anika, the naagin
Shivaay- anika anika
Anika- kya hua shivaay
Shivaay- tumari dosth yaani meri ex girlfriend mallika haina woh insaan nahi naagin hai woh.
Anika- haa tho mujhe pata hai
Shivaay- mujhe kyun nahi bataya phir
Anika- usne mana Kia tha
Shivaay- oh
Anika- waise main kaha insaan hoon
Shivaay- kya matlab
Anika- mai bhi naagin hoon sarvashrest adi naagin aur mallika naag rani hai hum dono bahut zehrili naagins hai hamare vansh ki. hamare zehar duniya ka har zehar ko kaat sakti hai
Shivaay- 🙄
Shivaay getting scared moving back
Anika- kya hua peeche kyun hat rahe ho aap. Aap ne kaha tha na jiska naam shivaay hota hai woh saap se nahi darta ab kya hua
Shivaay- saap se dar nahi lagta but naagin se darta hai
He escapes
How is it??
Happy shri ram navami
Jay shri ram
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top