Un Spoken Words
Asalamlikum
How are you
Enjoy the chap ❤
***********************************
Maheen pov:
Eik week reh gaye ha nikah ma ghar ma sub shopping ma busy ho gaya ha but meri sari shopping bechari aleena kar rahe ha because ma na saf saf inkar kar diya ha kahe be jana sa .
Ya zulim Kya kam ho raha ha ka mere nikah eik asa insan sa ho rahe ha jo phehla sa he ishq or mohabbat kar raha ha .
Zaleel insan wasa to intha sareef bantha ha but then jo jintha sareef show kartha ha khud ko wo intha he chalak hotha ha but ma kisa pata lagao is larki ka bara ma
Ya Allah mere madad karan (Ameen)
Ma in he sochon ma thi jab mama or phupho Aiman aunty ka sath a kar mere samna bath gaya un ke daka deke Mehar aunty be mere sath wala sofa par beth gaye or sub muja ajeeb sa dakhna lag gaya
Meher aunty: " maheen shopping ho gaye tumhari? "
Maheen: " choti Ami shopping kis liya srif nikah he to ha bus us ka liya dress lane ha wo be ja kar aleena or maryam designer sa la aya ge "
Hira phupho: " To phir beta jee Ap intha bara Ahsan q kar rahe ha hum par 3 bar qabool ha qabool ha bool kar wo be maryam Ap ke jaga bol da ge "
Allah Kya masla ha ab un ko abhi aya hwa mahena hwa nai ha or nikah tak final kara de ha mere ab Kya Un ke sub batha maan Lon ma 😢
Aiman aunty: " Hira choro bechari ko ab is ko shopping ka shoq nai ha to Kya Kiya ja saktha ha or wasa aleena or maryam laya dress ya mahe Kya farak parhtha ha "
Haye warey jaon ma apni chachi sa eik yahe to ha jo is ghar ma mere sunthi ha kabhi kabhi to muja Adam in ka batha lagtha he nai ha ☺
Mama: "Aiman bila waja is ke side na lo asa lag raha ha ka is ke nikah nai kesi or ke nikah ho rahe ha sharam to athi nai ha is ko aj be hospital gaye thi or off le be ha to wo be eik din ke jis din nikah ho raha ha larki kuch to interest show karo "
Maheen: " mama Kya karon ma ab dance karna sa to rahe hon ma or wasa be hospital jana majbori ha wo Kya mere nikah ke waja sa hospital band kar dan ga ka chalo maheen Khan ke nikah ha to eik week ka liya hospital ko lock laga lo "
Hira phupho: " uffff kabhi jo is larki na sahe moo jawab diya ho "
Ajeeb shosha ha in ka phehla Kya azaab kam tha jo ya nae mosla a gaya ha yaha jaan ka lalay parh raha ha Un ko mere shopping na karna sa problem ho rahe ha .
Un ko waha chor kar ma aleena ka room ma a gaye or waha par phehla sa he qasir , Dani or noori tha noori to gussa ma lag rahe thi ab is ko Kya ho gaya ha
Qasir: " Sukar ha Allah ka tum a gaye yaha par to world war 3 start hona wale thi "
Maheen: " q ab Kya ho gaya ha?"
Aleena: " ya to tum is Dani sa pocho "
Daniyal: " dako mahe ma srif eik baat kar raha hon ka inthi jaldi ma sub kuch kesi ho ga "
Maheen: " Kya sub kuch? "
Daniyal: " look Ap ka cloths to yaha mill jayan ga but masala to noori ka ha is bechara ka cloths to ab yaha milna sa raha us ka liya to South afecria jana ho ga or phir ya sub to eik week ma hon nai saktha"
Kya kamal besharmi sa Dani na baat khatam kar de
Or ma bus noori ko dakhthi reh gaye but wo be kon se kam thi
Noori: " mere cloths to phir be mil jayan ga tum apni fikar karo q ka nikah ma jokers allow nai ha "👏
Daniyal: " joker kesi kaha tum na khud ko daka ha kabhi khud to kesi witch sa kam nai ho tum "
Qasir: " Ma Sha Allah Kya perfect couple ha tum dono ko eik joker ha to eik witch nazar na lag jaya " 😂
Aj to din he sahe nai ha jese dakhao bus mere or Adam ke nikah ko discus kar raha ha
================================
Sham ko kahe Adam ghar ma nazar aya muja ab zara is sa be do do hath ho liya jaya
Maheen: " Adam suno zara muja tum sa baat karni ha"
Adam: " hmm bolo Kya baat ha or plzz jaldi baat khatam karna mere sar ma dard ho raha ha"
Maheen: " ok to baat ya ha ka wo larki kon ha jis sa tum pyaar kartha ho ?"
Ab jaldi or saf saf baat to asa he hothi ha
Mere baat sun kar Adam muja sock ma dakhna lag gaya but then next sec he wo normal ho gaya
Adam: " kon se larki ma to kesi sa be pyaar nai kartha pagal ho gaye ho kahe sar to nai Mar aye hon dewar sa "
Maheen: " wahe larki jis ka zekar urood bhai kar raha tha us din "
Adam: " sharam karo maheen tum hum dono ke batha Sun rahe thi "
Maheen: " tumha sharam nai athi ha pyaar kesi or sa kar raha ho or nikah kesi or sa ya kesa insaf hwa ?"
Adam: " hahaha is ma sharam wale Kya baat ha pyaar karna gunna to nai tum na be to eik waqt ma pyaar ke thi ya ab be ha ?"
Maheen: " Kya matalb ha tumhara kis sa pyaar karthi hon ma huh ?"
Adam: " azaan ke baat kar raha hon or jab tumha haq tha to muja q nhi or tum fikar na karo ma tum sa srif nikah karon ga bus "
Maheen: " Kya matalb ha tumhara srif nikah ka or azaan kaha sa a gaya?
Adam: " wahe to ha tumhari life ma phehla din sa or nikah ka matalb ya ha ka jab jis din tum bolo ge ma tumha azad kar don ga "
Maheen: " tum mere bara ma asa sochtha ho or Kya ghar walo ko pata ha tumhara is plan ka bara ma?"
Adam: " kon sa plan tum be to yahe chahthi ho ?"
Maheen: " q kar raha ho ya sub ?"
Adam: " q ka mohabbat quban mang Thi ha or ma be apni mohabbat ke qubani da raha hon so miss maheen nikah ka liya tayar ho jao or ma tumhara moo sa inkar na sunaon samaj gaye tum"
Maheen: " tum pagal ho gaya ho or ma q tumhari baat manaon ge tum lagtha Kya ho mere or tumha ma na nai kaha ha ka Mr Adam Khan yousafzai mere liya apna pyaar ko qurban karo mujh par Ahsan nai kar raha ho ma khan baba ko sub batha don ge "
Adam: " phehle baat tum inkar karna ka position ma nai hon dosari baat ma tumhara hona wala husband hon or us sa phehla tumhara cousin hon or ma jo be kar raha hon soch kar kar raha hon or tumhari baat ka yaqeen kon kara ga huh?"
Baat to sahe ha is ke be kon yaqeen kara ga mere or wasa be sub mujh sa kuch zayad khush nai ha ya baat karon ge to phupho ko laga ga ma kese or sa pyaar karthi hon
Mahewn: " tum to azaan sa be zayad gira hwa ho magar ma tumha kabhi be maaf nai karon ge "
Ya kha kar ma waha sa chale gaye q ka ab reh Kya gaya tha bolna or suna ka liya
Magar hum insano ko Kya pata ha ka kuch lafz asa hotha ha jo srif dill ma reh jatha ha jo srif hum ya humara khuda he jantha ha .
================================
Third pov:
Aj wo naraz ho kar gaye ha mujh sa magar us ko kese bataon ma ka Kya chahtha hon ma q kar raha hon ma ya sub kuch
Kash ma us ko wo sub batha saktha jo ma jantha hon magar sub batha keh dana ke be nai hothi ha kuch batha bolna ke nai hothi ha wo srif samji ja sakthi ha .
Kuch raaz asa hotha ha jo agar koi jan jaya to wo insan jetha jee Mar jatha ha or ma to phehla din sa intezar aag ma Mar raha hon .
================================
Ok first thing first chap name jo ha wo Un Un spoken words ka bara ma jo humara dillo ma reh jathi ha na ka wo jo hum bol datha ha ☺
Chapter kese tha?
And yeah plzz don't hate Adam wo jo be kar raha ha us ka pass I'm sure koi na koi explanation ho ge and maybe wo hum sub ko aga ja kar pata lag jaya 😊
Maheen jo kar rahe ha Kya wo sahe ha ya Adam jo kar raha ha wo?
************************************
Stay calm
And
Keep smiling
Plzzz vote and comments ❤
Remember me in your prayers
************************************
Love you all ❤
And
Fe Aman Allah
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top