Raksha Bandhan

I was peacefully sleeping.

Me: Shubh Prabhat. Aaj bohot khaas din hai kyunki aaj Raksha Bandhan haiii. Yayyy aaj bohat maaza aayega.

Muskan: Kya baat hai aaj aap bohot khush hai.

Me: Aaj bohat khaas din hai..

Muskan: Aapka vivah hone wala hai??

Me: Sabko keval Mere Vivah ke baare mein kyu baat karna hai?? Aaj Raksha Bandhan hai.

Muskan: Hume pata hai. Hum bus thitholi kar rahe the.

Me: Accha mai sajy hokar aati hu.

Muskan: Aap toh phele se hi itne sundar hai aap bina shringar ke bhi bohat acchi lagta hai

Me: Dhanyawad Sakhi. Tum bhi bohat sundar ho.

Muskan: Kintu mai toh ek dasi...

Me: Khabardaar shyam ko dasi kaha toh bohat pitungi. Tum bhi iss pariwaar ki hissa ho. Meri sakhi ho.

Muskan: Thik hai. Ab aap sajy ho jaaiye. Aaj Indraprastha jaana hai.

Me: Indraprastha?? Kintu kyu?!

Muskan: Rani Subhadra ne Indraprastha mein Raksha Bandhan ka utsav rakha hai.

Me: Utsav!! Areh waah . Tum bhi chalogi na..

Muskan: Nahi Rajkumari. Mai nahi aaungi.

Me: Aise kaise nahi aaogi tumhe toh aana hi hoga. Mai nahi jaanti tum aa rahi ho bus aa rahi ho.

Muskan: Thik hai.

Indraprastha

Me: Pranipatt.

Everyone: Pranipatt.

Me: Sab aagaye toh Raksha Bandhan ka utsav shuru kare??

Subhadra: bilkul. Shuru karte hai.

I did aarti of Bhrata Arun and tie Rakhi on his waist.

Me: Bhrata mera uphaar..

Arun: Uphaar... Mai bhul gaya.

Me: Hawwww... Aise kaise bhul gaye. Aise koi karta hai kya??

Arun: Woh Dwarka mein rah gaya. Dwarka jaakar de dunga pakka

Me: Pakka??

Arun: Pakka

Me: Dwarka jaake yeh mat kahiyega ki mai uphaar lena bhul gaye.

Arun: Pakka Dwarka jaake denge

I did aarti of Advik and tie Rakhi on his waist.

Me: Tumne bhi uphaar nahi laaye hoge??

Advik: Mera uphaar Bhrata Arun ke uphaar mein hai.

Me: Kuch nahi ho sakta tum dono ka.

I tie Rakhi on Abhimanyu's waist. He gave me mithai ka daba. I turned towards Bhrata Arun and Advik.

Me: Kuch sikho inse.

Arun: Haa thik hai Thik hai

Aditi tied rakhi to Arun and Advik. And both of them didn't gave anything to her also.

Me: Adi rahne do. Dekhte hai agar Dwarka mein nahi diye toh inn dono ka haalat kharab kar denge.

Aditi: Haa jiji

Aditi tied Rakhi to Abhimanyu. He gave her mithai aur vastr.

Shivani, Ahana, Aarna tied Rakhi to Vrishsena, Aarush and Vrishketu.

They gifted jewellery, dress and sweets.

Subhadra bua and Rani Draupadi tied rakhi to Pitashree and Taushree.

Me: Mata Rani Draupadi Pitashree and Taushree ki behen hai kya??

Rukmini: Putri sab rishte keval khoon ka rishta nahi hota hai. Dil ka rishta bhi hota hai. Tumhare Pitashree and Taushree dono unhe apni behen jaise prem karte hai. Aur Rani Draupadi bhi inhe apne dil se bhai maanti hai.

I saw Rani Draupadi didn't tied rakhi to Pitashree and Taushree.

Me: Draupadi bua kya hua aap inhe rakhi kyu nahi bandh rahe ho?? Mere mann keval yeh prasan tha isliye maine puch liya. Mujhe koi dikkat nahi aapke rakhi baandh ne par.

I went to near Aditi and Muskan. I did the aarti.

Me: Haath aage karo.

I tied Rakhi to them.

Aditi: Aap hume kyu rakhi baandh rahe ho?? Mai aapki behen hu. Aur yeh aapki sakhi.

Me: Aisa kahi bola gaya hai kya ki Rakhi keval bhai ko bandh sakte hai. Behen ko nahi. Keval bhai nahi apitu behen bhi humari raksha karti haina. Toh isliye maine tum dono ko rakhi bandhi.

♥️✨Happy Raksha Bandhan ✨ ♥️

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top