Baatein (Part 7)

Khamosh se gujarte he ye pal,

Jab saath koi hota nahi.

Baate lafzo ki kah deni chaheye,

Kyuki wakt kisi ke liye rukta nahi.


Baato-baato me insaan kafi kuch khe jaata he,

Samne wale ka dard samjata nahi.

Dard jo hadh se gujar jaye,

Insaan phele jaisa rahta nahi.


Jo likhar baya kare es dard ko,

Use sayar khelaya jata he.

Aur jo nah kar paye,

Use kayar khelaya jata he.


Kafa jo tum humse hojao,

Toh voh tumhari mazburi khelati he.

Kafa jo tumse hum hojaye,

Toh voh humari bewafai khelati he,


Azeeb si hoti he ye baate logo ki,

Na koi samj pata he esse.

Aur jo samj jaye,

Logo ne khuda se upper paya he usse.

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top