1 ♡~ Ma


Story start from hospital where akshu is admitted  , Her operation was done and now she is in her conscious state ....

Abhira : mumma

Akshu : Abhira beta i don't have much time

Abhira : no mumma aasa kuch nhi hai , u will be all right soon

Armaan : yes ma'am aap ko kuch nhi ho ga don't worry

Akshu : muja pata hai mera time aa gaya hai tera papa , abhi , abhir muja bula Rahe hai

Abhira : nhi mumma aasa mat bol lo vo

Akshu : Mera na bol ne se sach badala nhi ja sakta dakha itna saal Mai Tera sath thi ab muja abhir bula Raha hai vo ro Raha hai , u know what he is angry with me telling that why he didn't get mom love as u now I have to go near him to give the same love which I give to you beta

Tear drop from her eye

Akshu : abhira u have to be strong, akele is duniya mein rahana hoga tumhen iske taur tarike sikhane honge samaj ke taane sunenge per ek baat yad rakhna samaj wale jo bhi tana mare usko Apne dil per kabhi mat lagana .... Yah duniya aisi hi hai tujhe har baat mein rokegi toke gi hazar taane degi Bura Bhala bolenge per kabhi Apne man per mat lena ise kyunki jab tu ek kabil lawyer ban jaenge Na to yahi samaj tere per proud feel Karega. Duniya ka yahi usul hai jab ham kuchh achcha karte Hain to vah hamare sath Khade rahte hain per vahi log use achcha kam karne ke liye hajar taane bhi dete Hain

Abhira : aap aise meri journey ko kaccha pakka rasta dekhe nahin ja sakti please I can't leave without you

Askhu : it's not in my hand abhira ....

Armaan : yes right it's not in your hand ma'am but ab koshish to kar sakti hoon doctor bhi aapko bachane ki koshish kar rahe hain

Akshu : Armaan maut se Aaj Tak koi nahin Jeet sakta hai to main kya chij ho Shri Krishna ki bhi maut hui thi Ram ne bhi khud ka tyag kiya tha is sansar mein sab Ko ek na ek din maut se Milana hi padta hai aur aaj meri Bari hai

Abhira : aise kisi ki koi Bari fix nahin Hoti hai

Akshu : abhira tu jitni jaldi meri maut ko accept karegi na utna hi tere liye aasan hoga Armaan abhira ki dor tere haath mein hai uska sath kabhi mat chhodana meri bacchi abhi tak Apne pairon per khadi bhi nahin Ho Pai hai mujhe pata hai maine use itna kabil banaya hai ki vah khud Apne pairon per khadi ho sakti hai per yah samay mai vo kuch nhi kar sakegi kyunki vah uski life ki sabse important chij ko khone wali hai

Abhira : aapko ek chij nahin Ho mamma Mera sab kuch ho my life , my strength, my power , my love , my ma , my dad , my teacher, my friend everything is u mom and I can't lose you

Akshu : Armaan isase shaadi kar lo yahi meri aakhiri ichcha hai please use Puri kar do

Armaan : ma'am main iska sath hamesha Dunga hamesha isko support karunga per

Akshu : per kya

Abhira : yah shaadi nahin ho sakti mamma aise thodi shaadi hoti ha

Akshu : han aise nahin Hoti per tu ladki hai I know in this century ladke aur ladki donon barabar hai society is baat se agri karti hai but abhi bhi kuchh log Hain Jo ise nahin mante ya mante Hain per jab bhi kuchh bhi hota hai to baat aakhir ladki per hi aati hai ki ladki hai issi ne kuchh Kiya unka beta tujhe pata hai ham ladkiyan agar chhote kapde pahne to use character less bolegi duniya agar ham salwar suit pahne to hamen hi gawar bolenge ham kuchh bhi Karen Aankhen ham per hi se ki jaati hai acche se kam nhi kiya , shakal dekho iski kaisi dikhti hai kitni Kali hai sab chij hamen hi jhelani padati hai though equality ka jamana hai per jab ek ladki ladke se jyada kabil hoti hai na to samaj wale isse accept nahin kar sakte the can't digest it . Armaan tumhara sath dega na to samaj wale Tum donon Ko galat samjhenge kya jawab doge fir

Abhira : aur mumma agar shaadi Ho gai hamari to bhi duniya Wale yahi kahenge ki dekho iski ma ne marte Marti iski musibat Ko kisi aur ke sar per chhod Diya tab kya kahegi ham

Armaan : ha ma'am at the end of every fight they will point towards abhira only

Akshu : per tum uske sath Ho Gaye na to sab Sambhal loge please tum donon shaadi kar lo mujhe Shanti rahegi ek taslli rahegi ki meri beti Akeli nahin hai uske sath dene wala hai , kyunki samaj se akele meri abhira nahin lad payengi aur Yuvraj vah to bilkul bhi nahin chhodega

Abhira : aise kaise vah mujhe nahin chhodega hath to Laga kar dikhayen hath Na Tod diye Na Tum Mera bhi Naam Abhira nahin

Akshu : hath Tod bhi diye na uske to bhi vah Tera picha kabhi nahin chhodega pagal Ho ki tarah vah tujhe chahta hai , please man javo abhir mujhe bula raha hai

Abhira : nhi mumma

Akshu : Armaan ....

Armaan : I am ready

Abhira : what you are ready? Armaan it's not a game it's life

Akshu : vahi to akshu life hai teri Puri life bachi hai abhi please use mat bigaad main acche se janti hun tu bahut strong hai per Teri strength main Hun yah bhi main acche se janti hun.... Aise tujhe Teri life ke important phase mein chhodkar ja rahi hun tu Puri tarike se Tut jaayengi main tujhe bikharane nahin de sakti tere liye Jo sacrifice Abhimanyu ne kiye Hain usne tere liye sabse ladai ki hai even uski khud ki ma se bhi are Abhi na mere liye kabhi stand nahi liya per tere liye liya tha family wale to tujhe maarna chahte the abortion karvana chahti thi per abhi aur Teri masi aru sabke khilaf hokar stand liya tha you know what Abhimanyu ke liye uski Mana sabse upar hai vah uski man ke khilaf ek Shabd bhi nahin sunta hai aur uski khilaf kabhi jaane ki koshish nahin ki karta hai hamesha uski ma ki baten Manta hai per us time us na sir Tera socha us na Tera liya support Kiya please hum sabke qurbani ko barbad mat hone de .... Ham sirf Teri Khushi chahti hai abhira tujhe kabhi dukhi nahi dekh sakti please

Abhira blink her eye and abhimaan did marrage.... Seeing abhimaan marriage akshu take her last breath

Story by
Cherry

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top