Anubhav weds Haseena?

So it is said during "Pakadwa Vivah" and instead of Iqbal, Haseena is the one to sit in the mandap and Haseena asked Karishma Singh to handle the case.

Here Billu Tell Anubhav Singh everything and Haseena comes to Know about Anubhav when she is in the Mandap with him

Now lets start

__________________________________

All were seated in the mandap with and Master ji as the witness and Anuseena as Bride And Groom

Anubhav: Hone wale Pitashree !!

Haseena became shocked

Billu: kon Pitashree?

Anubhav gave him a look

Billu: haa haa mai hu  papa ...gareeb beti ka greeb papa

Anubhav: Karishma Singh kab aa rahi hai ?

Haseena : ek min ek min ... DSP  sir? 

Anubhav: haa...vo kisi Galatfahmi ke chalte hume yaha apka dulha bana kar laya gaya

Haseena : kya? Par ye kaise?

Billu: Maddam Sir ab ye sab jane dijiye na...abhi mission par focus Karo

Haseena: kaise kare? Yaha abtak Karishma Singh nahi aaiee hai aur agar vo nahi ayegi toh Humari Sachmein Shaadi ho jayegi

Billu: haa toh problem kya hai? Ap dono toh vaise bhi ek dusre se shadi karna chahte the

Anuseena glared at Billu

Here at Other Side other members of MPT traced the location and came their

All entered and screened them self behind the pillar

Pushpa ji : waah waah! Kya nazara hai

She did the "ishhhh" move

All looked at her with wide eyes and Karishma rolled her eyes

Karishma: nahi ka chal ra hai apka? Yaha bohot serious situation mein ap kahe Sharma rahi hai?

Pushpa ji: vaha dekho dulha Dulhan kon hai

Karishma looked at the mandap

Karishma: Kon hai? Anu bhaiya aur Maddam Sir

Pushpa ji: vahi toh ...kitne samay se aarman the humare in dono ko aise dekhne ke

Santu: par pushpee apke in armano par hume pani pherna padega kya hai n ... Ye Jo shadi hai ye toh natak hai asli nahi hai isiliye hume isse rokna padega

Karishma: Shabash Santu ... Ab chalo

All started moving but Pushpa ji pulled Karishma Back

Pushpa ji: kyu apne Bhai ki khushiyon ki dushman bani padi hai aap?

Karishma: ye aap ka bol rahi hai Pushpa ji?

Pushpa ji : are sahi bol rahe hai hum...are jab sidhi ungli se ghee na nikle toh ungli to tedha kar dena chahiye

Karishma: ka matalab ka bolna chahti hai app saf saf boliye

Pushpa ji: Dekho ...ye shadi humare hisab se nakli hai...par ye mandap aur ye Pandit toh asli hai n aur vo jo mantra padega

Karishma: toh ?

Pushpa ji: are toh hojane dijiye na inn dono ki shadi ... Dono ko ek dusre ka saath mil jayega aur Humari , Samdhanji aur Noor jahan ji ki iccha bhi puri ho jayegi

Karishma: par Maddam sir aur Anu bhaiya ki marzi ka kya? Unse puche bina he shadi kara de unki?

Pushpa ji: haa... Anubhav sir ne toh abhi kuch samay pehele he Maddam Sir se apne pyaar ka izhar kiya hai aur Maddam sir bhi Toh Anubhav sir se pyaar karti hai

Cheetah: nahi nahi ... Pushpa ji...shayad aap bhul rahi hai Maddam Sir ne Anubhav sir ko directly na keh diya tha

Pushpa ji: are vo toh isiliye na kyu ki vo unse naaraz hai ...ap jaha pyaar hai vaha takrar toh hogi he

She again did her "ishhhh" move

This time all rolled their eyes

Karishma: nahi nahi par Maddam Sir bhadak gaiee toh?

Pushpa ji: toh hum bol denge ki hume apko trace karne mein Zara deri hogaiee

Karishma: lekin ye toh jhooth hai pushpa ji...galat hai...nahi nahi hume ye nahi karna chahiye

Pushpa ji: Jis jhooth se do pyaar karne wale , do Dil mil jaye vo jhooth nahi kehelata ...kam se kam dono iss shadi ke baad ek dusre se bhaag toh nahi payege aur phir dheere dheere dono mein sulah ho jayegi

Cheetah: aur Maddam sir aur DSP sir ki life set ho jayegi

Karishma: nahi Pushpa ji pahili baar hume apki baat mein kuch dam laga

Then they heard Pandit ji saying
"Gathbandhan keliye koi aage aaye"

Karishma: ama hum na iss Master ji ka murabba bana dalenge humare he bhai ke shadi pe hum humare Bhai aur bhabhi ka Gathbandhan nahi kar sakte

Pushpa ji: koi baat nahi...shant ho jaye iss baat ko khushi manaiye ki apko apki Bhai ki shadi ka Sakshatkar toh ho raha hain na

Cheetah: accha madam shadi toh ho jayegi par apko nahi lagta ye sarkar ki tarf se Iss Pakdwa Vivah ko samarthan ho jayega ?

Karishma looked at him

Karishma: nahi nahi aisa kuch hum hone he nahi denge hum Master ji ko Maddam Sir ka chehra he nahi dekhne denge toh usse toh yehi lagega ki humne ek asli pakdwa vivah karate huee usse pakda hai

Pushpa ji: par agar hum unke samne gaye toh unke gundo se hume samna karna hoga...aur phir Maddam sir aur sir bhi unse ladne mein bhid jayge toh phir toh Master ji ko ye pata chal he jayega na ki jiski shadi huee vo pulice hai ...

Karishma: nahi nahi hum ye nahi hone denge...

She thought for a while

Karishma: sab aisa karo ek ek kar ke iss Master ji ke aadmiyon ko dhar dabochon aur haa dhyaan rahe humare bhaiya ki shadi rukni nahi chahiye...unki nazron mein aye Bina hume iss kam ko anjam Dena hoga

All nodded and one by one started reducing the number of cops with the help of certain tricks

Here Anuseena's vow ceremonies started and both were very tensed

Haseena: sir kuch kijiye ab kya ap humse shaadi kar ke he manege?

Anubhav: Are Haseena ji parantu aap humpe kyu krodhit ho rahi hai? Hume toh iss vishay mein kuch gyaat bhi nahi tha...hume toh achanak pakad ke laya gaya

Pandit ji: ab baki ke pheron keliye Kanya aage aye

Anuseena's eyes went wide

The vows started again

Haseena : Par sir ye teen phere hote hai ap humari maang mein sindoor bhar denge aur hum sachmein pati patni ho jayege

Anubhav: Hum sab samjh rahe hai Haseena ji...kintu agar hum apne asal swaroop mein inke samkash aaye toh anarth ho jayega ...kyu ki ye itne saare hai aur hum keval teen...is samay Karishma Singh ki Pareeksha karne ke vyatirikt humare samkash aur koi vikalp nahi hai

Pandit ji: phere samapt huee ab ap Vadhu ko ye Mangalsutra pehena kar unki maang bhare

Anuseena where very shocked where as our MPT was very happy

Anubhav: (pov) ye kya? Humne Aisa toh nahi chaha tha...hum Haseena ji se vivah karna chahte the parntu iss prakar nahi...unhone toh hume purntah kshama bhi nahi kiya

He took the Mangalsutra in his hand

Haseena looked at the Mangalsutra and then at him

Haseena: (pov) Kaise karle apse shadi? Pyaar hai par dil mein razamandi nahi hai...kyu kismat hume iss tarah ek kar rahi hai?

Pandit ji: jaldi kijiye mahurat beeta jaa raha hai

Anubhav looked at Pandit ji and then Haseena

Haseena nodded at him positively but she didn't wanted it

Anubhav: (pov) mangalsutra nahi wachan hai ye Haseena ji... Ab saath Jood he liya hai toh saath nibhayege bhi

He wore Haseena the Mangalsutra

Haseena touched it emotionally

Pandit ji: ab ap inke maang mein sindoor bhare

Anubhav looked at the vermillion and took the pinch of it and Applied it to Haseena's partition

But when he was taking back his hand he sensed warm liquid on his hand

He knew it was her tears but what now?
Nothing can be done...they are married and she can't change the fact...

Suddenly they heard the Gun fire

All looked at the direction and found Karishma with MPT members

Anuseena looked at eachother

__________________________________

So my dear lovely hearts ...what do you think? Will Anuseena give a chance to their marriage or will get apart?

__________________________________



Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top