Nikah Day
Asalamlikum
How are you?
It's finally nikah day so are you guys excited?
Enjoy the chap 😉
And you guys want Adam pov so ya chap us ka pov ma ha. 😎
And I want to decaite this chap to all my readers
================================
Adam pov:
Aj mere nikah ha eik ase larki ka sath jo bachpan sa ha mujh sa nafraat karthi ha but then hotha wahe ha jo qesmat ma likha hotha ha .
Subha subha he aleena ke bachi na muja utha diya ha nikah dopahar ko ha magar nai madam ka mana ha ka larka or larki ko subha jaldi uth jana chaheaya.
Mere mama ka side or maheen ka mama ka side sub a gaya ha nikah attend karna ka liya Khan baba na bohat kaha tha ka kuch log hon ga but phir be ghar baar gaya ha guest sa and mera stupid cousin be muja tang kar raha ha
Ab aleena na utha he diya ha to ma tayar ho kar necha chala he jatha hon maybe baba ko mere help chaheaya ho kese kaam ma
But necha jana koi acha idea nai tha q ka sub boys drawing room ma he batha tha or muja dakh kar Dani na muja be bula liya and I know un ke bakwas phir start ho jaya ge
Aneez: " Adam a jao yaar bath jao kuch time ka liya humara sath q ka aj to wasa be tumhari azadi khatam ho jaya ge "😂
Zaleel insan asa bol raha ha jasa nikah nai jail ja raha hon ma wasa maheen ka sath rehna kese jail ma rehna sa kam nai 😉
Adam: " Kya matalb ha tumhara azadi sa or wasa be humari shadi to nai ho rahe nikah ho raha ha rukhsati ka bad tum ya baat bol saktha ho " 😎
Daniyal: " wasa Adam bhai Ap ko mahe sa daar nai lagtha ?"
Adam: " Dar q wo koi bala to nai insan ha or us ko pata ha ka tum us ka bara ma ya sub boltha per raha ho "
Azaan: " wasa jo be kaho adam maheen khush nai ha is sub sa and maybe wo inkar kar da "*smirking*
Adam: "azaan yaar tum maheen ke fikar na karo wo inkar kara ya ha kara us sa tumha koi fark nai partha ha "
Aleena: " Boy's chalo jao tayar ho jao bohat kam time reh gaya ha nikah ma "
Daniyal: " Aleena api abhi to time ha humay Tora sa enjoy he karna da"
Aleena: "koi jaldi nai ha 12 baja ha or Asar ke nemaz ka baad nikah ha so uth jao sub jummah ke nemaz ka liya be late ho raha ho "
Aleena ka jana ka baad sub apna apna room ma chala gaya tayar hona ka magar mere demagh ma srif azaan ke baat chal rahe ha wo jo bol raha tha agar wo sach ho jaya maheen inkar he na kar da .
Khair inkar to wo karna sa rahe inhe socho ma ma ready be ho gaya or bahar gaya to Khan baba , yousaf uncle sub he mere wait kar raha tha sub ka Ana ka baad hum majid chala gaya nemaz parhna ka liya .
Nemaz sa free ho kar sub ghar a gaya qazi shab phehle he waha mojood tha bus ab nikah start hona he wala ha .
Phehle maheen sa pocha jaya ga phir mujh sa yousaf uncle qazi shab ka sath andar chala gaya or hum sub bahar he drawing room ma reh gaya .
Do you maheen Khan daughter of yousaf Khan accept Adam khan son of shahbaz Khan as your husband?
Qazi shab ask maheen
Qabool hai
Qabool hai
Qabool hai
Ab ke bari mere thi
Do you Adam Khan son of shahbaz Khan accept maheen Khan daughter of yousaf Khan as you wife ?
No
Sara ghar ma kahmosish se cha gaye
Q? Har eik k zuban par yahe sawal tha ?
Hum sub eik dosara ko dakh raha tha magar ya awaz mere nai azaan ke thi
Ab is ko Kya ho gaya ha
Khan baba: " Azaan Kya hwa ?"
Azaan: " Khan baba ma maheen sa eik dafa baat karna chahtha hon phir Ap nikah dobara start kar da "
Adam: " Khan baba late ho raha ha or sub log intezar be kar raha ha "
Khan baba: " azaan Adam sahe bol raha ha tum nikah ka baad maheen sa baat kar lana qazi shab Ap nikah start kar da"
Do you Adam Khan son of shahbaz Khan accept maheen Khan daughter of yousaf Khan as you wife ?
Adam: "Jee qabool ha "
Qabool ha
Qabool ha
Is ka baad hum dono na paper sigh kar liya or ab maheen mere biwi ha .
Sub sa phehla Khan baba na muja Mubarak baad de or phir baki ghar walo na
Daniyal: " lo bhai mo metha kar lo and qaad Mubarak ho "
Azeen: " bakwas na karo jao yaha sa "
Ahmer:" bhai Aleena api Ap ko bula rahe ha "
Adam: " ok ma atha hon"
Un sub as free ho kar ma andar chala gaya jaha aleena mere wait kar rahe thi
Aleena: " Mubarak ho nikah dulha sahab "😎
Adam: " khair Mubarak muja q bulaya ha tum na?"
Maryam: " aray bhai apni biwi sa mulaqat nai karan ga ?"
Noori: " jaya bhai wo apna room ma ha and yeah best of luck "
Pagal ha ya sub be
Ok so ab miss maheen sa milna jana ha muja 😎
Knock kar ka ma us ka room ma enter ho gaya wo window ka samna kare thi
Adam: " Asalamlikum "
Maheen: " tum tum yaha Kya kar raha ho ?"
Adam: " Kya matalb tum kese or ka wait kar rahe thi Kya ?"
Maheen: " nai magar Ap yaha Kya kar raha ha man to le ma na Ap ke baat Ap Kya chahtha ho tum?"
Adam: " wasa Ma sha Allah kafi khoobsurat lag rahe ho aj "
Maheen: " bol diya ab jao yaha sa or ha ya mat samjna ka ma na nikah wali baat man le ha so ab ma tumhari har baat maon ge "
Adam: " muja pata ha khair eik baat or azaan sa baat karthi hwe tum muja nazar na aoa"
Maheen: " haha acha mazak tha magar kay ha na Mr Adam ma kese sa order nai lathi hon or ha jis tarha tum apni us larki sa milna or baat karna ka liya azad ho hi ma be hon and yeah according to you ya nikah kuch be nai ha "😎
Adam: " mere sabar ko mat azmayo tum nai janthi ho muja "
Maheen: " opps ab to azma chuki hon ma and ha mujh sa zayad tumha or jan be kon saktha ha tum eik doka baaz insan ho "
Adam: " tumha jo samjana ha samjo ma ja raha hon "
Us ko ko room ma chor kar ma bahar a gaya and yeah Kya ache starting ha humari nae life ke wow
Wish me luck guy's
================================
Ok so I know bohat he bura chap tha ya wala but the reason is ka muja nai pata ka kese larka ka pov kis tarha lika jatha ha (first i thought ka apna kese cousin sa idea la Lon but then Un ko kon samja ya sub so wo idea be ma na chor diya )
================================
So azaan ko maheen sa Kya baat karni thi ?
Ab maheen and Adam Kya karan ga agaa?
And yep plzz Ap logo ke nazar ma koi couple name ha maheen and Adam ka liya ?
Or agar Ap logo ko maheen ka pov jana ha so comment ma batha da (nikah ka din ka bara ma )
Plzz vote and comment
Nikah dresses :
THanks Arika_Riasat for these ❤
================================
Stay bless
And
Keep calm
Fe Aman Allah
Last chap of this year
And one fact about phushton's:
Ok muja baki logo ka bara ma nai pata ha but humara yaha bohat kam he larki sa direct pocha jatha ha nikah ka time because humari family ma and in fact humara gao ma be larki jo ha wo apna haq apna bhai ya baba ya phir uncle ko da dathi ha so nikah ka time larki ke jaga us ka bhai bol datha ha ka larki na muja apna baraa samja ha and ya right us na muja diya ha so sigh srif larki karthi ha baki 3 baat jawab us ka bhai ya jo be hotha ha wo da datha ha ❤
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top