Part 89
After few months of catastrophe again luthra family are on verge of losing their things. They however settle back in Nainital in suhani's house. Kritika, Roo and Rishab are devastated by the loss of their partners as well as Preeta karan for losing their precious daughter. Another crisis comes up in form of recession in the country where almost everybody is on verge of losing their jobs
Preeta : suhani yeh sab kya ho gaya, fir se hum sab uss mod par aa gaye jaha pehle the
Suhani : bhawan hamare sabar ka inehaan le rahe hai jab tak hum saath hai
Preeta : kaise rakhe, hamara aadha parivar bikhar gaya khas karke roo aur kritika (Sees rishab trying to handle 2 years child) pata nai rishab ji kaise sambhalenge usse
Suhani : dekho preeta waqt agar zakham deta hai toh marham bhi lagata hai, zindagi issi ka naam hai
Shrishti : hamara ghar jiss mushkil se khada kiya tha sab chala gaya suhani
Suhani : tum log 21st century ki ladkiya hokar 18 sadi ki aurat ki tarah baat kar rahi ho, padhi likhi ho samajdar ho areey hum apne baccho ke liye sab kuch karenge
Karan : suhani kehna bahut aasan hai lekin karna utna hi mushkil inn halat mein firse ghar khada karna is just impossible for us upar se we have big responsibility
Sameer : hamari Toh abhi nai life shuru hui thi aur roo Kritika unka kya
Karan : Sammy (little angrily) woh dono aur unke bacche hamari zimmedari hai behne hai woh chahe kuch bhi ho jaye Sab kuch karunga unke liye
Kabir ; hume unka khyal rakhna padega lekin yaar what about Rishab uske saath bhi Toh Sahi nai hua na
Sameer : kabhi socha nai tha ki yeh din dekhna padega
Karan : preeta agar tum meera ko akela nai chodti toh shayad radhika hamare saath hoti
Preeta : yeh tum kya keh rahe ho karan (in tears) woh sirf tumhari beti nai hai, tumse jyada dukh mujhe hai
Karan : really aaj sirf tumhari vajah se woh dono hamare beech nai hai zinda bhi hai ya nai pata nai dono (furious on her) how could you be so irresponsible
Preeta ; tum bhi toh uske baap ho na tumne kyu nai sambhala usse karan sari zimmedari sirf ek ma ki hoti hai
Suhani : stop fighting please, filhal yeh socho ki iss situation se kaise niklenge sab
Karan : payal aur mahi ki school fees bhi bharni hai dusre baccho ke liye bhi zarurat ki cheeze hogi
Shrishti : jiju agar aapko koi aitraaz na ho toh (she asks hesitantly and brings her jewellery)
Kabir : shrishti are you mad? pagal ho gayi ho andar rakho isse
Preeta : shrishti sahi keh rahi hai (brings her jewellery) please inn baccho ke liye jab hamari job firse ho jayegi tab chuda lenge
Suhani joins them as well while Kritika hears them with tears of seeing her brothers and bhabhi making another sacrifice for them , Later at night Kritika goes to Roo's room who is sleeping with her son prem
Roo : di kya hua
Kritika ; dheere bol, koi sun lega chal mere saath 5 min bahar
Roo : par kyu itni raat ko aur aap itni pareshan kyu ho
Kritika takes her outside behind house to avoid anybody hearing them
Roo ; di please batao na hua kya hai
Kritika : roo (cries) karan bhai, sameer bhai hamare baccho ke liye dono bhabhi ke gehne girvi rakhne vale hai woh jo unke shaadi ki nishani hai
Roo : what? yeh kya bakwaas hai mein aisa nai karne dungi unhe areey hume aaj nai toh kal job mil jayegi
Kritika : nai milegi shayad iss waqt preeta ko mil sakti because she is a doctor bahar halat toh dekh ek baar logo ka kaam bandh hai aur kitni logo ne apna ghar sab kho diya uss toofan mein jaise humne khoya
Roo : fir bhi didi mein rokungi bhai ko
Kritika : koi faida nai hai behen ab jo mein bolungi woh tu karegi, please koi argue mat karna (she nods) hum dono apne baccho ko lekar yaha se chale jayenge
Roo : di aap hosh mein toh hai kya bol rahi ho, areey hamara ghar parivar pehle hi bikhar gaya hai aur aise chale jayenge toh bhai tut jayenge
Kritika : roo (cups her face) meri baat samaj akshay aur ishaan nai hamare paas, aur hamare teeno bhai unki apni life hai kab tak woh log hamare liye itna sacrifice karenge, rishab bhai ne hamesha apni life dusro ke liye jee, karan bhai unki aadhi khushi chali gayi meera ke saath aur sameer bhai par bhi zimmerdari hai unki beti ki
Roo : aap shayad sahi keh rahi ho lekin kya yeh log hume jane denge yaha se
Kritika ; hum jayenge abhi issi waqt
Roo : par hum kaha jayenge didi na hamara ghar hai na koi thikana kaise rahenge
Kritika : agar bhagwan ne chaha toh hum apni zindagi banayenge fir se tu chalegi na mere saath
Roo hugs her emotionally and starts packing their bags. She sees her little son sleeping
"I am sorry beta mein aapko woh zindagi nai de payi jo kabhi mein aur aapke papa dena chahte the lekin itni koshish zarur karungi ki tumhe koi kami na ho" roo kiss his forehead
Kritika (caresses Payal's head): I am sorry beta papa ki princess ko hurt karne ke liye tumhe kisi cheez ki kami na ho lekin mein majboor hu itna bada kadam uthane ke liye, iss pure parivar se tumhe dur le jane ke alava aur koi choice nai hai mere paas
Both sisters take their children bidding tearful farewell silently to their family. They goes to train station
Roo : di humne faisla toh le liya lekin jayenge kaha
Kritika sighs her to sit in bus sadly and both leaves in a bus. Next day everybody gets worried not seeing Kritika and Roo
Preeta ; shrishti zara dekh toh yeh dono aayi kyu nai abhi tak
Shrishti : woh dono toh apne kamre mein nai hai aur na payal aur prem kaha gaye honge
Suhani goes to their room to find it empty and sees letter on table
"Bhaiya, I know aap hamare iss faisle se bahut pareshan honge lekin agar aapko batate toh aap hume yeh kadam nai uthane dete, hum nai chahte ki aap hamari vajah se pareshan ho, mein aur Roo ja rahe hai, humne khoya uski saza aap kyu bhuktenge hamari bhabhi ki kya galti hai, isliye hum ja rahe hai dur, hamari fikar mat karna bhagwan hamare saath hai aur aapki best wishes, aapki behen kritika" Karan and others are left tearful with the sudden going of their sisters
Preeta : yeh kya kar diya inn dono ne itna bada faisla hume bataye bina pata nai kis haal mein hogi dono
Sameer : sirf woh dono nai rishab bhai bhi chale gaye
Karan : what?
Sameer hands him his letter of Rishab leaving them with his child
Suhani : inn logo ne ek baar bhi nai socha ki hamara kya hoga
Kabir and Suhani consoles rest of them
Family is torn apart completely with the departure of siblings leaving to relieve burden from others and starts their struggles
Ek Banjaara Ik Taare Par Kabse Gaave
Jeevan Hai Ik Dor Dor Uljhe Hi Jaave
Aasaani Se Girahe Khulati Nahi Hai
Mann Woh Hadila Hai Jo Phir Bhi Suljhaave
Preeran and Shrishmeer starts to get little stable in their job returning to Mumbai. They keep struggling though little bit
Raahi Ka Toh Kaam Hai Chalataahi Jaave
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Suhani and kabir finds house all in chawl. They build their little house with heavy heart
Tinka Tinka Chidiya Laave
Aise Apana Ghar Woh Banaave
Zara Zara Tu Bhi
Jodke Ik Khironda Bana
Boond Boond Hai Banata Saagar
Dhaaga Dhaaga Banati Chaadar
Dheere Dheere Yuun Hi
Roo and Kritika gives interview at several places. Roo finds job and brings toys for both children
Tu Bhi Apana Jivan Saja
Shichata Hai Yahaan Jo Bagiya Ko
Wahi Phool Bhi Paave
Raahi Ka Toh Kaam
Payal and Prem plays happily in their little world
Hai Chalaatahi Jaave
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Din Hai Parvat Jaise Bhaari
Raate Bojhal Bojhal Saari
Tu Yeh Sochata Hai
Raah Kaise Aasaan Ho
Rishab takes his son in outskirts of city and rents small house. His son Laksh holds his hands while walking with smile
Saari Anjaani Hai Raahe
Jinme Dhunde Teri Nigaahe
Koi Aisa Pal Aaj
Ya Kal Meherbaan Ho
Ghoome Kabse Dagar Dagar
Laksh gets very much attached to his father and is pampered by his dad
Tu Mann Ko Yeh Samajhaave
Raahi Ka Toh Kaam
Hai Chalataahi Jaave
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Ek Banjaara Ik Taare
Par Kabse Gaave
Jeevan Hai Ik Dor
Dor Uljhe Hi Jaave
Aasaani Se Girahe
Khulati Nahi Hai
Mann Woh Hadila Hai
Jo Phir Bhi Suljhaave
Mahi distances herself from her parents after losing her close sisters. She does not eat by hands of Preeta or anybody
Raahi Ka Toh Kaam
Hai Chalataahi Jaave
Saaiyan Ve Saaiyan
Ve Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyan Ve Saaiyan Veik
Banjaara Ik Taare Par Kabse
She is only consoled by Rohit who keeps showering warmth of friendship on her. Other side Payal also misses Mahi and her company. Prem and Payal grows up strong for their mother though lacks blessing of their father. Kritika, roo and rishab are in different places of India not able to meet their other siblings.
Gaave
Jeevan Hai Ik Dor Dor Uljhe Hi Jaave
Aasaani Se Girahe Khulati Nahi Hai
Mann Woh Hadila Hai
Jo Phir Bhi Suljhaave
Raahi Ka Toh Kaam
Mahi forms her bonding mainly with Rohit and Preeti (Sameer's daughter). They are able to move out of India with help of Kabir's friend to USA.
Hai Chalataahi Jaave
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
Laksh grows up close to his father but misses his mother very much. Rishab gives all comfort to his son working extremely hard for him.
Sun Sun Saaiyaan Ve
Saaiyan Ve Saaiyan Ve
After 10 years leap
Mahi, Rohit, Ruhaan and Payal have turned to almost 17 years old as college going people. Rest of them are in high school at different places
tarts with love song of Ruhaan, Payal, Rohit and Mahi singing tune of their feelings
Rohit (is walking with smile) : Jab Ek Ladka Ek Ladki
Se Milta Hai Pehli Baar
Ruhaan : Jab Ek Ladka Ek Ladki
Se Milta Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Rohit : Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Payal : Jab Ek Ladki Ek Ladke
Se Milti Hai Pehli Baar
Mahi : Jab Ek Ladki Ek Ladke
Se Milti Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Rohit : Dil Hai Deewana Dil Ka Fasana
Dil Ne Kaha Dil Ne Suna
Ruhaan (to payal ) : Ho Dil Soch Ta Hai Dil Chahat
Ahi Dil Ne Tujhe Aashiq Chuna
Yeh Dil Karta Hai Baar Baar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Payal : Na Dard Jaye Na Neend
Aaye Na Ek Pal Aaye Karaar
Ho Na Hosh Mein Hum
Mahi : Na Hosh Mein Tum
Na Jane Kya Chaya Khumar
Kar Deta Hai Kyon Bekaraar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Rohit : Jab Ek Ladka Ek Ladki Se
Milta Hai Pehli Baar
Payal ; Jab Ek Ladki Ek Ladke Se
Milti Hai Pehli Baar
To Kya Hota Hai Bolo Yaar
Mahi ; Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Payal : Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Ruhaan : Ishq Vishk Pyaar Vyaar
Rohit : Ishq Vishk Pyaar Vyaar
All four smiles looking in different direction sitting on hilltop
Mumbai
Noise of train metro in early morning filled with crowd of people doing their work. A woman wearing kurti and jeans is making breakfast in kitchen after prayer
Kritika : roo jaldi uth chal kaam par nai Jana Kya
Roo : aai didi (shouts from inside) bahut late ho gai aaj Toh
Kritika : Kitni baar kaha hai tujhe raat ko der tak mat kaam kar lekin sunti nai hai meri tu
Roo : di kaam hai mera kaise na karu (keeps yawning) yeh dono bacche abhi tak aaye nai
Kritika : payal Toh baar gayi hai jogging par aa jayegi
Roo ; aur ek unko dekho abhi tak so rahe hai yeh ladka bhi na
Kritika : jakar utha usko late ho jayenge school ke liye fir punishment milegi
Roo : ha jati hu, areey mere rajkumar utho jaldi se yaar (tries to wake her son who is enjoying his beauty sleep)
Prem : kya mummy aaj fir se uthna padega jaldi se (pouts)
Roo : beta ji school jaane ke itne nakhre, chalo jaldi se ready ho jao tumhare chakkar mein hamesha late ho jati hu kaam par
A young girl comes home and sits on breakfast table
Payal : waah garma garam parathe aur lasoon ki chutney kya baat hai mom winters ka maaza aa jayega
Kritika : yeh abhi khane ke liye nahi hai, hato chalo tum dono ka tiffin pack karna hai
Payal : aapke laad sahab ready hue ki nahi late ho rahe hai school ke liye (he hits her head)
Prem : behen subah subah meri tareef mat kiya kar din acha nai jaata
Payal : chup kar aur jaldi se nashta kar school nai jana kya, aaj pata hai na kya hai
Prem : kya hai
Payal : exam duffer (grins) chal ab
Roo : prem (serious) iss baar agar ache marks nai mile na toh yaad rakhna mein bahut gussa karungi
Kritika : tension mat le teri meeting hai na aaj tu nikal late ho jayegi mein inn dono ko bhej dungi time se
Roo : bye di, bye my prince (hugs him)
Prem : bye mom
Payal ; bye masi
Outside both payal and prem also starts going on their bicycle
Payal : prem sab theek se yaad hai na
Prem : ha yaar itne saal se cycle chala rahe hai ab toh aankh bandh karke bhi chala sakta hu (she hits his head) mazak kar raha hu
Payal : yeh koi time hai mazak karne ka aur yeh simi kaha reh gayi teri tarah yeh bhi late lateef hai
Another girl comes there running with her bag turning out to be Simi who lives in their neighborhood
Payal : aa gayi late lateef kahi hi aakhri din tak dono padte rehte ho kuch toh sharam karo aur tera bhai kaha hai
Simi : woh toh kab ka pahuch gaya school
Trio reaches school blabbering when Payal wishes both good luck for exam. She sees small bracelet in her hand with smile
Flashback when payal and mahi were 8 years old
Payal : didi yeh two bracelet kis liye
Mahi : woh Kya hai na behen Maine socha agar ek kho gaya Toh dusra kaam aayega (sees her pout) Kya yaar yeh tere liye hai
Payal ; Toh sidhe se bolo na humesha pareshan karti ho mujhe
Mahi : meri behen ko mein nai karungi Toh kon karega (hugs her happily) tu mera lucky charm aur yeh tera
Flashback ends
Payal is disturbed by noise of bell
Canada
In big house lives Preeta, karan, Sameer, Shrishti, Kabir and Suhani with their children. Early morning starts with the prayer of Preeta in the house.
Vande matram vande matram vande matram vande matram
vande matram vande matram vande matram
vande matram vande matram vande matram
vande matram vande matram vande matram
vande matram sujlam suflam matram
malyaz shitlam matram sujlam suflam matram
malyaz shitlam matram shashya shamlam matram
vande matram vande matram vande matram matram
hum bulbule hai iski ye gulsita hamara hamara
sare jaha se acha hindusta hamara
Suhani : good morning
Preeta ; good morning suhani aaj na meri double shift hai tu please yaad se Rohit Mahi Aur uss shaitan preeti ko pick kar Lena
Suhani : ek baat kitni funny hai tu aur preeti sirf ek akshar se alag ho lekin kitna difference
Preeta : kyuki woh apni ma par gayi bechare sameer ka ek bhi guun nai hai
Rohit ; hi mom good morning aunty
Preeta : fir tum akele aa gaye
Rohit : mujhe baarat lekar aani thi Kya mujhe pehle bataya hota
Preeta : beta (sweetly) tum na mahi aur preeti se thoda dur raha karo kuch jyada hi asar ho gaya hai unka
Suhani : yeh Karan kaha hai
Preeta : woh Toh aaj jaldi coaching ke liye nikal gaya, mahi (shouts her name)
Rohit : apni energy waste mat karo kyuki woh room mein nahi hai
Preeta : kaha gayi
Rohit : jogging 🏃♂️ olympics mein Jana hai waise warm up karti hai
To be continued
Precap
Mahi grand entry landing in police station
Rishab comeback
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top