13

Aaj yun hi
Unko galiyon se fir gujre hum
Wahi rasta paya meine
Tha wahi manjar aur pawan
Wahi ghar the
Chaubaare wahi
Wo bhi wahi the
Hum bhi wahi
Jo na tha
Wo tha
Hamari bich ka prem
Bhao
Ban chuke the aab
Abhao
Prem bana
Paap aab
Apne ho chuke paraye!

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top