Part 90
Canada
Suhani is cleaning her room when she finds some old pictures from years back before meeting luthras. She looks at one pic of a small boy fading her smile instantly
Preeta : kya baat hai suhani? Kiski tasveer hai yeh jisne tumhe pareshan kiya
Suhani : kuch purani yaadein hai preeta jiska dafan rehna hi acha hai kuch baatein bahut takleef deta hai
Other side of Mumbai, a young boy is running inside a school with his bag
Preeta : tumhare muh se aisi baatein samaj nai aati mujhe, koi aisa dard hai jo shayad koi aur nai janta duniya se chupa rahi ho
Suhani : nai preeta iss baat ka chupe rehna acha hoga sabki bhalai ke liye varna bahut rishte kharab ho sakte hai dua karti hu aisa kabhi na ho
Preeta : sab theek ho jayega, tum chinta mat kar (hugs her to console)
She sees picture of that little boy
Phone rings
Preeta : yea, its me Preeta Luthra what? dammit
Suhani : kya hua preeta
Preeta ; school se phone tha, mahi ke against fir koi complain aayi hai, pata nai yeh ladki kab sudhregi samaj nai aa raha
Suhani ; tension mat le, chal kar dekhte hai rohit ko pata hoga lets go
Mumbai
The guy Suhani was taking turns out to be Ruhaan who studies in the same school as Payal, Prem and Simi. He has known Mahi from boarding school and brother to Rohit since summer camp. Payal collides with him in corridor
"Oouch" she close eyes in fear of falling down
Ruhaan holds her from waist sensing her fear
Payal : thank you (sighs in relief) mein bach gayi girne se
Ruhaan : bacha liya aise bolte hai beauty queen (she pushes him little bit and runs away) wah kya style hai sharmane ka
Prem ; behen ruk kaha se bhag kar aa rahi hai
Payal : der ho rahi hai mujhe class ke liye aur tu ache se test dena shaam ko milte hai, bye
Canada (evening)
Xaviers School
Preeta : excuse me Mr Thomas, I am Preeta Luthra you called me in afternoon for Mahi Luthra I am her mother
Thomas : yes please come, I am sorry to call you again but today again Mahi has picked bone with her classmate and got angry
Preeta (sees Mahi sitting) : Mahi tumhe kuch kehna hai iss baare mein
She does not respond looking other side and leaves angrily
Preeta : I apologize for her behavior please sir, she won't repeat this again
Thomas ; Mrs Luthra for that I called parent meeting two months ago, but I see no change in her, mahi is very smart in everything study, outside activities but I am afraid her behavior with her classmates won't get her far in future
Suhani : sir we will make her understand, just one more chance this is her last year of school then she will go to college
Thomas ; thats why I am more concerned, each day her anger is getting more violent, I will let her go this time only because I do not want my any student to suffer in future
Preeta : I take full responsibility for this, from today you wont' get any complaint against her
Thomas : you can take her home now, thank you Mrs Luthra
Office
Karan is working in an office with extremely busy schedule when Sameer comes to call him to go home
Sameer : bhai saat baj rahe hai aapko ghar nai jana aaj ki saari meeting khatam ho gayi hai
Karan ; yeh file le kal Johnson company ko de dena aur singapore wale clients kuch dino mein aa jayenge sab ready karna
Sameer ; ha theek hai, bhai jitna mann kaam hai laga rahe ho thoda sa waqt toh preeta bhabhi ko diya hota
Karan ; kitni ajeeb baat hai itne saalo mein mera zakhm koi nai samaj paya rishab ko kho diya, behne chali gayi aur beti bhi (emotionally) sab kuch khatam ho gaya hai
Sameer : lekin jo bacha kucha baaki hai usse bhi kho denge aap bhai, ek beti hai aur biwi bhi
Karan : tu ghar ja mujhe kuch kaam hai mein woh khatam karke aata hu
Sameer leaves sadly from there
Karan (Sees picture of his whole family) : pata nai woh din aayega bhi ki nai jab mere sare bhai behen ek saath honge fir se mere saath, rishab kaha hai tu yaar
House
Preeta : mahi maine tumse kaha tha ni aaj ke baad koi complain nai aani chaiye tumhare against fir yeh sab kya tha
Mahi does not say anything
Preeta : I am asking you something, aisa kya gussa hai apni life se khudh se jo tumhe koi baat samaj nai aati
Mahi ; gussa hu lekin aapse, khudh se (burst into rage) uss din se jabse maine apne sabse pyare rishto ko kho diya hai, apni momzie, do behne jisme ek se mera dil se rishta juda tha (payal)
Suhani Preeta share sad glances with each other
Mahi : mom galti aapki bhi thi meera ko lekar agar aap careful hoti toh shayad hamare saath hoti woh yaha par
Preeta : thats enough mahi, apni life mein aage badhna sikho beta tum logo ko yaha lekar aaye the taki purani baatein bhul jao fir kyu yeh sab yaad karke takleef deh rahi ho khudh ko
Mahi ; aap bhul sakti hai apni beti ko, dost ko lekin mein nahi (in tears) mein payal ko nai bhula sakti aur na apni momzie ko (leaves angrily)
Preeta ; suhani kaise samjhau isse aur karan ko, ya fir humne yaha aakar galti kar di
Suhani : preeta woh bacchi hai jis umar mein usne yeh sab dekha she cannot forget it easily, waqt ke saath sab theek ho jayega
In room
Mahi : mujhe samjhane aaye ho?
Rohit ; kya yaar mahi, apni mom se aise baat nai karte
Mahi ; aur unhone jo kiya woh sahi tha? how can she be so careless
Rohit ; hum sab jante hai ki jo hua woh kisi ki galti nahi hai, jo tujhse dur ho gayi woh sirf teri behen nai unki beti thi, radhika aunty unki behen jaisi thi
Mahi ; ek toh tere liye unn ladko se ladh rahi thi mein tum mujhe blame kar rahe ho kaise dost ho tum mere
Rohit ; areey mein sirf itna keh raha hu aise logo ke muh nai lagte, problem mein toh tu hi fas gayi na woh bhi bina vajah
Sameer comes back home after long tiring day when a girl in her 20s is playing around with slingshot
Preeti ; hi papa aap aa gaye
Sameer : kya lagta hai?
Preeti : lagta toh mujhe bahut kuch hai papa lekin kuch baatein kehni nai chaiye you know privacy
Sameer : jaisi ma waisi beti (murmurs) pata nai kya hoga hamara
Preeta : papa aap kaha kho gaye, mom ko dhundh rahe ho na
Sameer : mein kisi ko nai dhundh raha jab dekho tab pareshan karti rehti ho (goes to his room with huff)
Preeta : sameer, tum akele kyu aaye karan kaha reh gaya kitni der ho gayi hai
Sameer : ha woh unhone kaha ki unhe thodi der ho jayegi, aap tension mat lo nikal gaye honge office se
Shrishti is cleaning room when Sameer comes
Sameer : yeh kiska room hai bhai
Shrishti : haww tumhare kehne ka kya matlab hai, yeh hamara room hai bahut acha hai na I know (praise herself)
Sameer : itne saal ho gaye lekin tumhari yeh aadat nai badli, hato mujhe fresh hona hai
Karan comes late at night when Preeta is waiting for him
Preeta : kya baat hai karan tumne aane mein der kar di aaj, bahut zaruri kaam tha kya
Karan : ha wo ek meeting thi, tum soyi nai abhi tak aur mahi ke room ki lights kyu on hai abhi tak woh bhi jag rahi hai
Preeta : tum fresh ho jao mein dinner set karti hu
Both sits on dining table together when Karan senses her silence
Karan ; kya baat hai preeta? kuch pareshan ho sab theek toh hai na
Preeta : aaj mahi ki firse complain aayi school se, kisi classmate se jhagda kar diya yeh aakhri warning di hai usse warna school se nikal denge usko
Karan : samaj nai aata iss ladki ka kya hoga
Preeta : karan ek baar tum baat karke dekho please tumhari baat samjhegi shayad (he nods)
Karan : mein sone ja raha hu good night (leaves)
He goes to Mahi's room who is working on her project
Mahi ; hi dad
Karan ; so, suna aaj fir se koi panga karke aayi ho school se (she looks away) mahi tell me something kya humne kabhi tume kisi cheez se roka hai beta, fir kyu karti ho aisi harkatein
Mahi ; dad I don't know mein apna gussa control nai kar pati, unhone rohit ke baare mein galat kaha mein kaise sun sakti hu
Karan ; look I know unn logo ne galat kiya lekin tum school sirf padhai karne jati ho aise bahut log milenge har kisi ka jawab dogi toh waqt nikal jayega khudh ke liye
Mahi ; I am sorry papa (hugs him) I will try ki aaj ke baad aisa kabhi na ho
Karan : good bas apni padhai par dhyan do everything will be okay, agle saal toh college jaogi you need to be prepared (she nods) ab so jao its very late
Mahi ; ha bas yeh complete karke so jaungi, good night papa (he leaves)
Karan gazes outside in window recalling years back how everybody were together
Preeta (hugs him from back): kya baat hai karan, tum mujhse theek se baat tak nai karte
Karan : babydoll, hum yaha aa toh gaye lekin pata nai mera mann abhi bhi india mein hai bhale waha humne itna kuch khoya
Preeta ; apne bhai beheno ki yaad aa rahi hai?
Karan : kritika aur roo ne toh hume paraya kar diya pata nai dono kis halat mein hogi, dono bina mile hi nikal gayi aur Rishab uske bina toh pura parivar tut gaya jab tak woh tha sab saath the
Preeta : aisi koi baat nai hai, mujhe pura yakeen ek din aayega jab sab ek honge dekhna
Flashes of a man playing dhol in morning temple event in India
Karan : ab toh sab bhagwan ke haath mein hai, waise rishab jaha bhi hoga I am sure he must be fine aur uska beta toh kitna bada ho gaya hoga
Preeta : woh toh hai
Mumbai
Temple
Noise of dhol in temple event in morning. The man is none other than Rishab who is playing dhol with others when a young guy in early 20s is running in crowd
"Dad" guy turns out to be Laksh who is Rishab and Radhika's 15 years old son
House
Kritika : roo kya kar rahi hai, meri help karde kitchen mein
Roo ; aayi didi (goes in kitchen) kya hua pareshan kyu ho rahi ho, thoda chill karo life mein
Kritika ; acha tu badi chill rehti hai mujhe mat sikha, yeh bata prem kaha hai usse bhi apni tarah bigad ke rakha hai
Roo : chodho na di waise bhi mera ishaan chahta tha ki hamare bete ko kabhi koi kami na ho (gets sad thinking about him)
Kritika : aaj woh dono hamare saath hote toh kitna acha hota (roo side hugs her) tu fir emotional kar rahi hai mujhe jakar ready ho ja
Roo (yawns) : di mein bahut thak gayi hu, I think I need a break
Kritika : mein kya soch rahi thi inn dono ki exams khatam ho jayegi parso fir kahi bahar chalte hai bahut time ho gaya
Roo : of course di, mein bhi kabse soch rahi thi lekin jayenge kaha, Nainital chalte hai maaza aayega baccho ko
Kritika : ha theek hai, tu jakar ready ho ja chal jaldi (her smile fades seeing picture of Akshay)
Precap
Mahi insists on going to india for college study
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top