•|• Dhoodh •|•
"How about being stupid together in Highs and lows ?!"
7'o clock in the morning, Praghbir ka kamra :
After that cool and emotional night praghbir were shown sleeping peacefully.. raghbir was extremely busy hugging pragati.. but yeh dheet ladki jaise soi thi waise hi hai..
Raghbir woke up as usual not expecting pragati with him..
raghbir - ailaa.. mai toh kal raat iske sath... hey bhagwan mai kaha jake chupu.. yeh uth gayi toh.. nahi..
He ran towards payal's room. Meanwhile pragati too woke, but something was really off.. what ??
pragati - mai payal ke sath soo rahi thi toh ?? yeha ?
She saw raghbir's cloths on the bed, thinking that he would be in the washroom she went to wake up payal.
Pragati - shayad thak gayi hogi toh kamre mein so gayi par Raghbir? mujhe kya ?
She opened the door and found raghbir was helping payal in her morning duties;
pragati - (shocked) hey bap re.. mai sapna dekh rahi hu.. aap dono sath ek din mein??.. nahi..
payal - mumma pata hai.. papa ne meko sorry bola kal jo kiya us.. gati ka mapi !
raghbir - galati karne ka mafi.. tum yeha?
pragati - wahi aap??
raghbir - aapni beti ke sath papa hone ka farz nibha raha hu.. aur kuch ?
pragati - kal raat aap kaha soo rahe the ?
raghbir - payal ke..
Payal - aapke saat.. !
Pragati widened her eyes
pragati - whatt!
raghbir - yeh.. yeh tum Payal kya keh rahi ho ??
Payal - haa papa.. mama kal raat papa aapko ese (imitating how raghbir lifted pragati) lekar gaye.. chaath pe.. nahi room mein... aur apko sulaya..!
Both were in utter shock;
raghbir - beta esa jhooth nahi bol na chahiye
Payal - papa..
raghbir - nahi.. pehle tum tayar ho jao.. jo bhi hai baad mein dekhte hai!!
He left from there, payal was getting ready by herself.. pragati was helping.
At dining table :
Everyone was present including raghbir pragati was serving the food;
raghbir - mere liye ??
Kunti - mai parosti hu..
She bent forward to serve but pragati spell water on her dress;
pragati - ohh.. sorry !
Kunti left
raghbir - (stressing) koi khana dega ya mai chala jao..
pragati - ahh bowl.. mai lekar ati hu ! Payal idhaar ana zara !!
*kitchen*
pragati - sachi bata tumne dekha kya raghbir ko mujhe utha the hue ??
Payal - sachii.. mai ne khud dekh.. aap dono le jhagde ne mera neend kharb kardiya toh mai uth gayi aur dekha.. papa apko kamre mai leke aayee.. aap ese (enacting her unconscious state) the.. fir mai soo gayi.
Pragati then remembered that she took pills just to not stress out on what ever happened but now she had to do something to kill the silence;
pragati - (thinking) pati dev aaj dekho kya hoga!! [smirks]
She said something to payal, she started laughing mischievously
she then came with a bowl in her hand;
raghbir - jaldiiii!! (he saw the grin on their faces but ignored)
Dev Raj - raghbir chota bacha bhi nahi karta ruk jaa.. ha toh priya kaha hai ?
Aditi - woh subha hi ghar chali gayi.. uski baby hai naa..
Payal - mumma ham kab jaa rahe hai baby ko dekh ne ?
pragati - (serving) next week (to raghbir) lo !
raghbir - my pleasure.
He started eating it.
raghbir - payal tum itna kyu hass rahi ho ??
payal - kuch naii.. mumma baby kitna chota hoga ?
pragati - 5 months.. tumne dekh toh tha waise !
payal - fir bhi.. and parth bhai kab aa rahe hai camp se ??
Tina - next month tak aa jaega.. tum itni excited kyu ho sab ko milne mein ??
payal - bas mann kar raha hai dusro se milne mai.. din bhar tom and jerry dekh ke bore ho gayi.. meko naye chahre chahiye !!!
DR - tom and jerry ??
payal - (nonchalantly) mumma aur papa.. (realises) oopsie.. cartoon wala !!
raghbir - cartoon ki bacchu.. dekh tha hu tumhe.. (holds her ear)
payal - ahh.. daduuu
DR - raghbirrrr
raghbir - kya??
DR - khana khaa !
raghbir - khaa hi raha hu ..
He takes the next bite and the very next moment he starts feeling his taste buds burning badly ..
raghbir - ah.. thi.. thika.. theeeeekhaa .. paaniii..
Aditi hands him water.
Aditi - kya hua.. kya thikha hai ?
pragati - (casually) haa raghbir kya hua ?
He glared at her and understood that she pulled out a prank on him;
raghbir - dal itna thikha kyu kiya tumne ?
pragati - mujhse.. are apke samne hi toh parosa !! aur baki sab kha rahe hai !! payal bhi !! aapko har baar mujhe hi kyu daantna ya sunna na hota hai ??
DR - ha putar.. ham bhi kha toh rahe hai.. itna accha bana hai !! bahu ko kyu suna raha hai ?
pragati - pata nahi kya hojata hai.. (she tastes some of it) accha hai na.. apko bas bahana chahiye hukum chalane ka ya galtiyaan nikal ne ka.. huhh
raghbir -(loudly) ha mere andar bhut ajata hai aur mai esa behave karta hu !!!! aur pani do !
She gave him water and went to bring something sweet;
raghbir - (murmuring) kuch toh kichdi pakk raha hai maa - beti ke beech..
Payal - (teasing) zyada tikkaa tha ?
raghbir - idhar ao.. (slowly) mumma tumse kuch kaha ?
payal - naii.. kyu ?
raghbir - tumhe kyu bulaya ? kya baat ho rahi thi ??
Payal - mai nai bataungiii.. no.
raghbir - kyu ?
payal - hmm... no means no !
raghbir - (thinks) badi ziddi hai.. iska matlab ye kich toh chupa rahi hai..(to her) baby.. abhi bhi papa se gussa ho ?? plz batao !!
payal - naa.. mai gussa nahi hu aur secret batate nahi..mm !
raghbir - SECRET... konsa secret??
payal - hamara hai apko kya??
meanwhile pragati brings sweet;
pragati - kya kar rahe ho ?? lijiye sweet "jalan" kam hogi
payal - konsi jalan??
raghbir - (glares) tumse matlb ?
Eats it right away.
pragati - aram se.. !! payal ye lo dhoodh pilo.. fata fat !! bus late hojaoga nahi toh !!
payal - (stubborn) nahi.. mujhe nahi pina ye gandi si chizzz.. yuckkk !!
pragati - (stern) payal!!
raghbir - beta dhoodh accha hai..
aditi - ohh.. dekho bol kon raha hai !
Harshit - haa raghbir.. dhoodh ka gyan tu hame mat de.. payal tumhe pata hai tumhare papa kitne nakhre karte the dhoodh pine mein.. kuch bhi karo pita hi nahi tha.. !
pragati - aap ise naye ideas mat do dhoodh na pine ka.. wese sach hai.. jab tak mar na padhe dono ke dono sunte nahi hai..
raghbir - subha subha mai hi mila hu kya... kya yaar yeh dal mai nahi khane wala kuch aur do..
aditi - aur kuch hai nahi.. aur khaali pait tu jaega nahi.. yehi khale !
raghbir - zeehar tikhe par ye nahi..!
pragati - fir dhoodh pilo.. kyu accha hai na??
raghbir -(irritated) bichare bacche ki jaan le rakhi hai tum logo ne.. kya baat hai.. kyu taang kar rahe ho.. subha se.. !!
pragati - pareshan aap kudh ho.. hamne kya kiya (gives FIVE to payal) kyu ?!
Payal - papa aap chote bacche ho kya ?
Pragati - ek min... ! mere paas ek idea hai, agar raghbir dhoodh pile toh payal ko dhoodh pine ki zarurat nahi hai par nahi toh...
Payal - nahi... papa piiilenge ... papa aap good papa hona.. apni pari ke liye plz...
Raghbir looks at her puppy face and his heart melts;
raghbir - tum... emotional blackmail mein PhD kar rakha hai sabne.. issne bhi.. wow!!
pragati - (pitty full expression) kuch na khaan ne ke liye kuch pina padta hai !! *clicks her tongue*
raghbir - badal zaroor lunga iska !!
shef - badal aur Badlapur baad mein lo.. pehle ye task finish karoo
Raghbir closes his eyes and mouth, he drinks the milk forcefully.
raghbir - (puts the glass down) ek jhatke me ho gaya!! aab mujhse pange nahi !
payal -(flattering) papa.. mamma kehti hai food kabhi waste nahi karna chahiye..
raghbir - (looking at pragati) sahi kaha.. toh?
Payal - (with extra appealing smile) aap mera dhoodh bhi finish karoge toh accha hoga..!!
pragati - (stern) Payal tum apna dhoodh papa kyu de rahi ho.. tum kudh finish karo !
raghbir - thanks.
Payal - mumma... plzzzz
pragati - ok sirf aaj hi !
raghbir - kis baat ka offer hai ye.. " sirf aaj" ???
Almost everyone left the dining table seeing this ;
DR - puttar jo bhi jaldi kar.. office ana hai ya ??
raghbir - aaunga.. ye drama hojae fir
After all the drama raghbir had to drink one more time.
Raghbir - hogaya toh mai jau !!
payal - yayyyy...
pragati - zaroor jaa sakte hai par payal ko school tak chod dijiye.. uska bus toh miss hogaya apke chakar mein..
raghbir - (shocked) mere chakar mein?!!!!
pragati - haaaa
raghbir - tumse behas karne ka shauk nahin hai.. byeee !!
They both leave towards the car.
Pragati - (thinks) aaj bada maza aaya.. but aur baki hai MR. malhotra !!
Raghbir drops payal and went to office.
------------------------: )
Promo - Revenge time
Target - 400+ reads and 85+ votes.
------------------------=]
Hey guys... So Ik kuch zyada hi din hogaye maine koi update nahi kiya... ye draft mein tha par age likhne ka maan nahi tha.. aur mai soch rahi thi ki thoda kaam hi update karu.. once in 2 weeks!!
I have my reasons : why?!
→_→ I have to focus on my Subjects.
→_→ I don't want to take unnecessary things from anywhere.
→_→ Regular updates are not my cup of tea and they make me "sometimes" worried about not doing.
→_→ I want to use my free time in reading or something I like rather than always writing.
→_→ Reduce addiction of such apps.
Ntg much.. but something simple.
I'll try to upload as many parts as possible to do.
Do vote and comment.. To get notified do add this to ur library.
Until then,
Thanks for reading.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top