Part 4
Hello people
Main hamesha se ek story likhna chati jisme Ekam and Harleen lead ho aur unko ek love story aur acha screen play milta
Par story ke writer toh dene se rahe toh main hi likh deti ho
Toh badi mushkilo ke baad mein yeh story likh rahi hui
Do vote and leave your reviews
Jaise meri pehli story ko itna pyar diya hai vaise iss story ko bhi dena
Ganpati Bappa Morya
(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)
Scene starts in Randhawa Mansion,
,A loud sound of slap echoed in the house. Ekam's mother, Mrs.Randhawa slapped her son tightly. Her fingers printed on his cheeks.
Ekam: Mom main........
Mrs.Randhawa(angrily): CHUP!!!!!BILKUL CHUP! AAJ TU NE APNI SAARI HADEIN PAAR KAR DI HAIN EKAM!!!!!!MAIN TOH SOCHTI THI....ARREY SOCHTI NAHI....SAMAJHTI THI KI MERA BETA, MERA EKAM KABHI KISI LADKI KE SAATH BURA NAHI KAR SAKTA LEKIN TU NE.....CHII!!!!YEH SAB KARNE SE PEHLE.....EK BAAR BHI.....EK BAAR BHI TU NE (pointing towards Harleen) APNI BIWI KE BAARE MEIN NAHI SOCHA? SHARAM
NAHI AAYI TUJHE EKAM?SHARAM.......
Mrs.Randhawa started coughing. Harleen brought a glass of water for her and made her drink it.
Mrs.Randhawa went towards Ekam and was about to slap him when suddenly
Harleen came in between them preventing her from slapping her son. The history was truly repeating itself in the worst way possible. There were only some differences but the condition of both the brides, Tejo in the past and Harleen in the present were same. Both of their husbands thought that they love someone else and their wives are ready to leave them for their happiness in life.
Mrs.Randhawa: Tum hatt jaao yaha se Harleen.......aaj main iss Ekam ki jaan le loongi.
Harleen(teary eyed): Nahi mummy jii....aisa mat kijiye aap. Jo ho gaya...use koi badal nahi sakta par jo ho sakta hai...use hum thodi si koshish karke badal sakte hain.
Mrs.Randhawa: Kya matlab hai tumhara beta?
Harleen(teary eyed): Mummy jii.....waise bhi mere aur Ekam ke beech mein kabhi pati patni wala rishta tha hi nahi...hum sirf dost hua karte the lekin aaj jo hua.. uske baad toh shayad yeh dosti ka rishta bhi rakh pana mere liye mushkil hai. Isliye maine ek faisla liya hai mummy ji
Nehmat: Harleen tum........
Harleen showed her palm which is a sign of prevention from not interfering in the middle.
Harleen(teary eyed): Mummy jii.....maine faisla le liya hain....main Ekam ko divorce doongi.
Everyone's eyes widened...
Everyone's eyes widened meanwhile Mallika smirked standing over there.
Mrs.Randhawa: Beta tumhe aisa kuch bhi karne ki zaroorat nahi hain. Tum kahi nahi jaongi.....agar koi iss ghar se jayega toh woh hai......
Harleen(teary eyed): Mummy ji......aaj tak maine aapki harr baat maani hain....aap please meri yeh ek baat maan lijiye. Mujhe iss rishte se azad hone ki permission de dijiye.
Harleen joined her hands in front of Mrs.Randhawa
Mrs.Randhawa put Harleen's hands down.
Harleen turned around towards the door to move out from the house with her luggage which she packed before hand.
Harleen was leaving teary eyed when suddenly she felt a pull from her back which made her stop on her tracks. She turned around only to see Ekam standing there holding her hand.
Harleen(in mind)(teary eyed): Mat roko mujhe Ekam...please...let me go.
Ekam: Main tumhe kahi nahi jaane dunga.
Mallika(smirking): Kyun bhai? Ab kya iske sath bhi suhagraat manane ka irada hai? Ya fir......
Before Mallika could speak more.....Mrs.Randhawa slapped her.
Mrs.Randhawa: Nikal jaa mere ghar se abhi. Mallika left fuming in anger.
Harleen jerked her hand and was leaving when Ekam spoke. "Tum sach mein mujh par bharosa nahi karti?"asked Ekam teary eyed
Harleen(teary eyed): Tum par mujhe yakeen tha Ekam....par tumne mera yakeen tod diya
Ekam(teary eyed): Harleen I know maine tumhe bahut hurt kiya hai lekin....please mujhe ek aur mauka de do. Main saari khushiyan tumhe lauta doonga yaar lekin........please ghar chod kar mat jao.
Harleen(teary eyed): KYUN NA JAAUN MAIN GHAR CHOD KAR? BOLO EKAM....KYUN NA JAAUN? MAINE AAJ TAK KABHI TUMHE AUR NEHMAT KO SAATH MEIN DEKH KAR YEH BOLA HAIN KI MUJHE ACCHA NAHI LAGTA HAIN TUM DONO KO SAATH MEIN DEKH KAR? NAHI NA? JAANTE HO KYUN? KYUNKI MUJHE BHAROSA THA TUM PAR KI DUNIYA MEIN CHAHE KUCH BHI HO JAAE TUM MUJHE DHOKHA NAHI DOGE. MAIN PYAAR KARTI THI TUMSE EKAM......AUR SHAYAD HAMESHA KARTI......PAR TUM NE AAJ KO KIYA HAIN NA....USKE BAAD SE MERI ZINDAGI BERANG HO GAYI HAIN...JAISE KI YEH PEHLE THI. MUJHE SAMAJH NAHI AA RAHA HAIN KI MAIN GUILTY FEEL KARU.....BETRAYED FEEL KARU YA FIR HURT FEEL KARU. I AM SUPER CONFUSED EKAM.
Nehmat(teary eyed): Harleen...meri baat suno.......
Harleen(teary eyed): Please Nehmat......tum ab please aur kuch mat bolo because I don't want any justification kyunki main thak gayi hoon bahane sunn sunn kar. Sach kahu na toh....main khud se thak gayi hoon yaar. Thak gayi hoon apne dil ko dilasa de de kar....thak gayi hoon apne dil ko samjha samjha kar....thak gayi hoon harr baar apne aap ko sabit karte karte....thak gayi hoon main harr baar adjust kar karke. Ab aur kya chahte ho tum Ekam? Sab kuch toh cheen liya hai mujhse tumne.....ab aur kya chahte ho? Please mujhe baksh do Ekam......please.....I beg you Ekam....please..give me a break.
Saying this Harleen sat down joining her hands in front of Ekam crying. Ekam tired to pick Harleen up but Harleen herself stood up wiping her tears.
Ekam(teary eyed): Kya tum mujhse nafrat karti hoon Harleen? Harleen didn't said anything
Harleen(in mind)(teary eyed): Main tumse kabhi nafrat nahi kar sakti Ekam......because I love you lekin tumhare liye mere saath na rehna hi behtar hain. Ho sake toh mujhe maaf kar dena iske liye Ekam. Harleen left without saying anything.
Precap :-
"Harleen tum kyun aisa kar rahi ho? Tumhe mujh par bharosa nahi?"asked Ekam.
Harleen: Bharosa tha na Ekam....bahut bharosa tha lekin ab nahi hain. Tumne mera bharosa tod diya hain. I just hate you.....
Iss part ka credit @MoumiDas3ko jata hai
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top