69

Avneet : kitne bure ho aap, aapko koi fark ni pad raha ki ham aapse naraz hai?

Siddharth : pad raha hai, par tum bina baat ke naraz ho, toh mai kar hi kya sakta hu?

Avneet : ab mujhe rona aa raha hai, aap kaise kar rahe ho mere sath? Mujhe manao? Mai gussa hu na aapse? (She demanded in childish tone)

Siddharth : acha ji toh ye drama isliye ho raha hai!!

Avneet : drama, matlab natak na... Gande ho aap.

Siddharth : acha, naraz ho tum mujhse? (Teasing)

Avneet : ab toh sachi me hu. (She look other side in anger but cute one)

Siddharth : naraz ho matlab, ab toh mai tumhe, gale bhi ni laga sakta na?

Avneet : kyu?

Siddharth : tum naraz ho na, toh mai toh pyar bhi ni kar sakta na tumhe?

Avneet : nahi nahi kar sakte ho na, maine kab mana kiya? (She looked into his eyes, she melt down so easily)

Siddharth : par aap toh gussa ho na.

Avneet : acha nahi hu. (She smiled for a kiss).

Siddharth kiss her cheeks and she blush hard, her anger fade away.

Siddharth : tumhe pata hai, ki tum mere se gussa nahi reh sakti.

Avneet : toh ye galat baat hai na, ki mai gussa ni reh sakti toh aap mujhe manaoge bhi nahi.

Siddharth : acha ji rajkumari ji, jaisa aap kahe. (With a smile he kiss on her lips)

Avneet : toh ab aap mujhe khana banana sikhaoge?

Siddharth : acha okay.

Avneet : haa?

Siddharth : haan haan. Abhi mai naha lu. Maine khana order kar diya.

Avneet understood.

Siddharth went to bath and came back after ten minutes, he dressed up and door bell rangs.

Avneet : siddharth koi aaya hai, mai kholu darwaja?

Siddharth : nahi tum yahi ruko, mai jara hu.

Siddharth opened the door and surprised, its his nani arrived to meet him.

Stay tuned.

What do you think, what will happen next?

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top