Part 1
Hello people
Main hamesha se ek story likhna chati jisme Ekam and Harleen lead ho aur unko ek love story aur acha screen play milta
Par story ke writer toh dene se rahe toh main hi likh deti ho
Toh badi mushkilo ke baad mein yeh story likh rahi hui
Do vote and leave your reviews
Jaise meri pehli story ko itna pyar diya hai vaise iss story ko bhi dena
Ganpati Bappa Morya
(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)(●'◡'●)
Scene 1.
Location:- Randhawa House
Here Jasmine was talking with someone on the phone and Harleen comes to calls her but stops after hearing Nehmat's name stops and says
Harleen :- Ye momsie nehmat ke bare main kya baat kar rahi zara sunti hu
Jas:-Ha maine us Tejo ki beti Nehmat ko blackmail kiya tha ki woh ekam se shadi na kare kyu ki Ekam meri beti Harleen ka pyar hai aur main aap ne beti ko aap ne pyar ko sacifice karte nahi dekh sakta iss liye main ekam ko advait ke murder ke case main fasa liya aur phir uss Nehmat ki bachi ko emotional blackmail kiya aur woh idiot meri baaton mein aa gayi hai toh woh tejo ki beti
Harleen :- Rab ji meri momsie aisa karegi main kabhi socha nahi tha meri maa itni buri aur itni evil ho sakti hai woh aaj pata chale mujhe aaj itna guilty lag raha hai maine... Nehmat ko itna bura bhala kaha Ekam isko kaise treat karta hai mujhe ekam ko sach batana padega
Harleen goes so that Jasmine does not come to know that she heard the conservation
Scene 2.
Ekam And Harleen Room
Ekam kaha ho tum , Oh god main ekam se ko itni der se bula rahi hu says Harleen
After sometime Harleen gets emotional
Harleen:- Aaj mujhe ek aisa truth ka pata chala jisne mujhe tod diya mujhe nahi pata tha ki mei maa itna buri ho sakti hai meri momsie ne teen jindagi barbaad kar deen bas iss liye ki unki beti kisi aise ladke se pyar karti thi jise woh pyar nahi karta tha kya maa ne yeh sirf iss liye kiya kyu ki woh Tejo masi ki beti thi
Main apne parivaar se bahut pyaar karta hoon . meri behen Nehmat ne meri liye iss family se liye ekam ke liye aap na pyar chor diya woh bhi childhood love woh ek dur se se itne time se pyar karte the aur meri maa ne inko alag kar diya nehmat ne har pal mujhe apni behan samjha hai aur aaj main ek behan hona ka responsibility luigi aaj main ek aisa decision luigi joh sab ko shock kar dega par mujhe ye pata hai ki thode dino sab normal ho jayega
Harleen calls a divorce lawyer and says
Hello kya main Mr.Garry se baat kar rahi hu mujhe actually apne husband se divorce lena hai okay thank you please jald se jald paper bana dena aur ek baat yaad rakhna momise ko pata nahi chalna chahiye okay bye take care
Ekam aaj mein tumhe iss Rishtey seh azad karti hoon
Harleen says these all things and gets very emotional
https://youtu.be/cfGuQXBQzcU
She recalls her moments with Ekam and Nehmat and cries
She throws all the candles glasses and tan accidentally stamps on it without realizing anything she goes to the washroom
Harleen comes out of washroom Her leg is again wounded as she broke glass and stepped on it
She loses consciousness
Ekam comes to home and he decides to cheer up Harleen by taking her out because he knows that she is a bit insecure about Nehmat staying in this house
He comes to room and gets shocked seeing her state
Ekam :- Harleen (he carefully goes towards her because there is glass pieces everywhere) ye kya hua hai tumhe , please get up ye kya kiya tumne aap ne aap ko aur itna khoon nikal raha hai oh god harleen what have you done with yourself
He slowly removes all the glass pieces and harleen shriek at the pain
Harleen :- Ah... Ekam aaram se karo mujhe dard ho raha hai
Ekam :- Lagi na tumhe Aloo tum bhi na aise ajeeb antics karti ho ki main kya bataun tumhe
Suddenly Harleen jerks Ekam hand and tries to get up
Ekam:- Aloo ne aap na hath aisa kyu jatka aur mujhe itna bura kyu lag raha hai
This marks the end of the Part 1
Precap :- Harleen asks divorce from Ekam in front of the whole family
Hope you like this part
Which scene you liked the most
Agla update kal ya pursue mil jayega
Do vote and comment (vote nahi karoge toh chalega but comment zaroor karna
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top