CARING HUSBAND 🥀
Chapter -15
🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀
क्या तुझे अब ये दिल बताये
तुझपे कितना मुझे प्यार आये
आंसुओं से लिख दूं मैं तुझको
कोई मेरे बिन पढ़ ही ना पाए
यूं रहूँ चुप
कुछ भी ना बोलूं
बरसों लम्बी नींदें सो लूं
जिन आँखों में तू रहता है
सदियों तक वो आखें ना खोलूं
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
जिस शाम तू ना मिले
वो शाम ढलती नहीं
आदत सी तू बन गयी है
आदत बदलती नहीं
क्या तुझे अब ये दिल बताये
तेरे बिना क्यूँ सांस ना आये
आंसुओं से लिख दूं मैं तुझको
कोई मेरे बिन पढ़ ही ना पाए
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
हाठों से गिरने लगी
हर आरज़ू हर दुआ
सजदे से मैं उठ गया
जिस पल तू मेरा हुआ
हाठों से गिरने लगी
हर आरज़ू हर दुआ
सजदे से मैं उठ गया
जिस पल तू मेरा हुआ
क्या तुझे अब ये दिल बताये
क्यूँ तेरी बाहों में ही चैन आये
आंसुओं से लिख दूं मैं तुझको
कोई मेरे बिन पढ़ ही ना पाए
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
मेरे अंदर खुदको भर दे
मुझको मुझसे खाली कर दे
____________________________________ Ab Meerab ko neend nahi aa Rahi thi toh Murtasim ko kaisa neend aati , voh bhi puri raat use saath jagta raha . Murtasim was sitting on the left side of the bed with folded legs in white night shirt and matching lowers while Meerab was lying on the right side of the bed on her stomach down on same white night clothes matching with Murtasim .
They were both talking randomly on some topics or mainly you can say it was Murtasim who was talking while Meerab was just listening to him and talking in between a few sentences or words .
Phir Subha Jaldi uth Kar Meerab ko doctor ke pass hospital le Gaya . Voh uske liya bhut zayada concern feel kar raha tha , doctor Ansari Murtasim ke kehna per aaj hospital apna duty time se pehla aa gai thi . Meerab aur murtasim ka gaadi main baithta hi Salvan ne gaadi hospital ki taraf dauda di aur kuch hi wakt main voh hospital pahunch gaye . Upon entering doctor Ansari's cabin she took Meerab with her . Unhone meerab ka though full body check up kar Rahi thi wahin murtasim unka cabin main wait kar raha tha . Kuch ghanta baad dono cabin ke ander aaye .
Murtasim bola , " doctor any problem ?"
Toh doctor Ansari boli , " no yeh har ladki lo hota hai . But Apki wife main iron ki kami hai Jis ki wajh se yeh primary dysmenorrhea hai . Iska kisi bimari se koi connection nahi hai . Yeh Mansik , sharirik aur unka khana peena per depend karta hai . Aur apki wife ko toh aap dekh hi rage hain , Shayad shuru se hi unhone khud ka khayal nahi rakha aur ache se dhayan nahi diya apni health per isliya yeh problem ho Rahi hai . Acha hua aap unhein le aaye . Zarurat se zayada pain hona bhi theek nhi hai and if ut is it should be treated on time . Well Maine medicines likh di hain aap unhein time se de dijiyega."
Doctor Ansari ki baat sunkar murtasim ne Haan main sar hilaya sar bola , " What is primary dysmenorrhea?"
Doctor Ansari boli , " Primary dysmenorrhea is the cramping pain that comes before or during a period. This pain is caused by natural chemicals called prostaglandins that are made in the lining of the uterus. Prostaglandins cause the muscles and blood vessels of the uterus to contract. Don't worry after meditation she will be alright ."
Murtasim ne doctor ki baat ko dhayan se Sunna aur Haan main sar hilaya .
He was about to get up when she spoke again when she said , " aur ek baat Mr khan unhein iss time per ache se khana khane ke liya bole aur zada se zada water intake karein ."
Murtasim acknowledged that advice saying yes to her by nodding his head aur phir doctor Ansari ne ek parchi Murtasim ko di jisme medicines ke naam likha hua the .
Murtasim jaata jata bola , " doctor ab theek hai na meri wife ?"
Doctor Ansari boli , " haan agar phir se problem ho toh aap dubara unhein hospital le aaiyaga."
Phir Murtasim aur Meerab dono medicine dispensary ki taraf gaye aur medicine lekar wapas ghar ke liya gaadi main baith gaye . Salvan ne gaadi start ki aur khan palace ki taraf lejana laga .
Meerab apni watching dekh ker boli , " mera college jaana ka time ho Gaya hai , aap ghar ki taraf kyun le jaa rahe hain ?"
Toh Murtasim bola , " kyuki tüm aaj college nahi jaogi ."
Meerab usse hairaan hokar dekhna lagi , uske chehra se saaf pata chal raha tha ki voh puchna chahti hai ki " kyun..?"
Toh Murtasim bola , " main nahi chahta ki tum kuch din college jao ."
Meerab mann hi mann boli , " kya mera periods ki wajh se mujha jaana nahi Dena chahta per main ..?"
Aur boli , " apko pata hai dean ne mujha bataya ki mera baare main college main ru.."
Voh baat puri bhi nahi kar pai thi ki , Murtasim tapak se bola , " mujha pata hai tumhara baare main college main kya rumours chal rahe hain , don't worry Maine sab control kar liya hai aur jinhone yeh kiya hai unhein bhi punishment mil gai hai . Tumhein ab koi pareshan nahi karega , if they do tell me I will see to it ."
Yeh sunkar Meerab hairaan reh gai , Murtasim ne usse dekha aur usje sar ko pyar se thapthapana laga aur bola , " vese choti gilhari tumhe bataya nahi ki tum bhut achi painting kar leti ho ? Tumne sab ki painting banai , yahan tak ki servants ki bhi lekin meri kyun nahi banai ? Pata hai maine apni pairing kitni baar khoji ?"
Meerab mann main boli , " kyaaa..? Dadaji ne inhein paintings dikha di ? Per kyunnnn? Kya Dadaji aap bhi na !!
Voh kuch nahi boli , Murtasim bola , " bolo na meri painting kyun nahi banai ?"
Meerab phir chup hi Rahi . Murtasim phir bola , " Batao na mujha janna hai , tumne sabki painting banai bas apna husband ki nahi banai , main wajh janba chahta hoon ."
Meerab sar neecha karke chup chap baithi rahi .
Murtasim ke baar - baar puchne per Aakhir main voh chidh gai aur chidhta hua boli , " ofoo, har time esa Sadiyal expression lekar ghumenga toh kon bewacoof aapki painting banana chahega ?"
Yeh sunkar Salvan apni hasi rok nahi paya , yeh sach tha ki meerab ne murtasim ko kabhi bhi hata hua nahi dekha tha aur voh tabhi painting banati thi jab uska mann hota tha aur usse koi cheez achi lagti thi toh uski painting bana deti thi , Murtasim usse ghur kar dekhna laga .
Meerab sar neecha karke dheera se boli , " unhein mat ghuriya , aap uss time yaha nahi the main ..."
Murtasim bola , " koi baat nahi , I can understand."
Voh mann main bola , " dono maa - beti ek jaisa hain."
Aur Meerab ko pyar se dekhna laga , meerab jaan bujhkar dusri taraf khidki ke bhar dekh rahi thi .
Murtasim bola , " kya tum bhi apni maa ki tarah banna chahti ho ?"
Murtasim ki baat sun kar Meerab ne Haan main apna sar hilaya toh Murtasim ne uska sar ko pyar se sehlaya , uska face per halki si smile aa gai .
Meerab ne usse dekha aur mann hi mann khud se boli , " uff that smile ! Smile karta hua yeh itna handsome aur good looking lagta hain phir pata nahi itni kanjoosi kyun karta hain ?"
Voh khan palace pahunch gaye . Voh living room main jab pahuncha toh wahan sabko ikatha dekh Kar hairaan reh gaye , voh log aankein phade kisi cheez ko dekh rahe the .
Murtasim bola , " esa kya hai jo tum sab aankein phade dekh rahe ho ? Aur koi kaam nahi hai kya ?"
Toh shahmeer bola , " mujha toh pata hi nhi tha ki main itna handsome aur cute bhi hoon."
Aur apni painting dikhai aur jakar Meerab ke pairon ke paas baith kar uska pairon se little puppy ki tarah lipat kar bola , " I love you bhabhi , aap bhut ache ho , the best ho .."
Murtasim ne painting ko dekha meerab ne sach main uska bhai ki cute painting banai thi , yeh dekh Kar murtasim ko apna hi bhai se jalan hone lagi , infact sabse ho Rahi thi . Sabne Meerab ko gher rakha tha aur uski tareef kar rahe the . It's not that he was not happy to see his family loving his wife like their own sister but he was jealous that his wife didn't even try to make his painting . Voh sab aap apni painting rakhna chahta the jo Meerab ne itna pyar se banai thi , voh dadaji se bhi bol chuka the per dadaji saaf mana kar rahe the .
Shahmeer bola , " bhabhi dekho na dadaji Hume apni apni paintings rakhna nahi de rahe hain, voh keh rahe hain ki voh hum sab ki tasveerein apna kamra Main lagana chahta hain , yeh kya baat hui ?"
Meerab ne dadaji ko dekha aur muskurai aur boli , " Maine unke liya hi yeh sari paintings banai thi ."
Yeh sunkar sab usse esa dekhna laga jaisa unhein biccho ne dank Mara ho aur idhar murtasim ko sab ignore kar rahe the , Jis ki wajh se voh bhut gussa ho Gaya tha aur sabko ghur ghur kar dekh raha tha . Aur apni little wife ko esa itna saare aadmiyon ke beech ghira dekh Kar aur apna chota bhai saga bhai ko uski wife ke pairon main lipta dekh Kar voh ander hi ander jal bhun kar koyla ho Gaya tha .
Voh mann hi mann bola , " meri biwi ko iss tarah se gherna ka kya matlab hai ? Voh sirf meri hai , my wife lekin phir bhi usme meri , apna husband ki hi tasveer nahi banai . Kya meri shakal itni kharab hai ? Painting banwana ke liya kya hasna zaruri hai ? Per sab toh kehta hai ki main bhut handsome hoon , tohhh isme char chaand lagane ke liya kya mujha hasna bhi padega ? Oh god ! No ,no, no ... ufff ..! Yeh kya Bala hai ?"
Voh bheed ko hatata hua Gaya aur Shahmeer ko ghur Kar dekha phir apni little wife ka arm Pakad Kar usse apni bahoon main apna dil ke kareeb kheench liya , sab log ussa hairaan hokar dekhna laga . After all the man of ethics and devils lord never did anything like this, like being so possessive and too touchy.
Pratyush bola , " Hume pata hai tumhe jalan ho Rahi hai , humse bhi kya jalna hum young madam ko kha thodi na jayenga ."
Toh Murtasim usse apni eye brow chada kar dekhta hua bola , " voh paintings Dadaji apna room main lagwana chahta hain voh unki wish hai , tum logon ko khush hona chahiya . Tum logon ki itni achi painting meri biwi ne banai hai aur meri hi painting nahi banai .."
Yeh last ke words usne ek ek shabd ko chaba - chaba kar kaha tha , sabne notice kiya . Unhone yeh bhi notice kiya ki un sabki tasveerein thi lekin murtasim ki toh thi hi nahi , sabne meerab ko dekha jaisa Meerab ne kisi ka murder kar Diya ho .
Voh apna bachav main boli , " main sirf .." aur voh chup ho gai .
Shahmeer apni pyari bhabhi ka bachav karta hua bola , " I think bhai cute nahi hain na isliya bhabhi ne unki painting nahi banai aur toh aur humesha sadiyal expression lekar ghumta rehta hain . Bhai kabhi hans bhi liya karo yrr , Zarur isliya bhabhi ne aapki painting nahi banai hogi , dekhi ya sari paintings ko in sab main hum sab kitna khush hai dekho - dekho .."
Murtasim ne shahmeer ko dekha aur usse esa laga jaisa uska bhai uska mazak uda raha ho , ki agar aap humesha esa hi sadiyal rahoga toh esa hi hoga .
Shahmeer phir bola , " uff bhai ab apki shadi ho gai hai , bhabhi ke saath esa ek khadoos teacher ki tarah mat raha karo but be happy and vibrant." Sab usse dekh Kar muskurane laga .
Meerab beech main boli , " ummm main , main change Kar ke aati hoon .."Aur voh waha se nikal kar seedha stairs chadh kar apna room ki taraf chali gai .
Tabhi Shahmeer bola , " bhai please dadaji ko manao na ki voh bhala hi in logon ko apni painting rakhna na dein Lekin meri painting mujha rakhna dein. Mujha meri painting aur meri shakal bhut pyari hai main isme itna cute lag Raha hoon , mujha meri painting chahiya toh chahiya ."
Aur apna ghutnon ke bal chalta hua murtasim ke paas aaya aur uske pairon se ek bechara puppy ki tarah lipat Gaya . Aur apna mota - mota aansu bahata hua bola , " main toh apka chota sa nanha sa pyara sa bhai hoon na ? Aap itna sa bhi nhi kar sakta mera liya , aapke paas toh bhabhi hai voh aapki painting ek din bana hi dengi per main Roz - Roz toh cute mhi dikhata na ? voh meri itni cute painting dubara thodi na banayengi aur toh aur kal se mujha office bhi toh jaana hai , iss bacche ke saath toh zulm hi zulm ho rahe hain . Aap mujh per esa zulm nahi kar sakta please bhai ."
Aur phir dahada maar - maar kar Rona laga aur uska pairon ko chod kar farsh per lait Gaya . Voh aapna haath pair maarta hua Rona laga . Voh kişi zıddi baccha se kam nahi lag Raha tha . Sab log usse esa karta dekh kar ek pal ke liya toh dar hi gaye the , yeh murtasim ko manane ki ninja technique thi , voh esa karke murtasim ko mana kar hi rehta tha kyuki voh janta hai ki uska bada bhai usse rota hua ya Takleef main nahi dekh sakta .
Murtasim bola , " tum sirf isliya itna ro rahe ho kyuki dadaji tumhein apni painting rakhna nahi de rahe hain, tum kya jaano yaha meri hi biwi ne meri hi painting nahi banai iss baat ka mujha Kitna dukh ho Raha hai , huh ! Tum kya samjhoga meri Takleef ." Toh yeh baat sunkar sab hasne laga aur murtasim unhein bas ghur raha tha jiska unper koi asar nhi ho raha tha .
Oriyan bola , " big boss agar aap esa sada expression apna charming face per lekar ghumenga toh esa hi hoga na , well agar aap esa sadiyal banker nhi ghumoga toh Shayad young madam apki bhi ek achi si painting bana de , aap kabhi hasta bhi toh nahi hain na , apko pata hai aap hasta his bhut handsome aur charismatic lagta hain .."
Murtasim bola , " toh kya main abhi bhut bura nazar aa raha hoon ?"
Shahmeer bola , " ohhh , aap baat palat rahe ho bhai, aapko apni khubsurti ki padi hai apka paas itni khubsurat aur itni talented wife hai aur aap itna handsome aur dashing ho , main toh yeh baat stamp paper per likh kar dena ko taiyar hoon , aap bas dadaji se meri cute si painting dilwa do ."
Dadaji beech main bola , " tumhe kya lagta hai esa karka tum apna bhai ko mana sakta ho ? Main kisi ko bhi paintings nahi dene wala jo karna hai kar lo ."
Aaron bola , " kya dadaji aap bhi bacchom ki tarah zid kar rahe ho apna baccho se , yeh toh sarasar galt baat hai ."
Yeh sunkar dadaji ne sabko ghur kar dekha kaisa sabko apni chadi se maar - maar kar adhmara kar denga. Sabko unka intentions samajh aa gaye the , koi unse maar nahi khana chahta tha isliya sab chup ho gaye aur obedient bacchon ki tarah khada ho gaye . Shahmeer bhi Jaldi se uchal kar khada ho Gaya aur murtasim ke peecha jakar chup gaya .
Dadaji bola , " chup raho samjha , meri pota bahu tüm logon ke liya dusri painting bana degi ." Aur apna room main chala gaye .
Idhar university main har koi shocked tha ki Meerab ke baare main jo afwah college main failai gai thi voh itni Jaldi control kaisa ho gai , aur toh aur jisne yeh news failai thi usse principal ne uska parents ko bulwakar warning di thi . Sahana ne apni ek friend se yeh kaam karwaya tha sabse zayada shocked toh Sahana thi ki Meerab ko college walon ki taraf se clean chit mil gai thi aur toh aur usse Aamil ko khone se bhi dar lag Raha tha , kyuki usne Meerab ko dekha toh nahi tha lekin ussa pata chala tha ki meerab apna makeover karke wapas aai hai . Ab voh pehla jaisi nahi rahi , ab voh pehle se Zayada attractive aur charming ho gai hai . Ab toh voh logon ko jawab Dena bhi janti hai .
Voh Aamil se boli , " baby kya tum ab phir se apni ex girlfriend ke paas chala jaoga ? Maine usse dekha toh nahi per sab log ussi ki baat kar rahe hai ki voh pehla se zayada impressive aur attractive ho gai hai , sab ladke ab usse hi impress Karna ki soch rahe hain ."
Aamil bola , " main kyun uske paas jaunga ? Uss do kodi ki ladki ki itni Himmat ki usne mujha kick Mari ? Usse toh main kahin ka nahi chodunga , voh apna aap ko kya Samajhti hai ? Itni Himmat aai kahan se usme ? Pehle toh har baat chup chap maan leti thi , zubaan tak kholna ki Himmat nahi thi , lekin usne mujha laat Mari . Tum ussa zayada beautiful ho , voh tumhara samne kuch bhi nahi hai ."
Aamil ki baat sunkar Sahana ko tasalli mili voh boli , " öhö baby , you love so much , i am so lucky ." Aur usse kola bear ki tarah lipat gai .
Sahana aur Aamil ko relationship main aaye hua zayada din nahi hua the , dono Ameer family se belong karta the you unhein isse koi farak nahi padhta tha ki kon kya sochna hai .
💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕💕
Hey folks !!
Here is the new update for my lovely readers who appreciate my work and enjoy thoroughly. hope you all enjoy reading it as much as I enjoyed writing it .
Did you like zıddı shahmeer and jealoused Murtasim? Did you think murtasim is slowly falling In Love with his little wife ?
What do you think will happen next ? Can you guess that why did Meerab didn't paint Murtasim's painting? Did you like how all his friends were teasing him ?
Do tell me your thoughts about it and tell me your ideas about the same .. don't forget to read vote comment share follow . Vese toh target complete nahi hua but still I am here to give you yet another opportunity..
Please it's a request vote aur comment kar Diya karo acha lagta hai motivation milti rehti hai .
Vote - 30
Comment- 10
IsmitaSara Pinkkitkatobsession1 missuskhan Muznamalik18
Suhana_suffer ishh__mee Moonbean12 zeinakhan1012 Khola76
See you soon
Till then
Bubbye
Take care
Lots of love
Yours
Dear diary
Zoey
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top