41
Avneet : hame koi kyu marega didi? (Said blushing but confused, she didn't realized that she is asking because she had her hand on her cheek)
Vaishnavi : toh aap ne aise gaal par haath kyu rakha hai?
Avneet : woh toh... Hum... Uhm... (She is blushing hard)
Vaishnavi : ruko, aap siddhaarth ke kamre se aa rahi hai, haina?
Avneet nodded.
Vaishnavi : toh kya jo ham samjh rahe hai woh sahi hai? (She asked teasing)
Avneet : hame kaise pata didi, ki aap kya soch rahi hai? (She said blushing hard, shyly)
Vaishnavi : unhone pyar kiya?
Avneet : uhmm... Didi ham aapse baad me milte hai. (She is not able to meet her eyes with vaishnavi feeling so shy)
Vaishnavi : pyar hi kiya, ya pyar ka izhaar bhi kiya?
Avneet : izhaar hi toh hua na ye didi, siddhaarth hamse pyar karte hai, ab hame iss baat par pura yakeen hai.
Vaishnavi : hame galat mat samajhna avneet, par tum hamari chotu behen ho tumhe sahi galat batana hamara farz hai.
Avneet : haan didi. Par kya hua aap ko achanak?
Vaishnavi : kuchh nahi, par hame lagta hai aap ko siddhaarth se shadi ki baat kar leni chahiye.
Avneet : itni jaldi, mera matlab hai ki abhi toh sab kuchh itna acha chal raha hai, aur aapki bhi shadi hai. Toh ham aapki shadi ke baad baat karenge pitaji maharaj se. (She said being Serious about it)
Vaishnavi : hamari baat samajh ne ki koshish karo avneet, Yuvraj siddhaarth ko roz naye rishte aa rahe hai. Aap ka rishta pakka ho jaega toh hame sukoon rahega.
Avneet : uhm... Par agar siddhaarth ko bura laga toh?
Vaishnavi : woh aapse pyar karte hai toh isme unhe bura kyu lagega.
Avneet : haan ye bhi baat sahi hai aapki, par aapko lagta hai hame khud ye baat karni chahiye unse.
Vaishnavi : haan
Stay tuned.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top