Chapter 27
At Singh's Cooperation
Lobby
"Yatharth apne office se bahar aata hai aur wahan khade sab logo ko dekhta hai aur fir uski nazar Y/N par jati hai jo ki wahan Jay ke saath hoti hai. Yeh dekh kar Yatharth ko bura lagta hai aur woh Y/N se apni nazrein hatata hai aur bolta hai. "
Yatharth : Good Morning everyone and Welcome to Singh's Cooperation.
"Yeh sunkar sab Yatharth ko good morning bolte hai aur Jay bhi Yatharth ko dekh kar smile Karta hai jo uska bhai usse return mein smile karte hai. "
Yatharth : i hope you'll will prove to me that I wasn't wrong when I agreed to this and wasted my time and I hope you'll give your best in the Job given to you. If you have any questions please feel free to ask my P.A here.
"Yatharth aisa bolta hai aur sab uski PA ke pass jane lagte hai aur Y/N bhi uske pass Jane wali hoti hai par tabhi Jay uska haath pakad kar usse rok leta hai. "
Jay : Y/N tumhari help main kar dunga.
Y/N : Really... Thank you par Jay main aise tumhara fayada utha nahi sakti.
Jay : Tum Koi fayada nahi utha rahi ho main khud tumhari help karna chahata hu.
"Yeh Sara interaction Yatharth dekhta hai aur usse bhaut jealously bhi feel hoti hai isliye woh wahan se ek last time Y/N ko dekhta hai aur apne office mein Chala jata hai. "
"Y/N bhi Yatharth ko wahan se jate hue dekhti hai aur Jay yeh notice Karta hai usse yeh bilkul bhi pasand nahi aata aur woh Y/N ko distract Karne ke liye uska naam bulata hai. "
Jay : Y/N chalo Aab Maine tumhe tumhari table show Karta hu.
Y/N : Haan Theek hai.
"Y/N fir Yatharth ke office ko ek last look deti hai aur wahan se Jay ke saath hoti hai. Wahan par sab ke liye open cubicle's arrange kiye hote hai. Aur Yatharth apne office se sab Kuch dekh aur sun sakta hai. "
"Jay, Y/N ko uski table par lekar jata hai aur Y/N apna desk dekh kar excited hoti hai aur Jay ko smile karte hua Thank you bolte hai. "
Y/N : Thank you Jay.
Jay : No Problem Y/N. Anything for you.
"Y/N usse smile deti hai aur fir Jay usse uska kam samjha deta hai aur Y/N woh samajh kar usse shuru karti hai."
"Jay bhi wahin Y/N ke saath baith jata hai aur pretend Karta hai ki woh bhi kam kar raha hai par asal mein woh Y/N ko dekh raha hota hai. "
"Jay he nahi hai jo Y/N ko dekh raha hota hai balki aur Koi bhi hai jiska sara dhyan apne kam ke bajaye Y/N par hota hai aur woh hai hamara Yatharth. "
"Yatharth sab notice Karta hai apne office se aur woh sab dekh bhi raha hai. Yatharth Yeh bhi Janta hai ki uska bhai Aaj achanak se company mein Kyu aaya hai par Woh usse Kuch bhi nahi bol sakta hai. "
"Kam ke bahane Jay, Y/N ke desk par jata hai. Y/N ka Sara dhyan apne computer screen par hota hai. Jay uske pass jata hai aur uski desk par apna haath rakh kar wahan lean Karta hai aur Y/N ke face side ke kareeb jata hai. Y/N, Jay ko apne itna kareeb dekh kar freeze Ho jati hai. "
"Y/N, Jay ko apne itna close dekh kar freeze jo jaati hai aur woh usse bolne he wali hoti hai ki woh uncomfortable hai par tabhi usse apne plan yaad aata hai aur usse yeh bhi pata hai ki Yatharth usse zaroor dekh raha hoga. "
"Y/N ki baat Sahi hoti hai Yatharth usse apni computer screen par yeh sab dekh raha hota hai aur usse bhaut gussa bhi aata hai aur woh apni computer screen ko gusse se ghoor raha hota hai. "
"Y/N apne maan mein muskati hai Yatharth ke bare mein soch kar aur apna plan start Karti hai. Jay, Y/N par lean kar raha hota hai aur usse dheere se puchta hai."
Jay : Y/N Tumhe Koi help chahiye.
Y/N : Haan Jay Yeh kaise hoga mujhe samajh nahi aa raha hai.
"Jay opportunity ka fayada utha kar Y/N ke haath par apna haath rakhta hai jo ki computer ke mouse par hota hai. Aur uski help Karta hai. "
"Y/N bhaut uncomfortable feel Karti hai par Woh apne plan ki wajah se Yeh sab jhel rahi hai aur saath he saath Yatharth ko apne maan mein galiyaan bhi de rahi hoti hai kyuki woh uske liye he Yeh sab kar rahi hai. "
"Yatharth apne aap ko control karne ki koshish Karta hai par shayad aaj uska control chutte par hai isliye toh uske office mein yeh sab ho raha hai. "
Yatharth's PA : an lastly you have a meeting with Sharma group's and then around 7:30 pm you'll be free sir..
"Yatharth ki PA usse uska schedule bata rahi hoti hai roz ki tarah par Yatharth ka sara dhyan bahar Y/N par hota hai aur usse gussa bhi aa raha hota hai. Uski PA usse Gusse mein dekh kar darr jaati hai aur bhaut himmat se puchti hai kyuki usse bhi pata hai ki Yatharth gusse mein khunkhar sheer Jaisa ho jata hai. "
PA : Sir.... Sir are you okay.
Yatharth : Cancel all my meetings and appointments for today.
PA : but sir..
Yatharth : I said cancle them and now please I want to be alone.
"Yatharth ko itna disturb aur gusse mein uski PA ne usse pehli baar dekha hai uske woh wahan se chup chap chali jati hai."
"Wahan Jay ke itna kareeb hona Y/N ko bilkul bhi pasand nahi aa raha hai. Par tabhi Jay ka phone bajta hai aur woh apni call attend Karta hai. "
Jay : Hello... Yeah....okay... I am on my way...
"Jay phir apna phone rakhta hai aur Y/N se bolta hai. "
Jay : Y/N sorry par mujhe thodi derr ke liya jana hoga mujhe Kuch kaam hai.
"Y/N uski baat sunkar relief feel Karti hai. "
Y/N : koi baat nahi Jay tum jao. I'll manage.
Jay : You sure.
Y/N : positive.
"Jay ka maan toh nahi Karta Y/N ko chod kar Jane ka par usse jana padta par Jane se pehle Jay uske haath ko kiss Karta hai aur wahan se bhaag jata hai. "
"Yeh sab dekh kar wahan ke log Y/N ko tease Karte hai aur Y/N uncomfortable hokar jato hai par tabhi wahan Yatharth hai aur sab chup ho jate hai. "
Yatharth : it's not your college and you are not here for fun but to do work so I want you all to be professional and stop this nonsense and now Miss Y/N come to my office.
"Yatharth ki baat sunkar sab apna muh Sharam ke mare neeche Kar lete hai aur apne kam shuru karte hai aur Y/N ke face par smile aa jati hai. Aur fir woh bhi Yatharth ke saath uske office ke andar jate hai. "
Inside Yatharth's office*
"Y/N aur Yatharth dono andar aate hai aur Yatharth apne office ka door lock kar deta hai aur fir woh bhi Y/N ke samne aa kar khada ho jata hai aur woh dono ek dusre ki aankhon mein he dekhte hai. "
"Ek dusre ko dekhte dekhte unki dil ki dhadakan tez ho jati hai aur woh dono ek dusre ke emotions bhi feel ho sakte hai. Fir Y/N bolti hai. "
Y/N : Thank you Yatharth.
"Yatharth Kuch nahi bolta bas apna sar hilata hai aur fir Y/N se bolta hai. "
Yatharth : Tum apna kaam abhi yahin Kar lo.
Y/N : Par sab-
"Y/N Kuch bol usse pehle Yatharth uske lips par apna haath rakh kar usse chup kar deta hai. "
Yatharth : par var Kuch nahi. Main jaisa keh raha hu wasia he Karo. I am your boss and You are mine.
"Yatharth ki baat sunkar Y/N blush Karti hai aur usse apne kareeb dekh kar uska dil zor zor se dhadakne lagta hai aur woh bina Kuch kahe apna kaam Yatharth ke office mein Karne lagti hai. "
"Jahan Woh dono kam kaam aur ek dusre ko chup chup kar dekhte hai. "
To be continued
Hey My People ❤
Hope you like today's chapter it's long and I hope you also like the content and share you view on it..
Hopefully you are all doing well..
I love you 💜
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top