Liye

Tujhe To Fursat Hi Na Mili Mujhe Padhne Ki Warna
Hum Tere Shaher Mein Hi Bikte Rahe Kitaabon Ki Tarah

Muddatein Beet Gayi Khawab Suhana Dekhe
Jaagta Rehta Hai Har Neend Mein Bistar Mera

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top