Part-47
"Shruti abhi ke abhi preeta ko call kar "....... shweta said in a heavy voice.
Shriti- lekin aunty ....preeta ko
Shweta -( teary eyes)Shruti iski haalat to dekho
Shruti just nodded in yes and dialled preeta's number .
Screen shifts
Preeta was shown sitting on the bed,her head was covered with bandages.....tears were continuously flowing from her eyes.
Preeta- meine ye sahi nhi kiya .....hamare paas or bhi option ho skte ....the ....tum karan ko nhi jaanti saarika .....vo khud ko ,pagal hain vo ,sarfira ,bewakoof, or meri kamjori ,khud ko Sambhal nhi Pata vo
Sarika - preeta tumhe usse churakara chahiye tha isse accha time kya hoga yaar ......abb usse believe ho gya Hain you are no more ....
Preeta- ( tearfully) issi ka to darr , vo nhi maanega Sarika, pagal hain vo ,khud ko kuch liya to
Sarika- are you crazy......kar liya to kya preeta , yhi deserve karta hain ,sab aadmi ek jese hote hain jism mila phenk do ladki ko
Preeta- tum galat samjh rhi ho baat jism ki nhi ,vishwas ki hain Sarika, vishwas nhi kiya , meine usse apni rooh Maan liya or vo .........pagal ye bhi naa jaan ska ki I am mad for him......( tearfully) pagal hun mein uske liye.
Sarika- preeta .......( She rubbed her back to console him ) .....Don't cry please
Suddenly her phone started ringing.
Preeta- Shruti ki call
....she hurriedly recieved the call.
Preeta- Shruti ....
Shruti- ( stammering) pre.....pre...preeta vo ....vo....yaar ....karan ne na
Preeta- ( worriedly) kya kiya usne
Shruti-usne ......vo preeta ....vo usne chat se kood gya .....usne
Preeta grip lossened on the phone.....her hands started shivering.
Sarika - ( kept her hand on preeta's shoulder) preeta sab thik haina
Preeta- ( screamed) "karannnnnnnn...".
Screen shifts
Shweta - humne karan ko galti ka ehsaas dilane ke liye itni badi galti kar di .......( Tearfully) mera baccha
Shruti- please aunty aap ..... royiye mat ,please
Shweta - vo mujhe maaf nhi karega Shruti ....
Shruti - aunty please sambhaliye khud ko
Veer - aunty aap dekhna sab thik ho jayega kuch galat nhi hoga ..... please 🥺, aapne jo sab kiya sirf unn dono ki bhalai ke liye kiya
Shweta-( tearfully )hum sab ne milkar karan ke saath galat Kiya hain ......bhout galat Kiya hain veer
Preeta reached the hospital ....her clothes were wet ,as it was raining heavily outside, her eyes were swollen ,her face pale and foots wounded ,as she was standing barefeet
Shruti's eyes fell on her ,she immediately ran towards preeta and hugged her tightly,preeta was just standing there lifeless.
Shruti - pree tu fikar mat kar kuch nhi hoga usse .....( She cups her face ) kuch nhi hoga ....dekh mujhe ,sab thik hojayega ok
Preeta- ye sab meine......Shruti ....( Hiccuping) ye jaante hue bhi ki vo kesa hain ,meine .....mujhe usse chodkar nhi jana chahiye tha Shruti ...ye kya kar diya meine ....Shruti....
She cried out out hugging her tightly.
Preeta- agar usse kuch hogya na Shruti ,mein jee nhi paungi ......mein kya karungi
Shruti- preeta doctor koshish krre haina , ( caressing her hairs) kuch nhi hoga usse .....dekh mujhe
Preeta broke the and looked at with teary eyes and nodded in yes weakly
Shruti - tu chl dekh shweta aunty bhi vhi hain.....chl mere saath
Preeta weakly came to shweta and sat beside her, she looked at her with teary eyes.
Shweta - ye kya haalat bnai Hui Hain tune apni preeta......aare apna nhi to iss baccha ka to soch le tu , tum dono ke ladai jhagdo mein iss masoom ka kya dosh .......she said sternly
Preeta- ( weakly) humne bachpane mein aakar kya kar liya hum dono khud nhi jaante maa ,sorry bol rha tha vo maaf kar Dena chahiye tha mujhe kya karu mein
Shweta - sahi kha .....bilkul sahi kha , pyaar tumne kiya ......or saza isse de rhe ho , samjh nhi aata mujhe tum dono ka ....saath rehkar jee nhi skte ,durr rehkar marr jaoge ,kareeb aana pasand nhi ..........chaate kya ho tum dono
Preeta- ( tearfully) vo jesa bhi haina mera hain ....... accept kar liya meine ,jesa hain mera hain , harr insaan perfect nhi ho skta .....nhi chahiye perfect mujhe, mere liye vo hi khaafi hain ..... sambhal lungi mein usse , uska bachpana .....uske nakhre....uski bewakoofyian sab .....kyoki vo mera hain
Shweta - kyonki vo Tera hain ....kuch nhi hoga usse , hmmm......she smiled with teary eyes.
Aftersome time doctor came outside from the ICU......veer immediately ran towards him .
Veer- doctor is he ok ??....I mean abb uski condition
Doctor - dekhiye patient khatre se bahaar hain lekin .......unko chot jyada aayi , right leg or right hand mein fracture hain .....fingers ko jyada move nhi karna Hain or sarr mein bhout gehri chot aayi hain .....heal hone mein Kam se kam 3 month ka time lagega ..lekin hosh shyaad subah tak hi aayega
Preeta closed her eyes joining her hands together,tears started flowing from her eyes.
Shweta -( rubbing preeta's back ) suna tune vo khatre se bahaar se phir ro kyun rhi hain
Preeta- apni stupidity par ......na mein ye sab karti ,na karan ye sab karta ,na use koi chot lagti
Shruti - khud ko blame karna band karo preeta tum , atleast usse realise to hua na ki tum uske liye kya ho ....tumhari importance ka pta to chla usse
Preeta- aisa realisation.....jisme mere karan ko itna dard sehna pada vo bhi sirf uski preeta ki vajah se ,Shruti iss ek saal mein 4 baar hospital aa chuke hain hum uske liye ,khud ko itna dard kyun deta hain vo
Shruti- ye Jo tum usse choote bacche ki tarah treat karti hona preeta isse vajah se vo haisa hain , thoda nakhre vakhre Kiya Karo yaar .......koi baby nhi hai vo
Veer- iski baaton se na Mujhe apna future saaf nazar aa rha hain ....
Shruti glared him .....he started looking all around the corridor ignoring her gaze .
Guys in the next part I will give you flashback of the past ,so you can able to understand the whole scenario.
How was the chapter please tell me the door comments.❤️
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top