Mahi birthday

I was getting ready in my room. Looking myself in mirror.

Me: Hmm. Itne bhi bure bhi nahi lag rahe hai. Thik lag rahe hai. Kintu aaj main sabse rusth hu. Aaj mai kisi se baat nahi karungi.

Muskan: Rajkumari..

Me: Abhi maine kaha ki mai kisi se baat nahi karungi. Toh.

Muskan: Accha abhi kaun baat kar raha hai??

Me: Mai shyam se baat kar rahi hu.

Muskan: Shyam se?? 

Me: Haa. Kyu kuch anuchit hai. Tumhe gyaat nahi hai. Kintu hume shyam se bhi baat karte rehna chahiye. Anyatha hum shyam se bhi rusth ho jaate.

Muskan: Rajkumari aap thik haina?? 

Me: Haa mujhe kya huya hai?? Mai bilkul thik hu.

Muskan: Uchit hai. Mai chalti hu. Yeh doodh dene aayi thi hai. 

Me: Dhanyawad. Vaise tumhe samran hai aaj kya hai??

Muskan: Nahi aaj kuch nahi hai.

Me: Saty mein.

Muskan: Mujhe ab jaana hai. Mere paas aapke vyarth ke prasano ke utar dene ka samah nahi hai. *Left*

Me: Accha.. Kya?? Vyarth ke prasan?? Itna mahatvapurn prasan tha. Aur isse vyarth ke prasan lag raha hai. Atiutam.

*In garden*

Me: Bhrata...

Arun: Kya huya?? Kyu gala phaad rahi ho.?? 

Me: Hayye mere bhrata ko kitna chinta hai meri.

Arun: Mujhe tujhse jyaada apni kano ki chinta hai. Aise chillayegi toh mere kaan ke parde phat jaayenge aur mai bahra ho jaaunga.

Me*whispering*: Aap toh vaise bhi bahre ho.


Arun: Kya?? Kuch kaha tumne??

Me: Nahi nahi toh kuch nahi. Vaise aajko yaad hai. Aaj kya khaas din hai??

Arun*thinking*: Arey haa. Radha Maa mujhe maakhan aur kheer banake khilane wali thi. 

Me: Aur kuch nahi hai??

Arun: Nahi toh.

Me: THIK HAI JAAIYE.

*In room*

Me: Kisi ko mere janamdiwas samran nahi. Huhh.

Rukmini: Kintu mujhe yaad hai ki aaj meri putri ka janamdiwas hai.

Me: Mata. *Full of emotional drama* ek aap hi toh hai jo mujhse prem karti hai. Anyatha sab toh mujh mein koi na koi dosh hi dhundhte hai. Aur mujhse krodhit ho jaate hai.

Rukmini: Chalo ab jyaada naatak mat karo. 

Me: Hehehe. Meri pyaari Mata.

Rukmini: Ab chalo sab tumhara intezaar kar rahe hai. Sab tumhare saath thitholi kar rahe the.

Me: Hein?? Aise koi thitholi karta hai kya??

Rukmini: Kyu keval tum hi masti kar sakti ho hum nahi.

Me: Ab aaplog bade hogaye hai. Masti karna sobha nahi deta aaplog ko. Hehehe.

Rukmini: Badmash.

Me: Chale niche ab??

Radha: ab aayo bhi niche.

Me: Wahhh kitna kuch bana hai. Chalo bhojan karte hai. Kintu aap sab ko bhojan karna hai toh mera uphaar do tabhi bhojan dungi. Anyatha mujhe bhojan karte huye dekh lijiye. 

Balram: Uski aavshyakta nahi hogi. 

Me: Kyu??

Krishna: Kyunki hum sabne tumhare liye uphaar laaye hai.


Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top