39
Vaishnavi : ham toh chahte hai aap dono bhi jaldi shadi kar lijiye.
Avneet blush hard.
Avneet : hame toh koi samasya nahi, agar Yuvraj ko koi pareshani na ho. (She said blushing and feeling shy)
Siddharth : hame bhi koi samasya nahi hai, par ham chahte hai ki pehle kundali milwayi jaye.
Vaishnavi : hamari kundali hamne raj purohit ji ko bahane se dikhayi thi, toh hamare vivah me koi pareshani nahi hogi.
Siddharth : ye toh bohot khushi ki baat hai, par ham bhi milwana chahte hai kundali hamari aur Rajkumaari Avneet ki.
Avneet : aap hame sirf Avneet kahe toh zyada acha lagega Yuvraj.
Siddharth smiled at her lovingly.
Siddharth : aap bhi hame siddharth keh sakti hai.
Avneet : na baba na. Hame toh aapka naam lena bhi nahi chahiye, shadi ke baad pati ka naam lene se paap chadhta hai. (She believes in that time conceptions)
Siddharth is feeling Avneet is getting hundred percent serious about their future relationship.
Siddharth again just smiled. He can't stop himself falling for her but he can't change the reality that he didn't belongs from this time period.
And even if he thinks to stay in this time, he can't give Avneet a happy life of Queen ever in future.
Avneet : kya soch rahe hai aap Yuvraj?
Siddharth : aap hamare sath chaliye, ham aapse baat karna chahte hai!!
Avneet : pehle aap. (Said in a respectful manner of typical indian wife's of old age era)
Avneet walks behind him.
Siddharth and Avneet went to his room.
Siddharth : Avneet, hame aapse kuch zaruri baat puchni hai? (He is looking tensed)
Avneet : kya hua Yuvraj.
Siddharth : kya aapko lagta hai ki hamaari kundali mil jayegi.
Avneet : aapko aisa kyu lagta hai ki hamari kundali nahi milengi.
Siddharth : uhmm.. Pata nahi.
Avneet : aap fikar na kare, hame pura yakeen hai bhagwaan par woh hamse hamare pyar ko dur nahi karenge. (Said in a so loving tone).
Stay tuned.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top