5 YEARS LATER
AT OBEROI MANSION
A man is in his study talking with in his phone.
The man: Mishraji next time if you send me those hand written papers then mind you will be fired.
Mishraji :so...so...sorry sir. It won't be repeated again.
The man: Mishraji yeh pehli baar hai isliye aapko jaane de raha hoon.
Saying this he keeps the phone and throws it.
The man is Shivaay.
Om and Rudra passed through that room and see everything.
Om: pata hai Rudra bhabhi ke jane ke baad hi Shivaay ki halat phirse aesi ho gayi.
Rudra : haan bhaiya choti maa ne bilkul sahi nahi kiya.
Gauri and Soumya also passed.
They both keep their hands on each other's husband.
Gauri : pata nai bade bhaiya aur kabhi normal hongi ya nai.
Soumya : aur pata nai bhabhi vapas hame kabhi milenge ya nai...
They all cry and leave that place.
IN THE DINING AREA
All are having breakfast.
Shivaay comes down.
Dadi:Shivaay puttar aa nasta karle.
Shivaay looks at Pinky.
Shivaay : man nahi hai dadi. Aap kha lo.
A 4 years old girl comes with a two years old boy.
The girl: bale papa please khana kha lo. Khana na khana buli baat. Tabiyat khalap.
The boy holds his hands with his tiny hands.
The boy: kana kana kana
Shivaay smiles at them and bends down and kisses them on their cheeks.
Shivaay : oohhk
Om: chalo Shivaay ne kisiki baat to maani
Rudra (to Om Gauri and Soumya): haan O jara socho agar voh hamare bacchon ko itna pyar karte hain to unke bacche hote toh use kitna pyaar karte....
Gauri :usse toh voh sar aankhon pe rakhte.
Soumya : haan aur voh pehli bale bade bhaiya nai hote.
Tej: Shivaay tum kahi jaa rahe how kya ?
Shivaay :ji bade papa pune office mein Kaam hai.
Shakti :Shivaay tum pichle 5 saalo se iss ghar pe rahte hi nahi ho. Har weekend tum ghar se bahar.
Shivaay : ghar pe rehene ka koi reason bhi toh nai hai na dad.
Jhanvi : Kritika aur Arush jo apne bade papa se bohot pyar karte hain.
(Kritika and Arush are Om's daughter and Rudra's son respectively )
Om: Shivaay mein Rudra Gauri Soumya dadi. Hum kya kuch nai lagte ?
Shivaay : par kuch time mera bhi hona chaiye na.
Saying this he leaves.
Shakti : dekh liya Pinky tumhare ek kadam ne hamare bete ko kya bana diya hai. Ek patthar dil insaan.
Pinky: sab us ladki ke vaje se. Pata nai mere bacche ko kya kardiya usne . Bacchalan kahiki.
Gauri couldn't hear more and stands up and leaves.
Pinky : lo ek behen hai hi aesi toh dusri kaisi acchi hogi.
Rudra Soumya and Om leave behind her.
Jhanvi : apni bahu toh sambhal pai nai meri bahu ko kyun beech mein la rahi ho ?
Pinky: oh my mata. Jethani ji hai toh voh uski behen hi na.
The all who were remaining started fighting with each other.
Dadi took Kritika and Arush and left.
Dadi: Anika puttar tu gayi toh yeh ghar bikhar gaya.
IN PUNE A PLUSH HOUSE
A girl is running in the whole house. She is 4 years old.
A lady is running behind her.
Lady:beta Jid mat karo aur doodh peelo.
The girl : nai mujhe nai peena.
The lady: Suhana beta please mumma ko mat bhagao na. Doodh peelo.
Suhana : okay mumma.
The lady is Anika.
Suhana drinks the milk.
Suhana : mumma ek baat poochon ?
Anika : poocho?
Suhana : mele Papa mele saat kyun nai lehete? Sab ke Papa lukte hain na.
Anika gets into deep thoughts.....
Anika (thinks) : ab mein kyun bolun ki tumhare Papa kyun tumhare saath nai rehete.......
ON THE OTHER SIDE
Shivaay is riding the car and thinks
Tum mujhe kyun chod ke chali gayi Anika ? Akhir kyun ?..
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top