37

Malhotra Mansion

Nandini hall me jaati hai niyonika juice leke kitchen se aati hai Nandini decoration dekh rahi hoti hai Nandini and niyonika bump with each other

N :- I am sorry mam Maine dekha nahi

Ni :- it's ok lekin tumhari dress spoil ho gayi Hai

N :- voh main wash Kar lungi

Ni :- tum yaha hamari guest ho aur tumhari dress Mere juice ki vajase spoil huvi tumna dress change karlo

N :- I think muje ghar jaana chahiye main baad me aati hu

Ni :- ek minute tum guestroom me javo main kapde bhejvati hu

N :- nahi iski koi jarurat nahi Hai mam

Ni :- tum hamari guest ho ok ( niyonika to servant ) tum Nandini ko guestroom dikhado

Servant :- ji mam

After sometime

Guest room

N :- Kya jarurat thi itni jaldi aane ki muje sab k saath aati toh acchha hota tumhe manik se milna tha lekin nandu tu bhul kaise sakti Hai manik apni mom k saath rehta Hai aur abb Meri New dress bhi spoil ho gayi

Someone knock the door

N :- darvaja khula hai

Servant :- mam yeh niyonika mam ne bheja Hai

N :- thank you

Servant Chala jata Hai aur Nandini dress dekhti Hai


N :- wow niyonika mam ki choice ka javab nahi lekin yeh toh bohat mehngi saree hogi aur mam ko bol bhi nahi sakti nahi toh gussa ho jaayegi

Nandini ready hokar niche jaati hai aur dekhti Hai niyonika k haath me ek parcel hota Hai raj usse bulata Hai

R :- niyonika

Ni :- coming

Niyonika Nandini ko parcel deti hai

Ni :- yeh manik ko dedo issme uske kapde Hai second last room manik ka Hai

Niyonika apne kamre me Chali jati hai

Nandini Manik k kamre me jaati hai

Manik's room

Manik sirf towel me bad pe betha hota Hai aur Mobile me game khel raha hota hai

M :- ( without looking door ) kitni der lagadi kapde lane aur door knock karke aaya karo

N :- sorry voh main

Manik Nandini ko dekhta Hai

M :- Nandini tum yaha voh muje laga servant Hai please tum door pe kyu khadi andar aavo na

N :- yeh tumhare kapde

M :- tum Kyu lekar aayi

N :- voh niyonika mam lekar aa rahi thi lekin unhe kisi ne bulaya iss liye muje unhone bheja

Manik come close to Nandini

M :- ok lekin you look different today

N :- voh..sayad...saree

Manik hug her

M :- I miss you so much aur abhi amms bhi Ghar pe hai iss liye main tumhe call bhi nahi Kar sakta

N :- hammm

Manik break the hug and kiss her eyes and cheek

M :- I love you

and they kiss each other

Other side

Mu :- abhi chalona ham kahi ghumne chalte hai

Ab :- Mukti muje abhi ghar jaana hoga Meri family ko bhi lene jaana Hai kisi dusre din jayenge

Mu :- ok

Ab :- sorry

Mu :- no it's

Saxena Mansion

D :- Aliya aur kitni der jaldi Karo

A :- Dhruv sirf 5 minutes

D :- mummer kab se yahi keh rahi ho

A :- main kaisi lag rahi hu

D :- beautiful

A :- blush thank chale

D :- ha

Dhavan Mansion

Cabir's mom :- Cm

Cm :- cabir bas Karo

Na :- ha tumhe vaha khana milegana

C :- ha lekin tab tak toh main bhukha Mar javunga muje khane doh

Na :- cabir tumne doh plates khana khaya Hai aur kitna khavoge

Cm :- navya Chalo ham chalte hai

C :- ruko main aa raha hu thik se khane bhi nahi dete

Manik's room

N :- manik tum ready ho javo

M :- hamm

N :- manik javona

M :- tumna hamesha Mera romance spoil Kar deti ho

N :- manik

M :- ok tum yahi rehna

N :- yeh

Manik ready hokar aata Hai

N :- chale

Manik kiss Nandini's forehead and uski eye se thoda kajal nikal k Nandini k ear k pise lagata Hai

M :- kisi ki najar na lage tumhe

N :- yeh tumne kaha se sikha

M :- Maine tumhari Chachi ki aisa karte dekha tha

N :- lekin tum isme believe nahi karte hona

M :- jaha tumhari safety ki baat aati Hai main kush bhi karunga

N :- hhawww sweet you know I really love you

M :- and I love you too abb chale

N :- tum bhi bohat handsome lag rahe ho ( Nandini apni eye se jajal nikal k manik k ear k pise lagti Hai ) tumhe bhi kisi ki najar na lage
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wait for next update

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top