Dev Zara special
Concert
Maya ; ek baar khushi didi ko bhi toh best of luck wish kardeti hu
She goes to meet Khushi who is putting her cello properly in music room
Khushi : hey princess ready ho na
Maya ; ha didi, aapko bhi best of luck
Khushi : teri performance first hai na, jakar ready ho ja all the best meri behna ko (hugs her and leaves)
Maya : aap kitni achi ho didi, pata nahi kyu uss din aapse itni chid gayi mein (moves little backward and colliding with the cello)
The strings break little of the cello
Maya : oh no didi ka cello, yeh kaise ho gaya yaar ab main kya karu, iss baar bhi sab mujhe bla
Her name is announced for performance
"Sorry didi" Maya runs outside and collides with Zara but goes for her performance
Zara : yeh itni jaldi mein kaha bhagi ja rahi hai, phir se toh koi kaand nahi hua na
Yash :aa gayi tum kya hua
Zara : yash yeh Maya itni jaldi mein bhaag gayi kuch toh gadbad hai
Yash : areey uska naam announce ho raha hai performance ke liye, chal na mujhe kuch kaam hai
Maya's performance starts
Khushi comes to music room and gets shocked to see her cello strings broken
Yash : kya hua?
Khushi ; Yash mere cello kaise tut gaya, ab main perform kaise karungi (starts panicking in fear) kya karu mein
Zara doubts Maya suddenly
Yash ; Khushi go get ready, main kuch karta hu
"Tum kuch nahi kar saakte, can't you see iski strings tut gayi hai yaar I can't perform without it" Khushi cries
Rajiv ; behen kyu tension le rahi hai, dekh bhai please jaldi kuch kar
Yash ; tum dono jakar ready ho jao tab tak main kuch karta hu go (signals Zara to take Khushi)
Trio leaves
Maya's performance starts
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai Tu Muskura
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Chu Jara
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunati Hoon Main Aahatein Teri
Labon Se Aake Chhu Le Apane Lab Jara
Ayaan sees her performance little proudly how she followed his advice and understood it
Tu Mukura Jahaan Bhi Hai Tu Muskura
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunati Hoon Main Aahatein TeriAisa Hota Hain Khayalon Mein Aksar
Roo and Sahil gets teary eyes with her overwhelming singing sensation
Tujh Ko Sochu Toh Mahak Jati Hoon
Meri Rooh Mein Basi Hain Teri Khushbu
Tujhako Choo Loon To Bahek Jaati Hoon
Teri Aankhon Mein -2 Koi To Jaadu Hain
Tu Muskura Jahaan Bhi Hai Tu Muskura - (2)
Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Chhu Jara
Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
Badan Mein Sunti Hoon Main Aahatein Teri
Clap noise. Shrishti too gets very happy seeing her performance
Zara comes back to Yash who calls his friend quickly to fix the guitar.
Yash : kitna time lage ga
Guy : sirf 10 minute yaar
Yash : kya hai? kaha khoi hui hai tu
Zara : kuch nai main soch rahi hu aise bhai behen hone se acha hai ho hi nai
Yash ; what?
Zara : yeh khushi ki behen full on doubt ho raha hai mujhe ki yeh cello usne toda hai, bhul gaye kuch time pehle cheating karte hue pakdi gayi thi
Yash : zara meri so called jaisi behen, galti na insaan se ek baari hoti hai aisi baar baar nahi
Zara : toh phir aise choro ki tarah bhaag kyu rahi thi
Yash : kyuki uska naam announce ho raha tha
Guy : yash yeh le ho gaya
Yash : thanks buddy
Khushi : thank you thank you (hugs him excitedly)
Rajiv : behen thodi toh sharam karle yaha bhai kuvare baithe hai aur tu full on mode mein hai maltab had hai yaar
Dev ; areey chup (hits his head) aur jao naam announce ho raha hai
Rajiv : ek kaam karo tum bhi chalo hamare saath bahut maaza aayega
Sona : bechare ko kyu fasa rahe ho yaar, di aap jao jaldi se
Krissh ; ha isse pehle ek baar phir kohinoor ki jung shuru ho jaye
"Krissshh" Khushi grins at him
Yash : what kohinoor? woh toh london main hai na
Khushi ; excuse me yeh log na asli kohinoor yani jeeta jagta uski baat kar rahe hai
Yash : acha
Zara : areey yeh baatein chodo guys tumhara name announce ho raha hai go
"Best of luck" all wishes them
Performance starts
Khushi : .. zehnaseeb..
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb..
Mere kareeb, mere habib
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb..
She imagines herself dancing with Yash. He twirls her around
Tere sang beete har lamhe pe hamko naaz hai
Tere sang jo na beete uspe aitraaz hai
Is qadar hum donon ka bandhna ek raaz hai
Rajiv : Hua amir, dil garib
Since show is live, Jenny is able to see it on TV getting overwhelmed with his tone
Lena-dena nahi duniya se mera
Bas tujh se mujhe kaam hai
Teri aankhiyon ki shehar mein
Yara sab intezaam hai
Khushiyon ka ek tukda mile
Ya mile gham ki khurchanein
Yara tere mere kharche mein
Both impresses everybody. Rajiv too recalls his moments with Jenny
Dono ka hi ik daam hai
Hona likha tha yun hi jo hua
Ya hote hote abhi.. anjaane mein ho gaya..
Jo bhi hua hua ajeeb
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb..
Yash and Zara sees the footage of music room. Pari who follows them only sees the part where Maya is holding Khushi's cello
Pari ; yeh tumne sahi nahi kiya Maya (leaves)
Zehnaseeb.. zehnaseeb..
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb..
Yash feels her love in the the tone she sings and plays the tune in cello. Khushi's dream continues while she is singing
Hua amir, dil garib
Tujhe chahoon betahasha zehnaseeb..
Zehnaseeb.. zehnaseeb..
Tujhe chahoon betahasha
Tujhe chahoon betahasha
Zehnaseeb..
Loud noise of claps echoes inside stadium. Prithvi gets mixed emotions seeing Khushi first time during the whole performance
Naintara : thank you all participants for brilliant performance, I know everybody is very curious about results
All contestant gets very restless. Roo prays for Maya, khushi and Rajiv as well as other girls
Naintara announces the name of the ones who has to go for final round which includes Khushi and Rajiv. Maya is not able to qualify for next round but recalls her parent's words
"Wow didi congratulations" Maya hugs them happily
Khushi : thanks and sorry yaar tum hamare saath nahi aap payi
Rajiv ; behen tension kyu le rahi hai, hamari Maya bahut smart hai dekhna aise kitne concerts jeete gi aage
Maya ; woh na aapko sorry bolna tha for everything
Rajiv : areey tu hamari sabse choti nazuk kali hai koi baat nahi mujhse bhi hui thi galti (serious tone) lekin tension mat le tujhse koi complain nahi hai
Maya : waise didi woh actually kya na hai woh galti se maine
Khushi : kya
Maya ; aap jab music room se nikli thi na toh galti se mere haat aapka cello gir gaya aur strings kharab ho gayi
Khushi (smiles) ; koi baat nahi lekin dekh teri behen ne perform kar diya na, its okay acha tu ruka main na mom ko mil kar aati hu aur yeh meri dusri padaku behen pata nahi kaha chali gayi
Rajiv : areey mera kohinoor kaha ja rahi hai (goes behind her)
Maya sees Pari and Naintara talking something. Pari had shown footage where Maya dropped the cello of Khushi and also revealed the cheating issue which Maya did in school.
Maya : kya mila aapko yeh sab karke
Pari : shayad tum bhool gayi par main yaad dila sakti hu tumhe aur baaki sabko ki Khushi di meri jaan hai sab kuch hai mere liye
Maya : lekin woh cello maine nahi toda, yakeen nahi aata toh footage phir se check karlo
Pari : main nai manti (shouts out) pichli baar to maan liya maine Rajiv ke waqt par uss footage mein dikh raha hai di ka cello tumhare haat mein tha
Maya : iss bar main sahi hu mujhe kisi ko bhi prove karne ke jarurat nahi hai apni innocence
Pari : aakhri baar tumse keh rahi hu jo bhi meri khushi di ki khushiyo ke beech ayega usse mera woh roop dekhna hoga jo kisine nahi dekha
Maya (jerks her finger) : ungli neechi karke baat karo, varna abhi aap mujhe nahi janti chup hu na toh sirf apni mom aur khushi didi ki vajah se
Pari : yeh dhamki kisi aur ko dena, mujhe dar nahi lagta tumse ya kisi aur se aur ha aakhri baar bata rahi hu mere aur meri behen ke beech koi aaye yeh mujhe manzoor nahi hai
Maya : bahut pyar hai na khushi didi se par ek baat mein bata du, unke liye hum sab equal hai na koi kam na koi zyada, sabse pyar karti hai woh
Pari ; challenge nai dava hai mera ki khushi di iss duniya mein sabse jyada pyar sirf mujhse karti hai sirf mujhse, meri jaan basti hai unke andar
Maya : ek challenge mera bhi sunlo, I will prove it ke woh mujhe bhi utna hi pyar karti hai jitna baaki sabse aur mere liye kuch bhi kar sakti hai
"Aap logo ne aksar dekha hoga, movies ho ya real life aksar jab do behne ladti hai toh pyar ke liye apne boyfriends ke liye ya phir mom dad ke pyar ki vajah se par shayad hi aisa koi kissa hoga jaha aisa hota hoga, do behne apni hi behen ke pyar mein lad rahi hai, yeh baat mujhe kafi baad mein jakar pata chali lekin jisne bhi batayi usse mujhe kai jyada dukh hua yeh sab dekh kar ya jankar "
Ayaan witness everything from hiding behind curtain. Pari leaves from there
Maya : nai Pari yeh toh main prove karke rahungi ke Khushi di mujhse bahut pyar karti hai tumse jyada nahi lekin kam bhi nai, tum abhi mujhe janti nahi ho (turns around to see Ayaan)
Ayaan : shock kyu ho gayi mujhe dekh kar
Maya : kuch nai (starts to leave)
Ayaan ; apna point prove karne ke chakkar mein dusro ka nuksaan mat kardena Maya, ho sake toh apne andar ke toofan ko control karna sikhlo (leaves confused Maya behind)
Everybody goes back home
Luthra house
Shrishti reveals incidence to all while Sameer is proud of her for saving Tanya inspite of all bitterness
Karan : what? woh Prithvi wapas kaha se aa gaya
Shrishti ; pata nai jiju lekin aaya tha woh concert mein waise toh na mujhse yakeen nahi hai ko woh badal sakta hai phir bhi pata nai kyu bahut ajeeb laga usse dekh kar
Karan : i swear agar iss baar kuch bhi kiya isne chodunga nahi
Sameer ; waise tension ki toh ek hi baat hai khushi, agar galti se usse pata chal gaya ki khushi kaun hai pata nahi kya karega
"Khushi uski nahi meri beti hai (shouts scaring others" sirf meri aur Tanya, aur mein usse khushi ke aas paas bhi nai aane dunga, kuch nai kar payega woh mere hote hue" Rishab becomes very angry first time recalling Tanya and Khushi's vulnerability and goes from there
Karan : bhai ko itne gusse mein kabhi nai dekha maine yaar, Rishab ruk (goes behind him with Shrishti)
Sameer : waise bhabhi ek baat toh hai, Shrishti mein bhale hi tanya ko bhala bura kaha lekin bura waqt aane par uske saath sabse pehle woh bhi khadi rahi
Preeta : sameer iss waqt tension mujhe sirf tanya ki ho rahi hai, kitni mushkil se woh aur yeh sab
Sameer ; lekin mujhe pura bharosa hai apne Rishab bhaiyaa par, tanya, khushi aur pari unki zindagi hai kuch galat nahi hone denge kisi ke saath
Oberoi house
Tanya shakes with fear holding both her knees together recalling the horrible night again and Prithvi's threat before leaving years go
"Rishab woh vapas aa gaya, maine kaha tha na woh chup nai bethe ga" Tanya hugs him shivering with fear
Rishab (kiss her head) : kuch nahi hoga tumhe, main hu na aur meri Tanya itni kamzoor nahi hai (cups her face) look here agar khudh itni kamzoor ho jaogi khushi ko kaise handle karogi, apne andar iss toofan ko daba do varna tut jaogi
Tanya : rishab, woh raat kyu aayi meri zindagi mein (sobs out loud hugging him) uss aadmi mein itna bada zakham de diya mujhe ki chahkar bhi woh nahi mitega
"I promise you jab tak zinda hu tab tak koi aanch nahi aane dunga tum dono par" Rishab hugs her tearfully
In evening
Zara goes to Dargah to pray and get answers of her question
"Maula, mujhe yeh toh nahi pata ki inn lakiro mein kiska naam chupa hai lekin agar meri shiddat sachi hai toh mujhe raasta dikaho , kaunsi manzil chunu ek taraf apne ammi abbu ki izzat ya phir dev ki salamati uska pyar mera ek faisla sabki zindagi aabad kar sakti hai ya barbaad" she joins her palms together
Ya Nizamuddin Auliya, Ya Nizamuddin SalqaKadam Badhaa Le, Hadon Ko Mitaa Le,
Aaja Khaalipan Mein Pee Ka Ghar Tera,
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan Mein
Tere Bin Khaali Aaja, Khalipan MeinOooooo... Oooooo...
Oooooo... Oooooo...
Oooooo...Rangreza
Rangreza
Rangrezaa...
Ho... Rang-Rezaaaa..
Dev arrives to dargah as well knowing Zara comes to pray often around same time
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Faya Kun,
Faya Kun, Faya Kun, Faya KunJab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha
Both have hit and miss inside dargah
Jab Kahin Pe Kuch Nahi Bhi Nahi Tha
Wahi Tha Wahi Tha Wahi Tha Wahi ThaWoh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi MaayaWoh Jo Mujh Mein Samaya
Woh Jo Tujh Mein Samaya
Maula Wahi Wahi Maaya
They tie the thread touching each other's hands feeling the presence
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Sadaqallahul-Alliyul-AzeemRangreza Rang Mera Tan Mera Man,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Man
Rangreza Rang Mera Tan Mera Man,
Le Le Rangaayi Chaahe Tan Chaahe Man
Zara gets restless every moment. Her heart beats faster with rising questions inside and have no answers to it. She fights with storm inside
Sajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti LauSajra Savera Mere Tan Barse
Kajra Andhera Teri Jalti Lau
Katra Mila Jo Tere Dar Par Se
O Maula... Maula... Aaa...Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Kun Faya Kun
Zara : tum yaha
Dev ; kyu, apne allah se sirf tum dard baat kar sakti ho, aaj mujhe bhi apne sawal ka jawab chaiye tha toh aa gaya
Zara : kaisa sawal
Dev : jo tumhe andar se kha raha hai, kaunsi manzil aur kaunsi rah par chalna
Zara : mere liye toh har darwaza uss ret (sand) ki tarah hai jo phisal te hue der na lage agar maine uske bahar kadam rakha toh
Dev : meri mom kehti hai ki dev agar koi cheez hamare bas mein na ho uske peeche bhagna bewakoofi hai, haathoh ki un lakeero ko badalna kisi ke bas ki baat nahi hai
Zara : aaj mujhe mere allah ne ek ishara toh de diya chahe hamari kismat jude ya na (holds his hands) lekin agar maine mobhabbat aur shiddhat sach dil se ki hai na toh meri sahi manzil zarur milegi kahi kisi din
"Mere baccho Allah ke darwaze se koi khali haath nahi jaata, woh apne har chahne walo ko uski manzil dikhata hai, sab uss par chodh dena chaiye, allah uski madad karta hai jo uske dikhaye hue raaste par chale aankhe band karke, Amen" Fakir blesses them
Main taa tere naal hi rehna ji
Har gham sang tere sehna ji
Zara : sahi kaha mujhe allah ki di hui har chunauti qubool hai
Main taa tere naal hi rehna ji
Har gham sang tere sehna ji
Jo jag se kaha na jaaye woh
Mujhko bas tujhse kehna ji
Dev : soch lo zara kahi yeh mohabbat aage jakar humare rishte ko na badal de, yeh samaj hamare iss ishq ko dusri nazaro se dekhe ga
Zara : manzoor hai hume yeh inteqaam bhi , hoga wohi jo allah ki marzi hogi
Dev : agar kisi din tumhara yeh honsla tut gaya toh kya kaorgi
Zara : hamari ibadat iss mohabbat ko har toofan ko haraye gi, phir chahe woh ek dusre ke saath ho yah ek dusre se dur ho kar
Dev : aur kya naam denge iss rishte ko, iss mohabbat ko
Zara : aisa ishq jo puri duniya se bagawat kar jaye, aisi ibadat jo allah ke barabar ho
Dev : lad paogi duniya se apne parivaar se, aur khudh se
"Pyaar sirf karne ka nai nibhane ka naam bhi hota hai aur yeh himmat main rakhti hu jab tak mere andar woh honsla bana rahega main ladungi, aapko humse yeh mohabbat qubool hai" Zara forwards her hands
"Qubool hai" Dev puts his hands on her whole heartedly and vows to stand with her in all problems
Both shares eye lock holding each other's hands when a fakir blesses them
Sohna sohna itna bhi kaise tu sohna
Sohna sohna itna bhi kaise tu sohna
Tere ishq mein jogi hona
Mainu jogi hona
The duo ties the thread on the tree outside to fulfill their wishes
Zara : kehte hai ki jab hamari kamna puri ho jaye toh yaha aakar yeh dhaga chodhna chaiye
Dev takes her to temple as well to get blessings
Zara : mein kabhi mandir nahi gayi hu
Dev : toh kya hua tum hi kehti ho na har cheez mein batvara ho sakta hai lekin bhagwaan mein nai woh alag baat hai ki insaan ko har dharam mein fark dikhta hai
Priest ; dev beta aao na
(Preeta takes dev every other weekend to same temple)
Dev : pujari ji yeh hai zara,
Priest : tum musalman ho?
She nods and covers her head like hindu girl as one worker in her house was hindu woman.
Dev : pujari ji, yeh dharam karam ka itna bhed bhav kis liye hai toh hum sab ek hi dharti maa ke bete na phir bhi, sochiye jis bhagwan ki roz puja karte hai unhe bhi toh kitna dukh hota hoga ki unhi ke banaye hue iss duniya mein inti nafrat bhari hui hai
Priest : apni apni soch ka natija hai yeh lekin ek baat sahi kahi tumne beta yeh ek tarah se apne bhagwan ka apman hai jo dusre insaan ko galat nazar se dekhta sirf isliye kyuki woh alag hai humse, aao beti aage badho
Zara and Dev prays together offering water and milk on shivling. They lights the lamp and flows in river nearby with other people
"Uss din ek baat samaj aayi mujhe ki himmat pyar nahi balki khudh par bharosa deta, Zara mein jo himmat thi apne pyar ke liye ladne ki usse kahi jyada mere bhai ke andar thi apne pyar ko qubool karne ki sabke samne. Jaha ek taraf mera gussa pari ke liye tha toh dusri taraf proud feeling aa rahi thi ki Dev ke andar yeh hosla bhi hai jo aage chalkar usne mujhe diya meri life ki sabse badi mushkil ghadi mein"
Precap
SOTY dance competition
Vicky finds out Pari and Maya's challenge
Dev drunk in college party due to khushi's antics (haha yeh toh gai)
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top