Radha's plan

Fatima - accha Aarif ab toh hamari sagaai bhi ho gayi hai.

Aarif - Ha

Fatima - toh kya tum vo teen magical words mujhse nahi kahoge ?

By this Aarif blushed.

Fatima - Aree bolo na please.......

Aarif - 'accha theek hai I love' suddenly he heard Bondita's voice

Bondita - bilkul nah jayenge !

Aarif - Bondita !

Fatima - What!

Aarif - Aree ....mera matlab........

Fatima  - Tum...tum Bondita se pyar karte ho ! Tumne mujhe dhoka diya hai Aarif !

Aarif -  Nahi ! mera matlab tha......

Fatima - Mere abbu tumhe chhodenge nahi ! Bahut pitvaungi mein apne bhaiyo se tumhe !

Aarif - Areee...... mohtarma shant ! Mein kehna chahta tha ki Bondita aa gayi hai !

Fatima - Ohh accha !

Aarif sighed in relief.

Fatima - Pakka na tum Bondita se......

Aarif - Kesi baat kar rahi ho tum ! Mein tumse pyar karta hu aur Bondita......vo toh meri bestfriend hai.....usse kese !

Fatima - Accha theek hai.....aur Sorry mene tum par Shak Kiya

Aarif - it's ok aur mein thodi der baad tumhe call karta hu. Bye

Fatima - Bye.

Radha - Ma please !

Bondita - Bola na nahi matlab nahi !

Aarif - Kya ho raha hai ?

Bondita - khuch nahi ye fir se mele mein jaane ki zidd kar rahi thi.

Radha - dekho na Aarif Ma mujhe kitna jaldi le aayi.

Aarif - Koi baat nahi hum shaam ko fir chalenge.

Bondita - Nahi !

Aarif and Radha looked confusingly at Bondita.

Bondita - mera.....mera matlab hai ki mein....mein bahut thak gayi hu toh hum shaam ko nahi chal payenge.

Aarif - accha theek hai aur Bondita......

Bondita - Aarif mein bahut thak gayi hu toh mein apne kamre mein Jaa Rahi hu.

Aarif - accha theek hai.

Bondita went inside her room. After she left Radha said.

Radha  - baat kar Li apni fiance se ?

Aarif blushed and said " Ha kar li".

Radha - accha toh mein bhi thak gayi hu aur apne kamre mein Jaa Rahi hu. Aap chaho toh fir se unse baat kar sakte ho.

Aarif - Really !

Radha - Ha par meri ek condition hai ki mujhe ek ghante se pehle mat bulana, mein bahut thak gayi hu.

Aarif - accha theek hai !

Saying that Aarif again started gossiping with Fatima and Radha went to her room.

In Roy Choudhury Haveli

Anirudh was in his study. He was having all the flashback of what happened today.

Anirudh's Pov:-

Janta tha ki khuch Aisa hoga aur mein iske liye taiyaar bhi tha par na jaane fir bhi mere dil ko thesh kyu pauchi hai. Kya mein iss layak bhi nahi ki tum ek baar mera paksh sun lo ? Kese samjahu mein tumhe ki jo bhi mene uss samay kiya vo meri majboori thi.
Kese samjahu mein tumse bohat bohat pyar..........

Baba !

Pov ends:-

Anirudh's trance was broken by Radha's voice. Radha was at the entrance of the study.

He was about to speak but he saw Radha looking here and there and then quitely shutting the door and locking it like he used to do. She came near him and hugged him. Anirudh too reciprocated the hug.

Anirudh - Radha tum........

Radha - Radha tum yaha kaise aayi ! Tum kisi ko Bina bataye aayi ! Tumhari Ma ko agar tum nahi mili toh vo tumhari chinta karegi ! Tumhe aise kisi ko Bina bataye yaha vaha nahi jana chahiye !

She giggled and said "Yahi kehne vale the na aap baba".

Anirudh laughed how she mimicked him and said.

Anirudh - Wow ! meri princess toh mujhe bahut acche se janti hai !

Radha - Ma se jyada acche se nahi jaan sakti. Ma toh apko bahut acche se janti hai.

Anirudh ( whispered ) -  Ek Bondita hi toh thi jo mujhe samjhti thi par ab vo bhi...........

Radha - khuch kaha apne ?

Anirudh - Nahi khuch bhi nahi

Radha forward her hands. Anirudh confusingly shook hands with her. While shaking hands Radha said

Radha - Congratulations Mr. Anirudh Roy Choudhury , apka plan A successfully execute hua !

This lightened his mood. He smiled and said.

Anirudh - Thank you very much Ms Radha Bondita Das.

They chit chatted for sometime but then Anirudh's assistant called him to sign important papers. Till that time Anirudh asked Radha to play with Shashwati and other children. Radha agreed and went outside the study.

Radha saw that all children were near the Pooja ghar with Sampoorna and Trilochan. Radha got a little scared of Trilochan because of the past experiences.

Radha ( in mind ) - chill kar Radha khuch nahi hoga ! Par kaise nahi hoga mene toh inhe buddhe uncle bhi bola tha. Agar ye mujhe dekhar fir naraaz ho Gaye toh ?

A loud voice echoed in her ears which broke her trance.

Trilochan - Radha! beti vaha kyu khadi ho ? Yaha aa jao !

Radha silently came and sit beside Sampoorna. She knew that Sampoorna will never let anyone hurt her.

Trilochan - beta tumhari Ma kaisi hai ?

Radha - Theek hai uncle.

Trilochan - Aree... hume ye uncle mat bulaya karo !

Radha - toh kya bulau ?

Trilochan - tum hume bula sakti ho....ummmm.....kya bula sakti ho ?

Sampoorna - Radha tum inhe Thakurda bulana.

Radha - Tha ..ku....da ye kya hota hai ?

Sampoorna laughed how she pronounced Thakurda and said " Thakurda bangali mein dadaji ko kehte hai aur kyunki jethji tumhare dada ki Umar ke hi hai, isliye tum unhe Thakurda bulao".

Radha - par mujhse toh ye bola hi nahi ja raha, kaise bolte hai ? Tha....tha...ku....da.....

Sampoorna - Koi baat nahi dheere dheere sekh jaogi.

Trilochan - Ha vaise hi jaise buddhe uncle bolna seekhi thi.

Radha's turn pale hearing this but when everybody laughed she sighed in relief that no one is angry on her.

Trilochan - vaise bahu Anirudh ke janamdin ki khuch taiyaari ki ?

Sampoorna - Jeth ji Anirudh Pooja ke liye toh Maan Gaya hai par vo apna janamdin nahi manana chahta.

Radha - ba.....mera matlab Satha Babu ka birthday hai !

Sampoorna - ha kal Anirudh ka janmdin hai.

Trilochan - par vo apna janamdin manana kyu nahi chahta ?

Sampoorna - vo keh raha tha ki jab tak Bondita usse naraz hai vo koi utsav manana nahi chahta.

Trilochan sighed in defeat and left the Pooja ghar.

Radha - aunty mere paas ek idea hai! Jisse hum Satha Babu ka birthday celebrate kar payenge !

Sampoo - vo kaise ?

Radha narrated the whole plan. Sampoorna's face lightened up hearing the plan.

Radha - kaisa laga Mera plan ?

Sampoorna - ye toh bahut acchi yojna hai.

Radha pointed to every children and said " Aur tum sab ye baat yaad rakhna ki ye baat Satha Babu koi pata nahi chalni chahiye".

______________________________________

Hi. I know I updating  very late nowadays and I am really sorry for that. I am trying my best to update as soon as possible. Hope you understand ❤️

Hello guys if you liked the chapter then please vote and comment. Tell me about your opinion or your guesses. It will give me motivation to write another chapter as soon as possible. Thank you so much for reading.

Precap - Preparation for Anirudh's Birthday Celebration

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top