Memories #6


Heyyyyyy Guysss!!! I know I am tooooo much late and I won't give y'll any explainations you can bash me. Also...the people who DMed me and I didn't reply, I was offline since 28th of December. Kindly don't think I ignored you. 

So chaliye shuru karte hai...

___________________________________________________________________________

FEW HOURS LATER

Kavin opens his eyes slowly. He is in the Forensic lab.

Tarika informs everyone that Kavin was conscious.

Everyone except Dushyant comes to forensic.

After sometime,

Kavin – Sir wo...

ACP – Tum uski chinta mat karo. Ab wo marr chuka. Ab uss baat pe afsos karne se kuch nahi hone wala.

Kavin – Sir maine uss muzrim ko maara mujhe uss baat ka bilkul afsos nahi hai. Mai to Dushyant ke baare me puch raha tha.

Everyone looks at him with disbelief.

Kavin – Kya? Mai sachme Dushyant ke baare me puch raha tha. Aur rahi baat uss muzrim ki to wo ek muzrim tha. Hum nahi maarte to Shaakal use maar deta. Use waise bhi marna tha. Dushu dikh nahi raha sir. Kaha hai wo? Oh..ab bhi naaraz hai mujhse? Mai aata hu..

Tarika – Kavin...abhi tumhe aaram karne ki jaroorat hai.

Kavin – Mai Dushu se milke aata hu.

Kavin jumps down the bed and runs towards bureau.

Salunkhe – Boss..mai keh raha hu..ye ladka ek din CID ka naam dubaega. Isse bachke rehna hoga.

Abhijeet – Are Salunkhe saab..baccha hai..sudhar jaega..samjhaege na hum sab.

Salunkhe smirks. Ek din iss BACCHE ki wajah se koi na koi badi mushkil me fasne wala hai.

ACP- Salunkhe...bass kar.

Salunkhe – Haa mai hi bass karu.

In the bureau.

Dushyant is filling up the data of recent case. Kavin enters Dushyant's cabin.

Kavin – Oyee...ye fake encounter ki report kyu? Jo hai jaisa hai likh le na.

Dushyant ignores him.

Kavin – Are sachme...jhooth kyu likhna?

Dushyant continues to ignore him.

Kavin pulls a chair besides Dushyant.

Kavin – Dushu...baat kar na mujhse. Waise mai jaldi jaldi mai bhul gaya lekin tune jitney jorr se mera muh toda hai..mujhe nahi lagta ab koi bhi ladki mujhe bhav degi.

Kavin laughs at his own joke. Dushyant ignores him.

Kavin pokes Dushyant.

Kavin – Dushu...Dushu....sun na..please...

Dushyant – Kya sunu mai? Aur kyu sunu? Tune suna jab mai tujhe rok raha tha? Uss muzrim se Shaakal ke baare me kitne sabot ikattha ho sakte the. Lekin nahi. Hume herogiri hi karni hai.

Kavin – Dushu gussa mat hona.

Dushyant – Dushyant SIR. Yaad rakhna ye baat ki mai tumhara senior hu. Bachpan ka dost nahi jo aate jaate Dushu Dushu kehte rahoge. Aur kya keh reh the? Haa jo hua waise ka waisa likh do...ye lo(changing the case data) likh diya ki Inspector Kavin Khanna ne kaise uss muzrim ka encounter kiya. Khush? Enter. Pohoch gaya data headquarters. Ab jo hoga khud sambhalna. Mai kya koi bhi teri madad nahi karega.

Dushyant storms out of the cabin.

Kavin (with wet eyes) – Dushu...Maine kya galat kiya? Mujhe laga tha tu to mujhe samjhega. Thik hai..mai bhi tujhse baat nahi karunga.

Few weeks pass like this. Kavin and Dushyant ignore each other. They have formal conversations regarding cases, that too rarely.

In the meanwhile, many cases happen in which Kavin couldn't control his anger. But this time, Dushyant doesn't stop Kavin. Instead, he fills up the data according to incidents. And Kavin doesn't listen to anyone including ACP.

One Day...

A normal day in CID bureau.

DCP comes burning in anger.

DCP – Are o Inspector Kavin Khanna..kaha hai aap? Hume aapke charan sparsh karne hai.

Everyone gathers around DCP.

ACP – Kya hua Chitrole? Kyu Kavin ke naam se gala faad raha hai?

Kavin – Kya hua sir?

DCP – Kya hua? Lo..sab kuch kar swarne ke baad anjaan to aise ban rahe ho..

ACP – DCP Chitrole, hume bataoge kya hua?

DCP – Batauga na dikhauga. Dikhauga tumhari laparwaahi ka nateeja. Tumne jo apne officers ko sir pe Chadha rakha hai na...us wajah se musibat hum pe aa rahi hai.

Abhijeet – Chitrole saab please bataiye..hume aur bhi kaam hai.

DCP smirks – Kaam...kya kaam logo ke encounter karna wo bhi bina order ke?

Daya gives a *ab aur kitna lecture milne wala hai* wala look.

ACP – Kya baat kar rahe ho aap Chitrole?

DCP – Mai kya baat kar raha hu? Ye dekho..ye un gyarah cases ki files hai jisme Inspector Kavin Khanna ne bina kuch soche samjhe muzrimo ka encounter kiya hai.

Everyone looks at Kavin except Dushyant who knew these consequences.

Kavin (defiantly) – Ha to? Unhone apne gunah kabool kar liya tha. Fasi hone tak jail me muft ki rotiya dete?

DCP – Lo...guroor dekho janaab ka.

Kavin – Sir mujhe nahi lagta maine kuch galat kiya hai.

DCP – Tumhe aisa isliye lagta hai kyuki tum sirf ek Inspector ho. Ek piddi se inspector. Jise upar ke maamlo ke baare me nahi pata. In gyarah logo me se 9 logo ke international terrorists ke saath connections the. Aur jail me muft ki roti khilake hum kuch terrorists ko pakad sakte the. Lekin tumhare bachpane ki wajah se na sirf hum terrorists se to durr hue hi lekin kafi aise cases bhi band karne pade jinke hume sirf ek aakhri suraag chahiye the.

Kavin looks at DCP in disbelief as reality hits him.

DCP – Kyu? Ab kyu bolti band ho gayi? Aur ACP? Is inspector ka to thik hai. Tujhe to akal honi chahiye na? 1 baar 2 baar nahi 11 baar isne encounter kiye. Lekin nahi..tune to sabko dimaag pe chadhane ki thaan hi li hai. Ab tu hi bata mai kya karu? Nikaal du tujhe is post se?

Dushyant – Sir...ek minute.

DCP – Ab tum apne muh se gyaan ke moti uagalne wale hoge to chup hi rehna.

Dushyant – Nahi Sir. Aap mujhe bade hai. Post me bhi aur umar me bhi. Lekin aap ACP sir ya Inspector Kavin pe koi bhi action le usse pehle mai ek baat aap sabko batana chahta hu. In gyarah encounters me se ek bhi encounter jaan bujhke nahi kiya gaya.

Everyone looks at Dushyant in shock as they know the reality.

DCP – Matlab?

Dushyant – Sir kuch din pehle mera aur Inspector Kavin ka jhagda hua tha. Jiske baad hum dono ek dusre se baat nahi kar rahe the. Gussa nikalne ke liye maine fake reports submit ki. Ye baat Inspector Kavin Khanna ke alawa aur kisi ko pata nahi hai. Lekin phir bhi Inspector Kavin mujhe bachane ke liye jhooth bol rahe hai ki unhone jaan bujhke encounters kiye. Sir maine meri personal dushmani professional life me nikali is ke liye sorry lekin mai kisi begunaah ko sazaa paate nahi dekh sakta.

DCP – Wahh! Senior Inspector Dushyant Hmeraj...tumse ye umeed nahi thi.

Dushyant – I am sorry sir.

ACP – Sir...aap to Dushyant ko jaante hai. Kitna kaabil officer hai wo. Pehli galti hai uske 3/3.5 saal ki career me. Aage se aisa nahi hoga. Maaf kar dijiye use sir.

DCP smirks- Ye to mai bhi jaanta hu ACP ki Dushyant kitna samajhdaar aur kaabil officer hai. Lekin Dushyant ne jo galti ki hai uski sazaa to use milegi. Aur uski sazaa ye hai ki uska Chennai ka high profile case jsike liye wo itne mahino se koshish kar raha hai wo cancel kiya jayega. Aur aisi ya iss jaisi koi bhi galti usne ki to use suspend kiya jayega.

The ground below Dushyant slips. The Chennai case he waited for since a year slipped away from his hand. His dream case got away from him.

Dushyant smiled bravely – I am Sorry once again sir. I promise you this won't happen again.

DCP – Good for you.

And DCP storms out.

Dushyant shatters.

Dushyant – Sir, mai aaj half day lena chahta hu.

ACP – Lekin Du..

Dushyant – Please sir..

ACP – Thik hai.

And Dushyant leaves the bureau.

Hesits inside his car. Reaches home. Takes a shower. And tightly hugging hispillow cries his heart out.

.

.

.

.

.

.

.

.

...

.

.

.

.

.

.

..

.

.

.

to be continued...

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top