Part 1-Six Year Ago
Asalamlikum guys
I know a lot of you want to know ka maheen and azaan ka beach ma Kya hwa tha that so here you'll know now
And also enjoy this beautiful song
***********************************
Maheen pov:
19 year old maheen:
Aj collage ma bohat kaam tha ma to thak gaye hon or har din ke tarha ma azaan ka intezar kar rahe hon wo aj kaal bohat late atha ha muja pick karna or phir ghar par jhoot boltha ha ka traffic thi rastha ma ........
Ma collage ka gate sa bahar kare ho gaye aj but azaan ke car ma humari senior lala roh thi ya Kya kar rahe ha is ka sath ?
Azaan na kabhi mujh sa is ka zekar q nai Kiya ha ya dono Kya dost ha or agar Khan baba ko pata lag gaya to Kya ho ga
(Humara pathano ma ya sub nai chaltha ha )
Us ko othar kar azaan na car humara collage ka samna kare kar de ma car ma bath gaye aj muja is sa pochna ha ka ya is lala roh ka sath Kya kar raha ha
(Lala roh ka pata nai kintha larko ka sath chakar chah raha ha)
Maheen: " Asalamlikum "
Azaan: " Walaikum Aasalam "
Maheen: " tum aj phir late aye khairyat? "
Azaan: " ha wo rastha ma bohat traffic thi is liya"
Aj phehla dafa azaan na mujh sa jhoot bola ha wo insan jo mere sub sa acha dost ha jo mujh sa koi be baat share Kiya bina sukoon sa nai batha ha aj jhoot bool raha ha
Maheen: " ok theek ha"
Ghar atha he phir baba na wahe sawal liya ka late q aya or azaan na phir jhoot bool diya lekin ma inthi gum thi ka ma na daka he nai ka koi muja is sara time ma note kar raha tha
Change karna ka bad jab ma necha aye to mama na muja apna room ma bula liya
Mama: " maheen Kya tum or azaan aj phir traffic ma pas gaya tha? or ma sach jana chahthi hon"
Ma na mama sa kabhi be jhoot nai bola ha balka kisi sa be nai muja Un ko sach bathana ho ga
Magar azaan agar wo naraz ho gaya toh but ya us ke problem ha na ka mere
Maheen: " Nhi mama hum kisi be roz traffic ke waja sa late nai hwa ha"
Mama: " Kya matalb maheen tum dono kaha jatha ho har roz ?"
Mama na mere baat beach ma he kaat de Mama be na
Maheen: " Nhi mama ma kahe nai jathi hon azaan ka sath wo collage he late atha ha muja lana or aj an ma na us ka car ma apna collage ke larki ko daka wo larki sahe nai ha mama "
Mama muja harani ka sath dakana lage
But muja nai pata tha ka mama ka room ka bahar be koi insan tha jo humari sari baat sun cuka tha
Mama: " tum janthi ho maheen Kya bol rahe ho? asa nhi ho saktha ha agar Khan baba ko ya Ahmad bhai ma sa kisi ko pata lag gaya to Kya ho ga ?"
Humari family ma relationship ke ijazat nai ha in fact hum pathano ma ya sub acha nai samja jatha ha
Maheen: " mama muja pata ha lekin ya baat azaan ko be pata ha lekin wo phir be ya sub kar raha ha and Ap mujh sa q gussa ho rahe ha ja ka apna ladala sa baat kara "
Muja q gussa ho rahe ha mama or azaan koi 5 saal ka bacha nai ha sub pata ha us ko wo jo be kar raha ha soch samaj kar kaar raha ha
Mama: " ma tum par is liya gussa hon ka tumha pata tha or tum na hum sub ko bathaya nai "
Maheen: " mama muja be aj pata laga or mere bathana sa Kya ho ga Ap log to end ma us ke baat par yaqeen karo ga"
Mama: " acha tum jao ab apna room ma or ha kal sa tum Adam ka sath collage jao ge or use ka sath aoa ge"
Adam yr nai wo to bohat serious banda ha but at least ma time par to collage jaon ge
Maheen: " okay mama"
Mama: " maheen ya baat kisi or ko maat batana ok?"
Maheen: " sure"
But muja or mama ko Kya pata tha ka hum dono ka bathana ke zarorat he nai pare jis ko pata lagana ka daar tha wo insan jaan gaya tha
Next morning:
Ma collage ka liya tayar ho kar necha chale gaye or breakfast karna start ho gaye q ka mr Adam ka bohat paband ha Adam university ka second last year ma ha but sath ma office be jatha ha or baba or uncle ke help kartha ha so wo bohat jaldi nikal tha ha uni ka liya so muja jaldi jaldi breakfast karna ho ga kahe wo muja chor kar chala na jaya
Jaldi jaldi ma muja pata he nai laga ka aj sub bohat chup ha or khan baba be gussa tha but ma to pagal apna he duniya ma ghom thi
Muja Kya pata tha ka mere eik baat is ghar ko ider sa uder kar da ge
30 min baad Adam na car mere collage ka samna rook de
Adam: " collage kis time off hotha ha tumhara?"
Maheen: " 2:30 hum free ho jatha ha but azaan muja phehla 3 baja lana atha tha magar ab kuch dono sa 3:40 a jatha ha ya us sa be zayad late q?"
Adam: " or jab tak wo nai atha ha tum Kya karthi ho or us ka wait kaha karthi ho?"
Maheen: " ma collage ma he us ka wait karthi hon ya phir kabhi kabhi yaha gate par wait karthi hon"
Adam: " theek ma 2 baja a jaon ga tumha lana or ha ma agar late ho be jaon to tum bahar gate par wait nai karo ge kuch be ho saktha ha got it?"
Maheen: " 2 baja q Ap asa he 30 min mere intezar karo ga ?"
Adam: " ma tumhara liya 30 min Kya us sa zayad be intezar kar saktha hon"
Maheen: " Kya matalb?"
Adam: " kuch nai jao tum late ho raha ha tumha"
Maheen: " ok Allah hafiz"
Or Adam ke baat sahe thi wo theek sahe time par mere collage ka bahar car ma batha tha ....
Is tarha eik week guzarna ko a gaye thi na he ma na collage ma lala roh ko daka or na he ghar ma azaan sa baat hothi thi wo bohat kaam ghar ma ab hotha tha
And than wo din a gaya jis din ma na apna best frnd ko koo diya and sub ghar wala ka dill ma apna liya eik Gilla taak umer bada kar diya
Aj Saturday ka din tha so no collage and ma so rahe thi jab kisi ka taaz awaz sa mere ankh khool gaye
Or wo awaz azaan or Ahmad uncle is thi ma jaldi sa dupata liya or necha baag gaye
Necha sub ghar wala drawing room ma jama tha or Ahmad uncle or azaan eik dosara ka samna kara tha or dono bohat gussa ma tha
Ma na mama ke tarfa daka ka kahe unho na baba ko to wo baat nai batha de jo phir unho na ahmad uncle ko bathaye ho but ajeeb baat ya thi ka wo be mere he tarfa dakh rahe thi or Un ka ankho ma be wahe sawal tha
So is baat ka eik he matalb hwa ka Ahmad uncle or azaan kisi or baat par laar raha ha
But ma kinthi galat thi us ka ehsaa muja aglaa 2 min ma ho gaya
Ahmad uncle: " tum Canada ja raha ho and ya baat final ha "
Ohhh to ya Canada jana ke baat ha or ma Kya soch rahe tho but hum log kabhi kabhi kintha galat soch raha hotha ha
Azaan: " sorry baba jaan ma kahe be nai ja raha hon ma 20 saal ka hon muja Ap majboor nai kar saktha ha "
Ahmad: " theek ha maat jao lekin phir apni maa ko be apna sath lo or yaha sa la jao q ka agar tum na mere baat nai mane to ma tumhari maa ko yaha abhi use waqt talaq da don ga "
Kya ya Ahmad uncle Kya bool raha ha hum sub srif Un ko he dakh raha tha or Mehar aunty azaan ke tarfa dakh na lage
Azaan: " Ap asa nai kar saktha ha or ya sub kis liya q ka mere srif eik larki ka sath dosti ha ?"
Allah matalb ya sub lala roh ke waja sa ho raha ha Kya azaan us sa intha pyaar kartha ha
But ma bhol gaye ya sub us ke waja sa nai mere waja sa ho raha ha
Ahmad uncle: " nai ya sub is liya ho raha ha ka tum na humara maan Tora ha tumha ya sub pata ha ka humara family ma larkiyo sa dosti or ya sub kuch sahe nhi samja jatha ha phir q?"
Azaan: " ma na koi guna nai Kiya ha srif dost ha wo mere or Ap ko ya baat kis na bathaye ha?"
Muja be is sawal ka jawab jana tha ma na or mama na kisi ko be nai bataya tha phir
Ahmad uncle: " tum muja srif intha batao tum ja raha ho Canada ya nai? "
Mehar aunty: " azaan maan jao tumha Allah ka wasta "
Mehar aunty azaan ka samna hath jhorna lage but azaan srif Ahmad uncle ko dakh raha tha
Azaan: " bus yahe mardange ha Ap ke apni bewi ko talaq da kar Ap Kya sabet karna chahtha ha?"
Azaan ke baat ka jawab ma Ahmad uncle na us ko marna ka liya utha liya lekin pata nai q muja Kya ho gaya ma azaan ka samna a kar kare ho gaye or phir
Slap
Eik bohat bari hath mere chahra par para or mere moo sa khoon nikalna start ho gaya
Khan baba: "bus Ahmad bohat hwa or azaan jaya ga Canada ya humara akhri fasala ha "
Mama Adam or baba sub mere pass aya or muja sofa par betaya but azaan kahe nai dikh raha tha wo to kahe chala gaya tha us waqt
mama na adam ko kaha ka wo muja apna room ma chor ka a jaya q ka un ko Mehar aunty ka pass jana tha
Room ma enter hotha he Adam muja chor kar chala gaya theek 5 min baad wo mere room ka darwaza pa kara tha ice bag ka sath
Ice beg or kuch med dana ka baad wo chala gaya or muja be needh a gaye
Lekin ma bahabar thi ka kal ka soraj mere liya Kya lana wala tha.......
Or aj ka baad mere zindagi sa sukon gaib ho jana wala tha .......
***********************************
Okay so ya chap and next chap dono maheen ka past ka bara ma ha ka 6 saal phehla Kya hwa tha or Kya nai
So Ap ko Kya azaan sahe lagtha ha i I mean wo jo Kya raha ha Kya wo sahe ha?
Or Ahmad uncle jo bol raha ha wo sahe ha?
And maheen or Adam 6 saal phehla be asa he tha or ab be wasa he ha😉😉😂
***********************************
Eik galat fahmi na usa mujh sa door kar diya
Warna
Wo pyaar bohat kartha tha mujh sa
Aj be yaad ha us ke wo akheri nazar
Kabhi jis ankho ma mere liya pyaar tha
Ab
Un ankho ma srif nafraat he nafraat ha ......
**********************************
Stay calm
And
Keep blessed
Be happy and try to keep other also happy
And yeah ya update mere eik bohat sweet se frnd ka liya ha
Remember me in your prayer
Love you all❤❤
************************************
Ap sub ko Eid Milad-un-Nabi bohat bohat zayad Mubarak ho
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top