62

Siddharth : mujhe lagta hai tumhe ye jagah pasand aayi? (He asked with a smile)

Avneet : hm, ye sab bohot khubsurat hai, kisi sapne ki tarah, par ye sab bohot alag hai, aapne kaha tha hame ki aapka Rajya kafi alag hai, par ye kuch zyada hi alag hai. (Trying to understand things)

Siddharth : aap dheere dheere sab samajh jaogi?

Avneet : nahi siddharth, ab hamse aur intezaar nahi ho raha, aap hame batao ye sab kya hai? Aur ye Punjab se itna alag kaise? (She asked out of curiosity)

Siddharth : avneet, samajhne ki koshish karo, agar mai samjhana bhi chahu toh ye aasan nahi hai!! (He didn't know how to make her understand about time travel)

Avneet : ham aapki baat ko samajhne ki puri koshish karenge, aap hampe vishwas toh kijiye. (She request to him)

Siddharth : acha, baitho yahan pe. (He make her sit on bed and sit on his knees in front of her)

Avneet : ye kya kar rahe hai aap.

Siddharth : suno meri baat pehle, ye konsa saal chal raha hai?

Avneet : siddharth, hame samajh nahi aa raha aap kya kehna chahte hai?

Siddharth : aap batao jo hamne aapse pucha?

Avneet : saal 1523. Kyu?

Siddharth : nahi, ye saal 2023 hai abhi!!

Avneet : kya? Ham kuch samjhe nahi Siddharth.

Siddharth : ham, aapke samay se 500 Varsh aage aaye hai Avneet, ham abhi 2023 Varsh me hai.

Avneet : siddharth, aapko kya ho gaya ye aap kaisi baat kar rahe hai?

Siddharth : mujhe pata tha, ye aasan nahi hoga aapko samjhana. Isliye ab meri baat dhyan se suno, mai tumhe sab kuch shuru se batata hu.

Avneet listen to him carefully, it takes almost 3 hours to make her understand and prove her that they time travel from 1523 to 2023.

Siddharth : mujhe pata hai ye sab samajhna aasan nahi hai. Par.....

Avneet : siddharth, aisa ho kaise sakta hai?

Stay tuned

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top