Mission Started!!

Next Morning...

Anubhav opened his eyes only to find his lady love sleeping peacefully in his arms...he kissed her forehead..and a beautiful smile appeared on her face...and she hugged him more tightly..

Anubhav: toh humari priye jagi huiee hai ??

Haseena : Hmm...

Anubhav: Aj Shrimati ji ka uthane ka irada nahi hai kya??

Haseena opened her eyes..

Haseena: irada toh nahi hai par utna padega hum yaha mission ke liye aaye hai so kaise sakte hai??jane kab ye mission khatam hoga??

Anubhav: hum bhi chahate hai ki ye mission jald se jald khatm ho aur hum laut kar apne naye jeevan ki shurvat kar sake...

Voice : Pehele purane jeevan ka toh rayata  samet lijiye janab phir naye jeevan ke baremein sochna..

Haseena: (looking around) ye nayab kaha se boli...

Anubhav: dwar ke bahar se boli..inki addat hai har prath humari chetavani ghanti bankar prakat ho jati hai...

Haseena : kya ban kar prakat ho jati hai?

Nayab: Alarm Clock appi...and By the way mai chetavani ghanti toh chetavani ghanti he sahi apko jhelna padega...aur thoda jaldi neche aiye...Padosan se dosti karni hai...

Haseena: inhe nahi hume...

Nayab: haa possesive begum inhe nahi apko...par uske liye bhi neeche toh ana padega...

Anubhav: haa aa rahe hai jaiye aap...

Nayab: paka??

Anubhav: haa aa rahe hai ab jaiye...

Nayab left...

Anubhav: Kabhi kabhi nayab n bohot he chidchida bana deti hai par dil se bohot saaf hai isiliye kuch keh nahi pate ...

Haseena: vo toh hai...par abhi aap jaiye...hume der ho rahi hai...

Anubhav: samay bachane ka ek ram ban Ilaj hai humare pass..

Haseena: kya??

Anubhav: (naughtily) ap bhi saath mein chaliye...

Haseena: Anubhav ap sachme besharm ho gaye hai..(pushing him) ab jaiye...

And he left to get ready...after some time both got ready of course according to the getup they have to and Moved down...

All were sitting in the dining area and down breakfast...when they saw HM and AS coming down..

All: Jai Hind sir , Jai Hind Maddam Sir..

Anuseena : Jai Hind...

Anubhav: vaise ghar pe ho toh itni aupcharikta nibhane koi avashyakta nahi hai...

All : yes sir...

Then they both joined them for breakfast..

Anubhav: toh haseena ji apne socha hai ki ap uss mahila se kaise mitrata karne wali hai??

Haseena : Ji..hum aur pushpa ji unke pass ye keh kar jayege ki hume yaha ke market se shopping karni hai aur hum yahan naye hai toh vo hume guide karle toh uss bahane humari dosti ho jayegi..

Anubhav: Hmm.. Adbhut...toh theekh hai ap log nashte ke baad he nikal jaiye ga tab tak hum aur cheeta chaturvedi yaha ke thana ho aate hai ho sakta yaha ke thana prabhari se hume koi maddat mil jaye...

Nayab: Tab tak hum aur Karishma Appi un teen apradhiyon ke Parivar ke baremein jankari nikalte hai...

Billu: aur The spy aur Santu ji kya karenge..

Cheeta: ee billota tujhe jo karna hai kar par Santu ji ko tang nahi karna hum keh dete hai...

Haseena: Santosh Sharma aur billu yaha ke naukaron pe jo ki abhi thodi he der mein ane wale hai unpar nazar rakhenge...Aur zara bhi shak ho unpar toh hume itellha kar dijiye...clear??

Billu/Santu: Yes Maddam sir...

Billu: I am Billu the spy ab toh un naukaron ke mu se nikalenga hy hy...

Anubhav: shriman unpar nazar rakhana hai aur koi bhi Pratikriya karne ka prayatn mat kijiye ga anyatha ap ko humare prakop ka samana karna padega...

Billu: Ji sir..kshama...

Anubhav: (to haseena) dekha humari Daat ka prabhav shriman humari bhasha bolne lage...

Haseena: (in Taunt) are waah iske liye toh award dena chahiye apko..

Anubhav: (in Flirty tone) toh dijiye n...

And he huskily curved his lips...thankfully only HM saw that..but all understood what he ment except santu

Haseena: (avoiding his flirt) aa chaliye pushpa ji...

Santu: madam pehele DSP sir ko unka award toh de dijiye..

She said in the flow flow of masumiyat...

And all Smiled in suppression..
While Anuseena's eyes poped..

Cheeta: Uff...ye masumiyat!! Santu ji Santu ji Anubhav sir ko Koi Medal ya trophy nahi chahiye...unhen kuch aur chahiye..

Their eyes poped out more..

Anuseena: (glaring at him) cheeta chaturvedi??

Cheeta: Sorry Sorry!!

Here Pushpa ji did her "Isshhh." Wali step...

Anuseena closed their eyes in irritation...Haseena Glared at Anubhav...

Haseena : apko toh hum baad mein dekhte hai..

Saying this she held Pushpa Ji's hand and left...

Cheeta: Gajaab !! Khulam khula dhamki...

Anubhav: (glaring at him) Ap chaliye varna hum Abhi ap ko dekh lenge...

Santu: sir ap dekh he toh rahe hai cheete ko aur kitna dekhenge..zyada mat dekhiye waran Haseena Maddam ko bura laga toh vo apki line hazir kar dengi...

She again said in the flow flow of masumiyat...

Cheeta: uff..ye ma...this time Anubhav Glared at him while nayab and Karishma were laughing silently...

Anubhav: Karishma Singh sahi kehti hai...ati pravah ho raha hai apka masumiyat...

Billu: kya ho raha hai?

Anubhav: overflow shriman (looking at Cheeta) overflow ho raha hai apka masumiyat..

Cheeta looked down..and Karishma and nayab again laughed

Anubhav: aur ap dono yaha khi khi karti rahegi ya jayegi bhi??

They both stopped laughing and left immediately...

Anubhav:(to cheeta) apko alag se kahe??

Then they both also left...

......

Here HM and PS reached to their neighbour house and rang the bell..the same lady who was Doing oiling opened the door....

Lady: ji??

Haseena was About to speak when Pushpa ji started speaking

Pushpa ji : Namaste humara naam Sandya hai aur ye hai humari beti Anya..hum log kal he apke pados mein rehene ayee hai..

she said that with her award winning acting...

The lady got scared..

Lady: ji...ap bina ishare ke bhi bolegi toh hume samjhega..

Haseena : Maaf kijiye ..kabhi kabhi inhe dohore padte hai..

Pushpa ji looked at HM in shock..

Lady: bapre..

Pushpa ji : h..ha..zyada nahi bas 2 min keliye..

Haseena : ji hum yaha apse puchne ayee the ki yaha aas pass accha bazar konsa hoga? Vo hume kharidari karni hai..

Lady : O accha..aiye n andar aiye..

They went inside..

Pushpa ji : vaise apka naam?

Lady: ji Avika

Haseena : toh Avika ji aap hume bata sakti hai yaha aas pass konsa accha bazar hai??

Avika: kyu nahi kyu nahi zarur batayenge.. yahi maas mein he ek meena bazar hai vahan cheeze ekdam sasti aur vyajbi daam mein Milti hai..hum aur Malti toh vohi jate hai..

Pushpa and Haseena exchanged glances...

Pushpa ji : kon Malti??

Avika: are apne Balwan bhaiya ki lugaiee...

Pushpa and Haseena again exchanged glances..to confirm Haseena Asked..

Haseena: kon Balwan bhaiya??

Avika: Are ap Balwan bhaiya ko nahi janti ?? Kamal hai...

Pushpa: are aap Balwan toh aise bol rahi hai jaise Amitabh Bachchan ho..(again in her award winning acting)

Avika again Glared at her..

Haseena : Dohore..dohore...

Pushpa ji made face..

Avika: accha..

Haseena : ap ye sab chodiye bataiye n kon Balwan Bhaiya??

Avika: are apne Balwan Tomar bhaiya...Pata hai sun ne mein aya hai ki pehele vo ek bohot bade gunde the...par saalo pehele ye galat rasta chod kar aman aur shanti apna li thi unhone...

Haseena : ye toh bohot aachi baat hai...vaise..rehete kaha Balwan bhaiya??

Avika: ap kyu jan na chahte hai??

Pushpa: a..vo..vo abhi ap he ne toh bola n ki ap aur Malti ji saath jati hai Kharidari karne toh hume bhi jana hai Kharidari karne toh humne socha ki ap dono ke saath he chalenge.. isiliye pocha aur kuch nahi..

Avika: oo..vo toh yehi aage ek kirana dukan hai n bas ussi ke samne wala ghar hai unka...

Pushpa ji : oo...vaise karte kya Balwan ji??

Avika: bohot bada doodh ka kar khana hai unka...bade bade sheron mein doodh Pohochane ka kaam karte hai...

Haseena and pushpa nodded

Haseena: accha toh ab hum chalte hai...

Avika: par apne toh kaha tha ki apko kharidari karni hai..

Pushpa ji: haa toh hum sham ko jayege n..shaam ko ap hum aur Malti ji saath mein jayege..chaliye Maddam sir...

Avika: (confused) Maddam Sir??

BGM - A..Lag Gaiee...

Haseena: A..vo..ye..ha..ye humari saas hai n..toh tana de rahi hai hume..

Pushpa ji: haa..haa..O Maddam chalogi ya yahi rehene ka irada hai??

Haseena: ha..ha chal rahe h...

And they both left..

Haseena : Pushpa Ji...hume jald se jald Malti Ji se bhi dosti karni hogi taki hum Balwan Tomar ke ghar mein ghus sake..

Pushpa ji : jee Maddam sir..



Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top