A mission for Anubhav
Anubhav was sitting on his knees with eyes full of water...he wasn't able to understand what to do and what to not...all he knew was he was a secret agent and a secret agent cannot fall in love but at the other hand he was happy beyond the extremities because of her confession...he didn't knew weather to be happy or to be sad...
Suddenly the speaker outside his room buzzed...
Speaker: Agent Anubhav Singh immediately Report to office...
Anubhav wiped his tears and immediately left for the office...
At Office...
Anubhav entered the cabin and Confidently spoke...
Anubhav: Agent Anubhav Singh Reporting Sir!
IG sir looked at him...
IG: Agent Anubhav Singh apke liye ek naya case aya hai... Atankwadi sangathan se juda...
Anubhav: sir ye kahi vo case toh nahi jis par CBI kam kar rahi thi
IG: sahi pehechana Anubhav...ye Vohi case hai...Agle ek mahine mein case ki sari details tumhe mil jayegi ... Aur haa Anubhav
He paused for a while...
IG: Ho sake toh ye ek mahina apne parivar ke saath bita lo ...Bagwan na kare par ho sakta hai shayad ye tumhara akhri case ho...
Anubhav looked into IG sir's eyes ... And then spoke with a smile "Jai Hind sir"
IG: Jai Hind Anubhav!!
Anubhav moved out of IG's cabin with a stern face...he moved towards a perticular direction with the buzz of Haseena's words into his ears...
"hum aj apse saf saf kehte hai...ki hum...apse Beintehaa Mohobbat karte hai..."
"Agent Anubhav Singh hume apse Ishq ho he Gaya...aur hume iss baat ka koi pachtawa nahi ..."
Anubhav: (pov) Ab humare pass aur koi chara nahi hai Haseena...Sivay iske ki hum apka Hriday tod de...
He knocked a perticular door and the door opened...
Person: are Anubhav tum...andar aao n please...
Anubhav entered the room...
Anubhav : Muskan hume tumse ek mahatvapurn baat karni hai
Muskan: kaho n
Anubhav: pehle Tum humse wada karo ki jo baat hum tumse abhi karne jaa rahe hai vo baat tum kisi se nahi kahogi...
Muskan: haa Anubhav promise mai kisi se nahi kahugi...ab batao toh baat kya hai??
Anubhav: Muskan ek ladki hai Haseena...humari behena ki Ghanist Sakhi hai vo humse 10 varsh choti humse atyant prem karti h...
Muskan: what??
Anubhav: ji aur uska prem Pavitra roop se prem he hai koi akarshan nahi aur hum unhe hriday se khudko sadev keliye dur kar dena chahate hai...
Muskan: kya?? Anubhav tum pagal ho?? Are log marte hai aise sacche pyaar keliye aur tum uss se dur Jana chahte ho??
Anubhav: Muskan ap ye baat keh rahi hai??ap acchi tarah se janti hai ki hum ek secret agent hai aur hum kisi bhi prem ke bandhan mein svayam ko nahi bandh sakte...
Muskan: toh ab ap kya chahte hai?
Anubhav: hum chahate hai ki ap humare saath prem ka natak kare haseena ke samaksh...
Muskan: Are par aise toh uska dil tut jayega...
Anubhav: agar vo humse rishta rakhegi toh svayam tut jayegi...iss se acha toh unka hriday tut jaye..aur iss mein unki he bhalaiee hai...unke samaksh unka sampoorn jeevan pada hai aur humare samaksh sambhatah 2 mahina...
Muskan: matalab??
Anubhav: arthath hum ek mission par Jaa rahe hai jaha se shayad humara shav bhi na laute...
Muskan: kya ??
Anubhav: haa...humari mrityu...haseena ko tod kar rakh degi...iss se accha hum unka hriday tod de taki unhe ye yakeen ho jaye ki Anubhav Singh ab kabhi unka nahi ho sakta...
Muskan: par tumhari baate sunke toh aisa lagta hai jaise...tum pehele se he Haseena ke ho chuke ho Anubhav...
Anubhav staired at Muskan for a while...
Anubhav: (smiling) Hum Sampurna roop se unke hai parantu phir bhi chahte hai ki unhe Lage ki ab hum kabhi nahi ho sakte...
Muskan smiled...
Muskan: Anubhav...ek secret agent desh ki mohobbat ke khatir kis haad tak jaa sakta hai ye toh hum jante hai par ek secret agent khud ki mohobbat keliye kis haad tak jaa sakta hai ye humne peheli baar dekh rahe hai...Haseena ko tutne se bachane keliye uska dil todne tak keliye tum tayar ho gaye ...
Anubhav: Hriday tutega Muskan parantu ek santushti toh hogi ki humari Haseena punha jeevan mein muskura toh sakti hai parantu agar vo swayam tut gaiee toh hum jante hai unki muskan jo humare liye atyant amulya hai vo kahi kho jayegi aur phir vo muskurayegi bhi toh Parivar hetu apne hetu nahi....Ajeevan Dard se toh yehi aacha hai ki Kuch samay ki peeda de di jaye...
Muskan: Anubhav mai tumhari maddat karugi...lekin meri ek shart hai
Anubhav: kaisi shart?
Muskan: mai bhi tumhare saath iss mission par augi...
Anubhav: parantu Muskan...
Muskan: please Anubhav...Tumhe humari dosti ki kasam...
Anubhav: theekh hai...parantu hume jo karna hoga jald se jald karna hoga...hum kal he Lucknow wapas jayege ...
Muskan : theekh hai...
And then Anubhav left from their...
He went to his room and locked it...he staired at haseena's picture which he placed in his room...
Anubhav: (pov) Ye muskan sada apke hoto par rahe isiliye kuch samay keliye apki muskan cheen ne ka pap karna padega hume...Kshama kar dena hume Haseena
And a lone tear slipped down his eyes with a smile...
__________________________________
Precap: Hum Sirf tere Rahenge
__________________________________
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top