Vivah
They came back to Dwarka.
Rukmini, Revati and Balram was waiting for them. They took Radha with them to another room.
Rukmini: Toh kya kaha tumne??
Radha (blushed): haa
Revati (twirling Radha and Rukmini): hum bohat khush hai. Humara iccha purn hone wala hai Radha Krishna ka vivah.
Rukmini smiles.
After few days
Radha Krishna
Rukmini
Revati:
Balram look
Rukmini: Radha tumhe vivah ki dhero shubhkamnaye.
Radha: Dhanyawad Rukmini.
Balram: Radha ab tum thora vishram karlo.
Radha: thik hai.
Rukmini: chalo Radha hum tumhara naya kaksh dikhate hai
Radha nods.
Balram saw Krishna was tensed.
Balram: Kya huya Kanha?? Tumhara Vivah huya hai aur tum chintit ho ??
Krishna: Dau kuch hone wala hai.
Balram : kintu kya Kanha
Krishna: Rukmini ke bhrata Rukmi punah apni samast sena ke saath dwarka par aakraman karne ka yujna kar raha hai.
??: Kya...
Krishna: Rukmini aap yaha
Rukmini: Shree Krishna kya saty mein mere Bhrata punah dwarka mein aakraman karenge
Krishna: haa...
Krishna: Rukmini shaant ho jaaiye.
Rukmini: Kaise shaant hojaaye Shree Krishna. Humare apne bhrata humari khushi ke baare mein nahi sochte hai .
Krishna: Rukmini aap chinta mat kijiye sab thik ho jaayega. Yeh humara vachan hai. Ab aap vishram kar lijiye. Aur chinta mat kijiyega.
Rukmini: hmm
(Rukmini and Balram went)
Krishna: Radha... Tum bahar aa sakti ho
Radha: Krishna tumhe gyaat tha ki mai yahi par hu.
Krishna: ab Radha aaye aur Krishna ko gyaat na ho aisa ho hi nahi sakta hai.
Radha: Krishna mai Rukmini ko aise dukhi nahi dekh sakti. Tumhe kuch karna hoga.
Krishna: thik hai..
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top