33

Manik aur Nandini pehle orphanage jaate hai aur manik Nandini k naam se 50,000 ka donation deta hai

Mall

M :- Nandini Kya huva tumhe kush sopping nahi karni hai Kya

N :- manik main confused ho rahi hu

M :- confused ???

N :- voh pehle Main kabhi itni badi  jagah pe nahi gayi aur yaha toh kitne saare dress Hai

M :- ok toh main select karu

N :- ok

After sometime

N :- manik bas kitne saare kapde liye Hai mom dad gussa karenge

M :- Nandini don't wary voh gussa nahi karenge tumhe pata hai mom toh isse jyada shopping karti Hai

N :- isse bhi jyada

M :- ha

N :- ab chale muje bohat bhukh lagi hai

M :- ohh ha ham baaki ki shopping kisi aur din karenge

Food court

M :- toh Kya khana Hai

Nandini menu card dekhkar

N :- manik issme se toh aise aise naam Hai maine pehle sune bhi nahi Hai aap hi kush order Kar doh

M :- ok pizza order karu

N :- hammm

Manik pizza order karta hai

After sometime

N :- manik it's so tasty

Manik smile at her

At beach

8:00 pm

Dono PaNi me khelte Hai fir sand pe bethte Hai

N :- thank you so much manik Maine aaj bohat enjoy Kiya sirf aap ki vajase

M :- tumhe maza aaya na

N :- bohat

M :- ok ham jab bhi muje free time milega ham bahar ghumne aaye ok

N :- sacchi

M :- mucchi

N :- manik PaNi Puri khate hai na

M :- no Nandini yaha ki PaNi Puri ham hotel se khate hai na

N :- manik please please please aur kitna please bolu

Manik smile karta hai

M :- ok ham yaha se hi khayenge lekin jyada nahi fir ghar pe dinner bhi karna Hai

N :- ok

Dono PaNi Puri khate hai Malhotra Mansion jaate Hai

Malhotra Mansion

Manik Nandini hall me aate Hai sab bethe hote hai aur doh log aur bethe hote hai

Ni :- acchha huva tum dono aa gaye
Dinner Kar lete hai

R :- manik inse milo yeh Mr. Kuber khurana hamare new business partner aur yeh unki beti soha khurana

M :- hello

R :- aur yeh Nandini Hai hamari chhoti bahu

N :- hello

R :- voh Mr. Khurana out of town jaane vale 15 days k liye tab tak soha yahi rahegi

M :- ok dad

Dining room

Servant khana serve karta Hai

R :- soha beta don't wary tum isse apna hi ghar samaj na ok

S :- ji Uncle

Ni :- vaise soha beta tum abb Kya kar rahi ho

S :- mere dad k paas sab kush hai to muje kaam karne k Kya jarurat Hai

Mr. Khurana :- voh maine hi soha ko kaam karne k liye Mana Kiya Hai voh Meri akeli beti Hai Mera joh bhi Hai voh soha ka hi Hai

R :- ok

Sab dinner karke apne apne kamre me chale jate hai aur soha guestroom me jaati hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wait for next update

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top