A simple No
Asalamlikum everyone
So I want to say thanks to All my frnds who vote and comment and I'm thankfull for my sweets frnds who are
royalroker22
Sweet_weapon271
Anumvaania
Smilingface2244
PatienceNprayers
Imandreamer
I'm sorry if I forget someone
************************************
Maheen pov:
Nemaz parh kar ma jasa he uth gaye kisi na mere room k darwaza zor sa kol diya
Or wo insan or koi nai qasar tha
Jo ka bohat gussa ma lag raha tha
Qasir: "maheen ma ya Kya sun raha hon"
Maheen: "muja Kya pata ha tum he batha do tum sun kar a raha ho "😉
Qasir: "I'm serious maheen Khan baba tumhari engagement Adam ka sath kis tarha kara raha ha "
Maheen: "muja kuch nai pata ha qasir unho na aj he muja bathaya ha "
Qasir: "or tum maan gaye"
Maheen: "pagal ho gaya ho qasir ma koi nai maani hon but Khan baba k samna kon bool saktha ha "😭
Qasir: "so ab tum Kya karo ge? "
Maheen: "Adam sa baat "
Qasir: "maheen ma haar haal ma tumhara sath hon "
Maheen:" i know qasir acha ab mood theek karo "
Qasir: "theek ha ma fresh ho kar atha hon mere jaan "
Maheen: "ok ma tumhara liya chai bana thi hon "
*****************************
In kitchen:
I was making tea for qasir when aiman aunty come to kitchen and ask me to make one more cup for Adam and I think it's the best time to talk to him
Yeah it is best time
So qasir ko chai dana ka baad ab Adam ko chai dani rah gaye ha
Allah khair kara
Y Allah plzzzz aj us ka mood acha ho
Ameen
So here we go
Knock knock
I'm knocking here and this dude is not opening his room door
It's ok ma khud darwaza kol sakthi hon
Bus qalma parh kar ma enter ho he gaye hon Hitler ka room ma
Adam ka room ma koi be cheez ider uder nai hothi ha and yeah one more thing about him Adam kabhi be apna room ma kisi k enter hona nai datha ha Aiman aunty ko be nhi
Strange right
But koi nai muja Kya ha ma jis kaam ka liya aye hon bus wo kar lo phir muja Kya karna ha Adam k sath
Adam is like a perfect kid in our family agar wo inkar kar da ga to Khan baba us sa koi sawal be nai karan ga
Pata nai Adam kab bathroom sa nikal kar mere samna kara tha or muja awaz da raha ha but ma stupid (Anam sahe kahthi ha ) apni he duniya ma thi hosh tab aya jab Adam na bohat he pyaar sa pani ka glass mere sar par dala
Maheen: "what the hell Adam 😡😡"
Adam: "ma tumha kab sa awaz da raha hon but pata nai tum kon se duniya ma ghom thi "*smirking *
Allah muja sabar da warna aj mere hathon sa is Adam ka bacha ka qatal ho jana ha (heart)
No no maheen calm down tum yaha baat karna aye hon so relax (mind)
Ok
Maheen: "tum samaj tha Kya ko khud ko huh? "
Adam: "ma Alhamdulillah khud ko eik handsome banda samaj tha hon 😉"
Maheen: "Handsome or tum muja lagtha ha tumhara room ma mirror nai ha "
Now it's my turn to smirk
Adam: "Tum mere room ma Kya kar rahe ho ?"
Maheen: "muja koi shoq nai ha tumhara room ma ana ka wo to aiman aunty na kaha ka tumha chai da don wahe dana aye hon "
Adam: "waha table par rako chai or nikal jao phir mere room sa "
Maheen: "muja tum sa eik zaroori baat karni ha "
Adam: "kise baat ?"
Maheen: "ok mere baat plzzz aaram sa suna dakao Adam tum jantha ho ga Khan baba na hum dono ki engegment final kar le ha and I know tum be is sub sa khush nai ho ga so plzzz tum asa q nai kartha ho ka tum is engagement sa inkar kar do "
Adam: "inkar magar q ?"
Maheen: "Kya matalb q ? Tum mere baat nai samaj raha ho hum dono ke engagement fix ho gaye ha or tum intha sukoon sa mujh sa poch raha ho q ? Seriously "
Adam: "dakao maheen ma is ma kuch be nai kar saktha hon Khan baba kabhi be mere baat nai maanain ga tum janthi ho un ko wo kisi ki be baat ko importance nai datha ha "
Maheen: "tum baat karo ga to wo zaroor maan jayain ga "
Adam: "I'm sorry maheen but ma Khan baba sa ya baat nai karon ga"
Maheen: "magar q tum mere or apni dono k zindangi taba kar raha ho tum jantha ho hum dono kabhi be khush nai rah saktha ha sath "
Adam: "jantha hon maheen sub kuch jantha hon but ma majboor hon "
Maheen: "so tum ya engegment kar raha ho ? "
Adam: "I'm sorry"
Maheen: "muja tumhari sorry nai chaheaya Adam or eik or baat ma tumha kabhi be maaf nai karon ge tum apni majboori ke khater mere zindagi or future sub taba kar raha ho "
Adam: "maheen Allah par yaqeen karo kuch be ho saktha ha ab tum jao yaha sa kisi na dakh liya to pata nai Kya kahain ga "
Maheen: "To hell with you Adam"
Adam ka room ka bahar he daniyal kara tha and I think wo sub kuch Sun chuka ha and yeah one more thing wo mera ansoo be dakh chuka ha
Apna room ma a kar ma roz roz sa Rona start ho gaye
Khan baba mere sath he q asa kar raha ha or Adam ke ase Kya majbori ha jo wo inkar nai kar raha ha sub acting ha Khan baba ka samna acha jo bana ha ko but Adam Khan yousafzai ma be maheen Khan yousafzai hon ma be inthi jaldi haar mana walo ma sa nai hon jo be ha ma pata kara kar rahon ge tum q Khan baba ke baat maan raha ho khair Adam na kabhi be mere tarfa dari nai ke ha school time ma jab be school hum sub students ko trip par la jatha ma Adam ka pass he ati thi q ka ghar ma sub us ke baat mantha ha Khan baba be but majaal ha jo is larka na kabhi mere help ke ho because according to him larkiya school studies ka liya jathi ha trips ka liya nai bala ya Kya baat hwe ?
Or janab khud kabhi kaha apna friends ka sath jatha ha or kabhi kaha
And aj eik baat final ho gaye ha ka Adam na muja saaf saaf no bool diya ha but still it's ok I trust Allah In Sha Allah is sub ma us pak zaat ke koi masehat ho ge
Half hour Rona ka baad jab ansoo baki nai raha to ma
So ab ma better feel kar rahe hon and now it's 09:40 pm aj jo be hwe ha us ka baad to muja bhook nai lag rahe so no dinner for tonight and it's late now kal hospital be jana ha muja so bus jaldi sa wazo kar kar isha ke nemaz parh kar ma sona ka liya lath gaye
Bus ab Allah kal kuch be galat na ho
But muja Kya pata tha ka kal ka din be kuch kaam nai ho ga mere liya
************************************
Stay calm
And
Keep happy
And remember me in your prayer
And plzz don't miss your nemaz
************************************
Thank you so much guys for your vote and comments it's mean a lot
And yeah
I love you guys
And plzzz vote and comments
And plzzz tell me about my mistakes
I'll make me feel better and In Sha Allah next time I'll try ka ma wahe mistakes na karon
And one more thing
You guys are too sweets and nice people and plzzz love yourself because I've seen a lots of people who hate themselves and plzz don't bullies other
Alhamdulillah in my life I never face any bullies but I've frnds who's face bullies
It's a small notes for me
************************************
So what do you Kya hona wala ha agaa?
Or
Adam kisa laga Ap sub ko 😉?
************************************
22/oct/2018
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top