first impression wents wrong

Kya yaar humesha har baath ko wrong way mein Lena jaruri hai kya ??

Ok so first is first mein kisi keliye bhi karan ka charecter or story line change nahi karne wali nahi hunn , kisi keliye bhi nahi ..it's like jo twist kuch chapters ke baad pata chalne wali thi abhi pata chali thi , it won't make any difference in the story ..

Karan is an arrogant and emotionless person who doesn't care for anyone's emotions, yes is an IB AGENT but at the same time is not at all interested in understanding the other person's perspective, because he had a dark past which can be revealed in future chapters ..

And at the time Monami is a self made girl , who first tries to see the situation from another person's perspective , she will not bow her head in front of any one until unless the situation is out of control, her love towards Kunal is also true , and Kunal is also a nice  guy who loves monu to the core ..

Yehi hai story ek ladki aur do ladke , dono hi apne apne jagah mein sahi hai aur ladki se beintehaa mohabbat karte hai  , but at the end of the day girl have to choose one over them , 4 episodes mein kithna dakha sakthi thi , dikha di maine ..

Aur aage wahi dikhaungi jo mein actually mein dikhana chahthi hunn ..

Mein kisi keliye bhi apni story ko change nahi karungi , nahi haters keliye aur nahi non haters keliye ..

And ha yeh story tab tak nahi rukhegi jab tak meri mann nahi bheragi ..

Now let's begin the story ..

******************"""

In Zoya house .

Zoya : toh ab bathav kya problem hai ?? Aaj didi ki yaad agaya hai ..

Karan : dadi is becoming so ziddi day by day , ab toh rat lagake bhaiti hai ki mein shadhi Karu , yeh koi mazaak hai kya ?? Kisi aur keliye mein kisi aur ki zindagi ko kaise karaab karu ??

Zoya : aur tumhe ayisa kyu lagra hai , tumhe shadhi ke baad uss ladki ki zindagi karaab hojayegi ??

Karan : di maine dekha hai mere papa ke Jane ke baad meri maa kithni takleefon ko sahi thi , woh bhi akele , har mardh ka gandi Nazar sirf maa par rehthi thi bcoz she is a single woman , and agar jis profession mein mei hunn , kab bhi kuch bhi ho saktha hai , there is no guarantee ki mein kab kaise ki goonde ke haath mein mar javunga , and same takleef mein ek aur ladki ko dekar chala Jao kya ..

Zoya : toh ab karna kya chahthe ho ??

Karan : ( by streching his body in sofa ) same party karunga , Masti karunga aur adh karunga , ithni sare paise hai mere baad koun sambhalega mere legacy ko ?? Isiliye sab kuch barbaad karne ke baad fhish , chala javunga ..

Zoya : don't do this yaar ..

Karan : ok mein chaltha hunn and by the way , bhulna math aap meri ex girlfriend hai duniya keliye , jo accident mein chal pade hai , kabhi kisi ke saamney galathi se bhi mere naam math lena ..

Zoya : tumhara jiju ko boldo , mein toh waise bhi kisi ko jaanthi nahi tumhare family mein ..

Karan : unse bolke koi faida nahi , chalo mein chalta hunn ..

He kisses on kis cheek and left from there ..

*********************

Monu : ( to herself while walking on the road ) abhi 3 lakh rupai mila hai baaki ka 27 lakhs kaha se le auo , Waseem sir toh India mein nahi hai , ab kaha jao mein ..

She was very lost in her thoughts and a car comes in full speed and road mein jo keechad thi woh monu ke upar padthi ..

Mo : shit , you idiot dekh ke nahi chal sakte ..

The person who was in driving seat , says " jaan bhuj kar nahi kiya , yeh lo poch lo "

He throws some tissue from window and without waiting for her replay he left from there ..

And abhi tak aap samje nahi ki yeh insaan koun hai toh batha dethi hunn ki yeh insaan karan hi hai ..

Mo : iska toh , abhi rukho mein kya karthi hunn ..

She stops a biker who was already following karan ..

Biker : motharma aap humare bike ke saamney kyu agaye ?? Marne keliye humara gaadi hi mili kya ??

Agar biker koun hai abhi tak samje nahi toh bathadethi hunn yeh faizi hai ..

Mo : sir sorry but kya uss gaadi wala gadhe ko follow karengey , woh dekhiya keenchad upar fhek diya aur ek sorry tak nahi bola , uska toh accha lession sikhana hai .

Faizi : ( to himself) lagtha hai ccha class lagne wala hai janaab ki , aur mein iss chance ko kaise miss kartha hunn ..

Mo : kya badbadare hi help karengey ya nahi ..

Faizi : ya sure sure bhait jayiye ..

Mo : nahi mein chalvungi ..

Faizi : aapko bike chalana aathi hai ??

Mo : ladki dekh kar judge kar rahe ho ??

Faizi : nahi lijiye chala lijiye ..

Monu kept her hands on handle and woh ithni araam se chala rahi ki faizi dar ke maare aakhey band karke bike peechey suppor ko pakadne lage ..

And woh karan ke teek saamney bke rokh lete hai ..

Karan push the break with a jolt and unki sar steering se takra jathi ..

Karan : paagal ho ?? Marna hai kya ..

Mo : tum pagal ho aur tumhara pura khadaan , keechad fekh ke rukha bhi nahi , ek sorry tak nahi bola upar se attitude dikha ke chale gaye , abhi ke abhi maafhi maango varna ..

Karan : ( by coming close to her ) varna ?? Varna kya , mein toh sochu ( seeing her from top to bottom) ithni khoobsurat ladki ko ..

She immediately revomes her sandal and about to slap him , but faizi rokh Letha hai ..

Faizi : sorry madam unke taraf se mein sorry boldetha hunn , woh actually woh mera dosth hai mujhse bhaag Raha tha , isiliye gaadi ko rokha nahi , aap boliye iss dress price kya hai , hum compensate kardengey .

Mo : sorry ..

Faizi : what ??

Mo : sorry bulvayiye apne friend se , aur haan har kisi ko paison se khareed nahi sakte , maafhi maango aur niklo ..

Faizi : arey yaar bolna sorry , galathi toh tumhara hi hai na ??

Karan : ( angryly ) sorry ..

Without saying anything monu left from there by cleaning her dress ..

Karan shuts the door angryly and says ..

Karan : dekha kithni attitude hai ladki mein ..

Faizi : tu chalna yaar , dadi wait kar rahi hai kuch baath karni hai usse ..

Karan gets into the car and left to Sherghil mansion ...

****************""**"""

Vishwa : ( to kalyani ) yeh dekho yeh ladki minister Surya Prakash ji ek louti beti hai , dekho humara status bhi mil raha hai and karan ke saath jodi bhi jamega ..

Dadi : tum yeh status ki words ko bahar fhek ke Ghar mein , criminal lawyer ho iska matlab yeh nahi ki har baath ko paison se tulna hai ..

Vi : accha teek hai lekin yeh toh bathav ki ladki acchi hai ya nahi ??

Dadi : ( without seeing the photo ) nahi acchi hai ..

Vi : hein ithni khoobsurat hai fhir bhi pasand nahi aayi ..

Dadi : khoobsurati dil mein hona chahiye vishwa , chehre par nahi ,

Just then Waseem comes inside the room ..

Vi : aaja Waseem tumhara hi wait kar rahe hai hum...

Waseem : haan , secreatary ne bathayi thi , kalyani yeh kya hai , tum aur tumhara ulti kopdi potha dono ithna ziddi kyu hai ..

Vishwa : wahi toh ( showing the photo ) dekho kithni acchi ladki hai , pata hai yeh kiski beti hai , minister ki beti hai , saamney se rista aaya hai fhir bhi kalyani reject kar rahi hai ..

Waseem sees the photo ..

Waseem: ladki toh teek hi lag rahi hai ..

Kalyani : accha toh yeh dekho .

She removed a pic from her phone  and shows to Waseem and vishwa ..

Kalyani : bathav yeh ladki kaisi hai ??

Vishwa : bahut khoobsurat toh hai lekin tumhara status ka barabar ..

Kalyani ji : dekho fhir se wahi bolte ho , security se bahar fhekwaungi ..

Waseem : hahaha , tum toh jaanthi hona kalyani , yeh vishwa ka screw thoda deeli hai , har wakth criminals ke saath reh reh ke unke bhi screw deeli hogaya hai , tum bathav  ,, koun hai yeh ladki ..

Kalyan ji: naam Monami hai ek orphan hai , mujhe train mein bahut help ki thi , bahut hi polite nature ka hai , brave kind and selfless girl hai , jo karan keliye perfect hai ..

Waseem: toh problem kya hai ?? Ladki bhi acchi lag rahi hai fhir baat karte hai na kya pata kuch accha hojaye ..

Kalyani ji : nahi hoga kuch accha , Monami ek self-made girl hai , maine apne saath humare ghar mein rehne keliye offer di thi but she rejected me , and she preferred to stay in orphanage, jo ladki ayise Ameer ghar mein stay karne mein uncomfortable thi woh ladki kaise apni zindagi ko ek Ameer bigada huva ladke ke saath bithayegi ?? Yeh dono uske saath na insaaf huyi na ..

Waseem: it's ko hum karan keliye ayise ladki ko hi doondengey , tum rest karo , chalo abhi abhi attack aayi hai , ithna stress Lena acchi baath nahi hothi hai ..

Kalyani nods and loads on her bed ,, both Waseem and vishwa left from there after sometime...

*******************

Monu was giving a paper add again , her phone ringed and it was from Dr Waseem siddhiqui 's secreatary..

Mo : hello ..

Secretary: ma'am mein Dr Waseem siddhiqui sir ki PA bol rahi hunn , aap ne sir se appointment leliye the na , sir wapas Mumbai agaya hai , fhir se appointment fix Karu mein ??

Mo : ( happily ) yes ma'am it will be a great help for me. ..

Secreatary: ok abhi sir hospital aane wale hai , aap ek gante siddhiqui 's hospital ajayega ..

Mo : sure ma'am thank you, mein abhi aarahi hunn ..

And she ends the call and preys to God ..

Mo : finally, ab sab teek hojayega ,

But little did she know sab kuch abhi bigadna shuru huva hai ..

So that's it for today i hope you like it, jis ko acchi lagi hai , plz vote and comment and jisko acchi nahi lagi hai , jo neutral hai , you can leave this book , kisi bhi tarah ki pressure nahi hai iss book padne mein ..

Aur jo mujhe hate karte hai , chullu bhar pani mein doob jao , who cares ??

Bye

Thank you

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top