Mission Permission
Three Days later...
Haseena secretly moved into the kitchen and peeped into the fridge for some meal with taste as she hasn't seen the face of that Tasty meal from past 3 days
She was silently searching for something keeping her head in the fridge when a second head landed besides her
Anubhav: (whispering) kuch mila
Haseena: nahi... dhundh rahe hai
Haseena's eyes went wide on Realisation on Anubhav's presence besides
She looked at him who was standing with his hands folded
She immediately closed the fridge
Haseena: v..v..vo..vo
Anubhav: vo?
Haseena : vo kaha hai?
Anubhav : vo kya?
Haseena : ka..karela !! Karela!! Mashallah apne kal kya juice banaya tha uska...v..vo humara phir se peene ka maan kar raha tha
She gulped...making face
Anubhav smiled
Anubhav: toh ap kyu kasht karti hai...hum banate hai na...ap jaiye...vishram kijiye
Haseena: (murmuring) teen din se vahi toh kar rahe hai
Anubhav: jee?
Haseena : H..hum keh rahe the ki...
She moved towards him and encircled his neck
Haseena: suniye na
Anubhav: hmm?
Haseena : hum ab theek hai ...kal ki reports mein bhi sab normal aya...toh hum soch rahe the ki...
Anubhav: ki??
Haseena: ki...hum agar duty vapas se join kar le toh...
Anubhav smiled
Anubhav: (with a wide smile) bohot he ...
Haseena smiled
Anubhav: Bekar vichar hai
Anubhav looked at her sternly and Haseena's smile vanished
Haseena : kyu?
Anubhav: kyu ki ap ab bhi thodi si kamzor hai
Haseena: haa toh Thane mein ja ke konsa hume kushti ladni hai?(cupping his face) please na ...hume jane dijiye na
Haseena made a puppy face in front of him...
Anubhav huffed
Anubhav: haath hataiye
Haseena: ji?
Anubhav: humne kaha priye...haath hataiye
Haseena removed her hand from him
Anubhav: koi kahi nahi jayega... Vishram kijiye ja ke
Haseena stamped her leg
Haseena: ab humne iss vishram ko Savdhan mein na badla na...toh humara naam bhi Haseena Mallik nahi .
Saying that Haseena left from .
Anubhav: (sleeping action) vishram, (attention) ko Savdhan banake rahengi? Inhone humare kehene ka aarth kahi march-past
Toh nahi samjha?!
He smiled
Anubhav : priye bhi na...kitni bhooli hai !!
__________________________________
Haseena: Tere Bhai ka ye Overprotective mode kab band hoga?
Karishma: mujhe kuch mat bol...unse pyaar karne se pehele he warn kiya tha...
Haseena: pyaar karte hai hum isiliye toh unke iss Overprotectiveness ke peeche ka pyaar dekh kar chup hai
Karishma: toh...ab kya karna hai?
Haseena : tere bhaiya ko manana hai
Karishma: isme mai teri kya help Karu?
Haseena : tu nahi karengi toh kaun karega?
Karishma: Viyom !!
Haseena: viyom isme humari help kaise kar sakte hai?
Karishma: Kaise kar sakta hai!! Are bhaiya ko manane mein expert hai...Jab bhaiya ko humare liye convenience kar na tha toh kya kya paitre azmaye the ..
Haseena: very good...toh call kar unhe
Karishma: are aise nahi...unhe amne samne mana padega
Haseena : toh bula!!
Karishma: are Thana mein phir kon hoga?
Haseena : tu jaa unhe bhej
Karishma made a puppy face
Haseena: are kitna romance karegi? Thoda shadi ke baad keliye bacha ke rakh
Karishma rolled her eyes
Karishma: theekh hai...bhejte hai unko
Saying this Karishma left for the Thana after getting ready
__________________________________
Within half an hour Viyom was here
Viyom: Haji Sali Sahiba... kya Hukum hai iss Nachiz keliye
Haseena: vo ajkal na Apke jo bhaiya hai ...vo hadd se jiyada overprotective ho chuke hai
Viyom: haa vo kisse toh Roz karu sunati hai hume...kya karana hai uska?
Haseena : unka karana ye hai ki...
Anubhav: are viyom app kab aaye?
Viyom : bas abhi abhi ...
Anubhav: accha hua...ye lijiye Humare haathon se bana Karele ka sharbat
Viyom: (making face) karele ka juice?
Anubhav: ji haa swasth keliye bilkul labh dayak hai
Viyom: kyu takleef de rahe hai?
Anubhav: kya?
Viyom: k..k..kyu takleef le rahe hai ? Iski koi zarurat nahi thi...
Anubhav: are isme kaisa kasht humare liye tha aap pee lijiye aur ye dusra priye apke liye
Haseena took the glass with a forceful smile
Viyom: nahi bhaiya...mai ye nahi pee sakta
Anubhav: kyu?
Viyom: v..vo kya hai na....(thinking)...
Viyom: Chai...chai pee kar aa raha hu Thane se
Anubhav: haa toh ye kisi pustak mein nahi likha hai ki ap Chai ke baad Sharbat nahi pee sakte
Viyom: baat toh apki sahi hai...
Anubhav: haina...toh lijiye
Viyom's face went down
Viyom: (murmuring) lagta hai bhaiya Aaj ye sharbat pila kar he rahenge
Haseena: kya App bhi?
Anubhav: kya hum bhi !
Haseena: kyu sab ko apna juice pilane pe tule huee hai...hum hai na hum piyenge aur haa boliye mat apne humare saath ye sab khane ki kasam khaiee thi...toh aap he ko ye peena padega
Anubhav: (taking back the glass) kshma kijiye...priye nahi chahti ke ye koi aur piye...hum he piyenge
Viyom: k..koi bat nahi... Next time
Anubhav: haa agli baar hum samast parivar keliye banayege
Viyom and Haseena's smile went down and both fearfully exchanged glance ..
Haseena: a...Suniye...vo apko...apko ek file complete karni thi...ap bata rahe the na
Anubhav: are haa...hum toh bhool he gaye...ap dono vartalap kijiye hum jaa rahe hai
Anubhav turned and started moving and Haseena turned towards Viyom and was about to continue the topic when Anubhav called again
Anubhav: Priye ...
Haseena: j..ji !
Anubhav: agar ap ko punha Karele ka sharbat peene ka maan kare toh humse keh dena hum banayege...humne humare ghar aur aapke ghar ...bohot karele laa ke rakhe hai
Viyom's eyes went wide
Haseena smiled fearfully
Haseena: j...ji...hum hum zarur batayege
Anubhav smiled and then he finally left
Viyom: ye kya hai?
Haseena: vahi toh bata rahe hai apko...ye humari itni chita kar rahe hai ki kya kahe...hume inki chita se inpe aur pyaar ata hai...
Viyom: (teasing) aye...hayee !!
Haseena: lekin ati chinta se dar lagta hai... isiliye keh rahe hai ki please...kuch aisa karo ki hum bhi duty join kar sake aur ye bhi lover mode se thoda Officer mode mein aa sake
Viyom: tum sahi keh rahi ho...iss se pehele bhaiya...ghar pe Karele ki factory khol de hume kuch karna he hoga
Haseena: toh shuru kare!!
Viyom: kya ?
Haseena: Mission Permission
Viyom: Haa ha...shuru kiya jaye
__________________________________
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top