chapter 2-shopping...

Helloo!!
***********************************************************
Zoya is eagerly waiting for her decision she is looking one by one on her whole family as they r acting as if nothing has happened.

Zoya: abu ab toh sab hi yaha pe hai, ab toh ap bata de....

Waseem: ji ! Hamney aur ao ki ammi ne ye faisla liya hai k ap delhi jana chahti aur ap zaroor jaye gi lekin...

Without him completing only she starts jumping all around in excitement

Zoya: abbu hame toh pata tha ap hamey na kar hi nahi saktey. Dekha yash,noor abbu ko humse kitnaaaaa pyar hai.

Roshnaq: zoya bete aaraam se bethiye abhi ap k abbu ka faisla poora nahi hua.

Waseem: ap jaye gi lekin 10 din baad kue k abhi yash k exams chal rahe hai.

Zoya:theek hai abbu ham 10 din baad hi chaley jaye gai lekin in sab mai yash ka kya kaam hai.?

Roshnaq: woh yeh kehna chah rahey hai k ap yash k saath jaye gi.

Yash who was drinking coffee spitted it out.

Yash: yeh ap kya keh rahe hai. Aise achanak se bomb kue gira rahe hai. Abbu meray exams k baad mera high school uska kya aur sabse bari baat mera frnd circle. Nah abbu bilkul nahi, mai apni azeez ammi aur apko toh bilkul nahi chor k ja sakta. Aur sochiye noor di ka kya hoga woh toh bemari ka hi shikar hojaye gi mere bina.

He said all this in one go and every1 was staring at him

Waseem: hum apse apki raye nahi mang rahe ap ko apna faisla suna rahe hai. Ap ko ye manzoor ho toh hi zoya jasakti hai warna nahi.

Zoya gives a pleading look to yash he ignores her and gets up , starts walking to his room.

Seeing this zoya also gets up running behind him to his room

Zoya: yash please na ap ko toh pata hai k humara khawab tha us university mai parhna. Ek ap hi hai jo humari madad kar saktey hai. Please...

Yash: par di.. ab mai kya hi keh sakta hu. Ek toh ap na mujhey har waqt aise majboor na kiya kare. Apko pata hai mai apko bilkul na nahi bol sakta.

Zoya is on cloud nine by now. She hugs yash and says

Zoya: yash! Ap jantey nahi hai humara khwab sirf aur sirf apki wajah se hi poora ho raha hai. Aur waise bhi doston ka kya hai. Maine suna hai delhi mai buhut hi achi pyari larkiya hoti hai, koi na koi toh meray iss bhai ko bhi mil hi jaye gi...

Yash: di ap bhi na! Ap na apney barey mai sochey ap ko kon mile ga meri fikr karna chor de.(he says sarcastically)

Zoya: kya matlab ya allah koi apko mil toh nahi gai (she completely ignores the topic of her marriage) unka naam kya hai, karti kya hai ,kaha se hai?. (She says dreamily while roaming in his room).

Yash:di aisi na koi baat nhi hai mai toh bass yeh bolraha tha k ap hum teeno mai sab se bari hai toh pehle ap phir noor di phir kabhi saalon baad shayd mera number bhi aahi jaye ga . Is liye ap bilkul befikr hojaye.

Zoya:chaliye chore is baat ko ab hum ja rahe hai packing karne..

Meanwhile in hooda house

Adi is packing his clothes as he is too excited to go, in his room while pooja enters

Pooja: bhayu ap sure ho na?

Adi:kis bare mai?

Pooja:delhi jane k bare mai?

Adi:haa ofcourse itni mushkilo se maine dad ko manaya hai

Pooja:nahi bhai is bare mai nahi mai toh ye kehna chah rahi thi k itni saaaari (she wides her arms in the air) larkiyon ko yaha pe phasa k rakha hua hai unka kya banega. Bechari

Adi:are pooja bass itni si tension. Delhi mai toh mere pass is se bhi double gfs hogi. Tum pls meri itni fikr nah karo..

Pooja:bhayu mai toh apki nahi un sab larkiyo ki baat kar rahi hu.....

Adi:acha chor bhi do unko unse zyada toh tum bechari lag rahi ho.

Aur ab mujhe sona hai toh bye bye.(signalling her to the door)

Pooja leaves wd out saying anything..

Siddiquie house

Zoya just enters the room .

Zoya:noor kidhr hai ap hume packing mai thori si madad chahye.

(She sees her covered from top to bottom covered in blanket and she is crying)

Noor: appi ap nah jaye na please .

Zoya felt really bad seeing her state but decides to cheer her up

Zoya:arey! Meri behan itni si baat par aise ro rahi hai jaise k pata nahi kya hogaya hai..

Noor:ap k liye hogi ye itni si baat mere liye toh ye waqai mai buhut bari baat hai. Aur yash bhi jaraha hai uff mai toh akeli mar jao gi

Zoya:acha chaliye mai jo yaha pe 10 dino k liye hu wo apke naam

Noor:(has no choice other than accepting and feeling happy) chaliye phir kuch shopping na karle ,ap ke aur yash ke naye kapre jootay khareed lete hai. Aur mai bhi kuch le lu gi.

Zoya:ye idea acha hai ap ja k yash ko bataye tab tak hum ye kamra saaf karlete hai.

Noor leaves excited and while jumping goes to yash's room.
She hugs him from behind and starts pulling his ear

Noor: delhi janey waley ho mujhey chor kar mujhey . Mainey yeh expect nahi kya tha(she says genuinely being sad).

Yash:noor di! Aaaahhh! Pehley toh mera kaan choro aur mai kaha jana chahta tha woh toh zoya di nay........

Noor: acha zoya di nay kaha toh maan gaye meray bare mai toh koi sochta hi nahi. Ammi abbu bhi nahi.. (this she says in a joking way but he being yash took it srsly)

Yash:(while sobbing) arey noor di yeh ap aisa kue bol rahi ho. Mujhey toh ap dono hi buhut azeez ho.aur jab woh meray paas guzaarish karne aye toh mujhse raha nahi gya .
Aur tumharay toh koi bhi asaani se dost ban jata hai lekin tum di ko toh janti ho na

Noor: waise mai toh mazaak kar rahi thi lekin tum bhi kabhi bhi serious ho jatey ho. Waisey mai ap aur appi bahir ja rahe hai chaley hum na ap k kaprey nikal dete hai aj ap humari choice pehne gay na toh sab larkiyan apko dekhti hi reh jaye gi. (She slightly hits his shoulder).

Yash: di!! Mai nahi jaraha

Noor:zyada drama nah karo! Mujhey pata hai k tum hai bhi kisi larki ka saath ab chahye hi hai dekho tumhary wo dost sab k paas gf hai ek tum hi shareef ban k phirte ho

Yash:di ab ap mujhey compare kar rahi hai. Har maa baap meri jaise aulad hi chahey ge.ab mai ready ho raha ho ap bhi jaye.

Hooda house....

Adi while walking down the stairs as his room is upstairs..

Adi: maa! Maina thori der k liye bahir ja raha hu kuch zaroori cheezay laini hai..

Anjana comes running behind him..

Anjana:arey adi sun! Pooja ko bhi leja usey bhi kuch khareedna hai.

Adi:acha mai gaari mai wait kar raha hu

They all reach the mall like 1st yash's car and then adi's

Zoya , yash and noor enters a store in the mall and is seeing a top for herself and aditya and mahi also goes in the same store unknowingly

Adi is struggling as he doesnt know which shirt to bye
He has like literally 4 shirts in hand and he has to buy 1
Noor sees this from far and thinks..

Noor: thoughts( ye larka kon hai uff kya dikhta hai lagta he allah ne bari fursat se banaya hai. Chalo mai hi jake uski madad kar aati hu)

She goes towards him leaving zoya and

Noor: ap pe ye black wali shirt zyada suit kare gi ache toh ap har shirt mai lago gai lekin black mai na alag hi baat hai.

Adi confused kye k ye kon hai  kaha se tapak pari

Adi: haa! Thanku opinion dene k liye lekin main toh red hi loonga.

Noor:haaww! Ap woh pehley insaan hain jisney hume mana kiya and she starts argueing, not at all listening to him and slowly everybody gathers.

Seeing the crowd zoya, yash runs from one side where as pooja runs from the other side towards them and zosh are trying to stop her while pooja is just throwing bomb through her eyes..

Adi is shocked , pooja is shocked

Pooja: aise kue chilla rahi ho mere bhayu pe ha kiya kya hai bhayu ne

Noor:mainey bass ja key itna bola k apko black shirt leni chahye zyada achi lage gi lekin ye mohtaram ko toh har baat ulti hi samajh aati hai kehne lage nahi mai red loonga . Bhala aisa koi karta hai appi ap hi batao

Zoya:ji noor ap bilkul sahi keh rahi hai(while facing towards her and then she faces adi). Aur ap , ap ka kya chala jata agar ap hamari choti si behen ki itni si baat maan lete haan bechari hamari noor! Ek to bhalayi ka zamana hi nahi hai!

Adi: ye tum koi pagal wagal psyco toh nahi ho dono behno ko mental assylum mai hona chahye yaha iss shopping mall mai kya kar rahe ho.

Yash: oh hello! Meri di ko na kuch nah hi bolo toh behtar hoga mana k galti noor ki hai aur uske liye sorry

Adi:chalo koi toh sensible hai tum sab mai. Chalo pooja hogaye shopping.

Pooja:haa bhayu ab toh hi gaye (wd a disappointmet).

Zoya:noor hamara bhi mood kharab hogaya hai chale yash ghar chalte hai.

They all leave the mall wdout shopping anything

I really dont know if u guys like it or no
But i jst wrote it aagay its u ppls wish

No rechecking any mistakes sorry 😣😣😣

Byee....
x.A

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top