Chapter 65
Mumbai
Luthra house
Radhika : yeh rishta khatam ho chuka hai Rishab luthra, woh bhi bahut pehle
Rishab leaves angrily from there. Kritika and others also go from there
Karan : radhika yeh kya kiya tumne, kyu nahi bataya bhai ko sach aur agar nahi bhi bataya toh kya zarurat thi khudh par inzaam lene ki
Radhika : agar main yeh nahi karti toh hum preeta ko kabhi nai bacha pate aur yeh jo bhi kar raha hai uski nazar hum par hai
Karan : uske liye apni shaadi dav par laga di tumne how could you
Radhika : listen to me, rishab aur meri shaadi hamari zimedari hai lekin Preeta ko wapas lane ki responsibility meri hai aur mein yeh karungi
Karan : radhika please, preeta ko main kisi tarah vapas lekar aaunga lekin uske liye agar tum dono ka rishta tut gaya toh nahi main nahi Preeta apne aap ko maaf kar payenge
Radhika : you know something (chuckles sadly), aaj maine apne samne kisi dusre rishab ko dekha woh nahi jisne mujhse pyar ka vaada kiya, tum yeh sab chodho sirf plan par dhyan do
Karan hugs her to console
Radhika : jao karan meri behen ko vapas lekar aao go
He leaves wiping her tears. Alisha goes at Rohit's house and asks for money
Rohit : baaki ke paise kaam hone ke baad
Alisha : thank you, Shrishti ko pata chal gaya hai shayad sivay iske ki Preeta tumhare paas hai
Rohit : fantastic, ab meri Shrishti aayegi mere paas apni behen ke liye gidgidati hui tum azad ho aaj raat hi yeh sheher chodh kar chali jao apni niece ko lekar
Alisha : ji lekin yeh toh batao ki aakhir woh mohra hai kaha jisse use karke yeh sab kiya
Rohit : kyu badi jaldi ho rahi hai tumhe janne ki
Alisha : aise hi puch rahi hu
Rohit ; none of your concern
Their conversation is heard by Radhika and Karan with bluetooth fixed on Alisha's watch
Radhika : yeh kamina toh bada shatir nikla, aasani se batayega nahi hume preeta ka pata
Karan : lekin pata laga ke rahunga ki meri preeta kaha hai, Alisha (texts her) uska phone kisi bhi tarah se churao aur pata lago
One of the workers calls Rohit for some work. He asks Alisha to leave from there. She smartly drop her phone with his from table and makes look like she accidentally took it
Alisha : yes karan, I got it
Karan ; good, uske messages, aur call list check karo dekho agar tumhe address mil jaye toh
Radhika : aur agar na mile toh we can do a fake call aur uss gunde ko kahenge to change location and Alisha tum kisi tarah se Preeta ki jagah le lena aur usse bahar bhej dena
Alisha : lekin kaha
Karan : dargah ke paas, Preeta woh jagah ache se janti hai
Alisha ; okay
Later Alisha is able to trace Preeta after asking the goon from Rohit's phone to change the location of Preeta. She meets her first time. Both are very shocked to see each other
Preeta : tum toh? meri tarah
Alisha : main tumhe bachane aayi ho, jaldi se mere kapde pehno jyada time nahi hai hamare paas (reveals everything to her at same time)
Preeta : tumhe karan ne bheja hai
Alisha : ha, woh tumhara dargah par intezaar kar raha hai tum jao mein inn logo ko dekhti hu, ek baar tum karan tak pahuch jao phir mein yaha se niklu
Preeta : lekin tum yeh sab
Alisha tells her about Radhika and her kindness. Both girls hug each other while Preeta leaves to dargah quickly saving herself from goons
Jo Bandishein Thi Zamane Ki Tod Aaya Hoon
Main Tere Waste Duniyaa Ko Chhod Aaya Hoon
Aaya Tere Dar Par Deewana ...(2)
Aaya Hoon Aaya, Aaya Tera Deewana
Karan is waiting on hill top near dargah for his babydoll
Aaya Tere Dar Par Deewana ...(2)
Tera Deewaanaa...(3)
Aaya Tere Dar Par Deewana ...(2)
( Tera Deewana, Tera
Preeta reaches dargah trying to find Karan. Her scarf flows on his face
Teraa Deewana, Deewana )...(2)
Tera Deewana...(3)
Aaya Tere Dar Par Deewaanaa...(2)
Ye Hai Tera Hi Saudayi
Ye Hai Teraa Hi Shahdayi ...(2)
Tere Ishq Mein Hai Ise Mar Jaana
Aayaa Tere Dar Par Deewaanaa...(2)
She prays to god to make her meet Karan quickly. Alisha runs away from the place as well
Tera Jalwa Jo Paoon, Main Har Gham Bhool Jaoon
Tera Jalvaa Main Jo Paoon, Main To Har Gham Bhool Jaoon
Yeh Aansoo Jo Hai Bahtey, Bas Itna Hai Ye Kahtey
Kahaan Tu Aur Kahaan Main, Paraayaa Hoon Yahan Main
Karam Itnaa Agar Ho, Ki Mujh Par Ik Nazar Ho...(2)
Both feels each other's presence. Preeta sees Karan after long struggle standing on hill. She runs as much fast as she can to him
Jaan-O-Dil Waar Doon Main,
Zindagi Haar Doon Main
Jaise Shamma Par Marta Hai Parwana
Aayaa Tere Dar Par Deewana...(2)
Preeta : Karan (says breathing heavily)
Karan who could not resist gives her tight hug pulling as much close as he can to him. Preeta pours her pains out while hugging him
Alisha sees them from far smiling at their love for each other
"Didi kaam ho gaya" she tells Radhika
Radhika : good maine bhi apna vaada pura kiya aur tumhari beti ka operation succesful ho gaya, tum yeh sheher chodh kar bahut dur chali jao
Alisha ; astala vista, bye (leaves from there)
Karan : Preeta tum theek ho na
She nods tearfully
Karan : tumhe andaza bhi nahi hai itne din mujh par kya beeti hai, kahi dur nai jane dunga tumhe apne aap se
Preeta : I love you Karan (hugs him again)
Both goes back to him
"Didi" Shrishti runs to her sister
Kritika ; Preeta tu theek hai na pata nahi woh nakli kaun thi kaha se aayi thi (sees Radhika) kuch logo ne bahut kosish ki tujhe humse dur karne ki lekin nahi kar payi
Karan : apni bakwas bandh kar Kritika
Kritika : sahi toh keh rahi hu bhai, sab issi ki vajah se toh hua hai, rishab bhai kabse bahar hai abhi tak vapas nahi aaye
Shrishti : lekin di aap vapas kaise aayi
Preeta tells everything to them
Karan : aur kuch sunna hai Kritika tujhe
Kritika : toh phir isne woh sab natak kyu kiya bhai ko hurt karne ke liye
Karan : ek aur word apne muh se nikala na toh main bhul jaunga tu meri behen hai
Preeta (stops him) : Karan stop it woh hosh mein nahi hai iss waqt usse nahi pata kya bol rahi hai please don't
Kritika : khush ho na mere bhai ko mere khilaf karke (gets angry on Radhika) shayad isiliye tumhara bacha tumse cheen gaya
Karan slaps her pushing Radhika who runs away tearfully.
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top