Date?
Next day.
Raghuveer: Preeta aur kitni der lagegi taiyaar hone mein.
Preeta shouts from her room.
Preeta: Haa papa aa gayi.
She comes downstairs.
Her look:
Preeta: Mein to aa gayi Shrishti kaha hai?
Shrishti comes from behind and says.
Shrishti: Mein bhi aa gayi. Ab chalein?
Raghuveer: Haa haa cahlo wo intezaar kar rahe honge.
They all leave for Luthra Mansion.
Luthra Mansion.
They all were waiting for Aroras.
Rakhi: Ye sab to aa jayenge Karan kab aayega wo to isi ghar me rehta hai fir bhi late.
Karan: Mein aa gaya mom.
His look:
Just then Preeta , Shrishti and Raghuveer come.
Rakhi: Arre aap bhi aa gaye , aaiye na aaiye, baithiye. Preeta puttar tu to badi sohni lag rahi hai.
Preeta: Thank you Rakhi maa.
Listening this, Karan who was till now looking in his phone looked up and saw Preeta and got mesmerized seeing her. He was continuously staring her, feeling his intense gaze on her she looked up at him. And he immediately looked away.
He went and touched Raghuveer's feet.
Karan: Namaste uncle.
Raghuveer: Namaste puttar humesha khush raho.
Rakhi: Puttar wo khaana abhi tak taiyaar nahi hai hai to tum dono ek kaam karo Karan aur Sameer ke saath Ghar dekh lo. Tab tak hum Raghuveer bhaisahab ke saath baith jaayenge.
Preeta and Shrishti nod and get up.
Karan and Sameer show them the way to terrace first.
Karan: To ye hai humara terrace yaha se na raat ko aasman bohot acha dikhta hai. Mei to kabhi kabhi taaro se bhi baate karta hu. Tumhe stupid lagta hoga na? Lekin mei karta hu.
Preeta: Mujhe kyu stupid lagega mei to khud baate karti hu jab bhi mujhe maa ki yaad aati hai na to mei bhi taaro se baat karti hu.
Sameer: Acha chaliye ab mei aap logo ko apna room dikhata hu.
Karan: Arre wo tere room mei jaake kya karegi, ek kaam kar tu Shrishti ko apne kamre mei le jaa. Mei Preeta ko apne room mei le jaata hu. Fir tu bhi Shrishti ko leke aa jana mere kamre mei.
Sameer: Arre bhai sidhe sidhe bolo na ki aapko bhabhi ke saath akele mein time spend Karna hai.
Karan: Ai.......Aisa ku....kuch nahi hai. Mein To yuhi bol raha tha aur tu leke Jaa na Shrishti ko. Chal.
Saying this he holds Preeta's hand and takes her to his room.
(I will not be writing Shrishmeer scenes)
In Karan's room.
Preeta: Arre tum mujhe aise kyu lekar aaye, mei bhi Sameer ka room dekh leti , problem kya hai?
Karan: Arre tumhe kya problem hai? Ab hum aa gaye na yaha tum Sameer ka kamra baad mei dekh lena.
Preeta looks around his room and only his photos were there.
Preeta: Kitne self-obsessed ho tum pure kamre mein apne hi photos lagaaye hai.
Karan: Haa to mera kamra hai to mei apni hi photos lagaunga na.Tumhaari thodi lagaunga.
Preeta: Haa to Maine kab kaha meri photo lagao?
Karan: Tumhare kehne ka to yahi matalab tha na?
Preeta: Arre mere kehne ka kya matlab hai ye tumhe kaise pata arre Maine kaha to mu............
Karan(he puts his finger on her lips): Basssssssss. Kitna bolti ho yaar tum(Preeta glares him)What? Sach mein bohot bolti ho tum. Ab suno mujhe tumse kuch puchna tha.
Preeta signs to remove his hand from her mouth.
Karan: Bak bak to nahi karogi na(Preeta glares him) ab mei nahi hata raha.
Preeta looks at him with pleading eyes 🥺.
Karan: Ok hata raha hu magar meri baat sunna pehle.
He removes his hand.
Preeta: Tumne mer.........
Karan: Mei firse haath rakh dunga. Please pehle meri baat sunlo. Haa to mein puch raha tha ki aaj raat tum free ho?
Preeta: Tum kyu puch rahe ho?🤔
Karan: Arre tum batao na.
Preeta: Ha I mean 9:30 baje ke baad free hu. Meri shift hai 9:30 baje tak ki.
Karan: Haa to mujhe puchna tha ki
kyatummeresaathdatepechalogi?
He says in one breath.
Preeta: What? Arre kuch samjh aay aisa bolo.
Karan: Wo(takes a deep breath) Kya tum mere saath date pe chalogi?
Preeta: WHATTTT?!?😳😱
Karan: Pehle meri puri baat sunlo fir Jo kehna hai keh lena mein kuch nahi bolunga. Mei ye bol raha tha ki kya tum mere saath 'friendly' date pe chalogi.
Preeta: Ye friendly date kya hota hai?🤔
Karan: Matlab ki tum meri friend ho na?(Preeta nods) Haa to bas Jo as friends date pe jaate hai uss date ko friendly date bolte hai.. Aur mei isiliye puch rah tha kyoki kal mom dad baat kar rahe the ki hum dono ne shaadi ke liye haa boldi hai to unhe jaldi se shaadi bhi Kara Deni chahiye. To hum ek dusre ko ache se jaan le taaki shaadi ke baad koi problem na ho. Mei mom dad ko mana bhi nahi kar paunga agar wo mujhse puchenge to.
Preeta: Ooh! Waise papa bhi yahi soch rahe the unhone Shrishti se kaha tha ki ab wo shaadi ke baare mei soch rahe hai. Aur Shrishti ne mujhe keh dia.
Karan: Matalab tum aaogi na.
Preeta: Haa.
Karan: Fir mein tumhe 9:30 baje pick karlunga hospital se.
Preeta: Haa. Ok. Ab hume chalna chahiye sab niche wait kar rahe honge lunch ke liye.
They go downstairs.
In hall.
They both come down and see Shrishti and Sameer already there looking at them with teasing smile.
Ignoring them they sit for lunch with everyone.
After lunch Preeta goes to hospital while Karan goes to office.
Precap: Babydoll ❤️.
___________________________________________
Please give reviews and votes.
I know this was not so good but was busy in some work so please support.
Next chapter I will try to do good.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top