91. Love or Ego..
"Pushpa ji" Santu runs towards the Pushpa ji, who seated on chair with her script papers..
While director looked Santu with intense eyes, & she mimes sorry to director & take a seat beside Pushpa ji carefully, Pushpa ji looked Santu with confusion, & Santu typed something into her cell, & both coming out from the set, & Santu says with clam tone- Kashidi se meri baat huyi, Cheetah ne baat ki Haseena se..
Pushpa ji says with clam tone- ki aur ussne baat na karna behtar samjha, aur sidha Cheetah ko nikal diya bahar usske room se!
Santu down her shoulders with disappointment & says- yeh kya baat huyi, waha par unnhone saf, saf keh diya hai, ke unnhone Haseena ko maaf nahi kiya hai, kiu ki Haseena ne unn par uss waqt trust nahi kiya, aur woh ek tarah se unnki taraf se sahi bhi hai!
Pushpa ji asked with upset layer- rishta tootne ki kagar par toh nahi hai!
Santu says with upset layer- mujhe bhi aisa hi laga tha, lekin aisa kuch nahi hai, kiu ki Kashidi Haseena se pyar karti hai aaj bhi, lekin maaf nahi kar paa rahi hai..
Pushpa ji says with irks tone- issye accha hai, amane samne baithkar baat karle, dooriyan toh nahi badhegi, aur Haseena kiu chup hai, kuch bolegi nahi toh samjh kaise aayega ke, akhirkar kya andar se usse chub raha hai!
Santu says with clam tone- wahi toh Pushpa ji, agar baat karne se sab kuch pehle jaisa ho jaata hai, toh baat karni chahiye na!
Pushpa ji says with sad grin- Santu baat ab pehle jaise nahi rahi hai, unn doono ke beech mei, hum kitna bhi bole, lekin baat pehle jaisi nahi rahi hai, pehli baat toh Haseena ab khud ko maaf nahi kar paa rahi hai, usski ek choti si galati ki wajah se!
Santu says wit sad tone- lekin yaha par Kashidi ki bhi toh galati hai, jitni galati unnki hai, untni hi galati Haseena ki bhi hai, ek trust chahti thi, aur dusri yeh shock reh gayi ki, yeh woh insan hi nahi hai, jise woh pyar karti hai, sab ko ek mouka toh milna chahiye naa, galati doono taraf se huyi hai, agar Kashidi Haseena ko pehle baata deti toh Haseena waise react hi nahi karti aur Haseena ne uss waqt trust dikhaya hota toh kya jaata, uss waqt woh jaise taise trust karti aur baad mei react karti toh bhi chalta..
Pushpa ji says with clam tone- aisa bhi agar Haseena karti toh bhi rishta toot hi jaata, aur ab aisi kagar par hai, ke kisne kitni badi galati ki hai yeh dekha jaa raa hai..
Santu asked with innocent tone- Kashidi bas itna chahti thi ke, woh life jo actually beet gayi hai, usse woh phir se nahi chahti thi, iss liye unnhone woh sab kuch chupaya..
Pushpa quickly says- tum khud ko ek baar Haseena ki jagah rakho aur dekho, usski taraf se bhi baat sahi lag rahi hai, bhale hi pyar ho, lekin pyar ke baar mei sab kuch pata hona kitna jaruri hota hai, phir baat choti ho yaa badi, pata hona jaruri hai, agar Karishma ne usske baare sab kuch baataya hota toh aaj Haseena ka aisa reaction aata hi nahi, jise tum pyar karte ho, aur usski pichli life aisi thi, yeh tumhe sudden pata chalana bhi toh shocked lagne jaisa hai, phir chahe Karishma uss kitni bhi sahi kiu naa ho, woh doono agar aamne, samne baithenge toh sab kuch sidha ho sakta hai, aur agar baat yaha par doono ne ego par li toh baat bigad jaayegi..
Santu shook her head in yes..
..
..
..
"aap ghar kiu nahi aate ho, mai kitna miss karti hun aapko pata hai, mujhe na aap yaha par milte ho toh accha nahi lagta hai" Ashmi says with sad grin to Haseena, who comes to school meet Ashmi..
Haseena gives tight hugged to Ashmi & says- I am missing too, us, mumma & me..
Ashmi asked with sad tone- toh phir aap kiu nahi aa rahi ho ghar par..
Haseena looked Ashmi with love & says- kiu ki mujhe time nahi mil raha hai!
Ashmi says with sad tone- pehle toh aap time nikalte the na, phir kitna bhi kaam kiu na ho, aur aap humesha bolte the na, ke family is first, phir usska kya hua!
Haseena says with sad grin- baccha mujhe bhi aana hai, aur yeh sach hai, family is first, lekin kuch aisa hua hai na, ke mujhe kuch bhi samjh nahi aa raha hai!
Ashmi asked with innocent tone- kya hua hai!
Haseena take a long breath & says- mujhe sorry bolna hai, aur maine sorry bhi bola hai, lekin mera sorry accept nahi hua hai, maine galati badi ki hai, aur samne wale ne galati ki hai, lekin bahot choti galati ki hai..
Ashmi says with innocent tone- lekin rishta bada hota hai na, galati kitni bhi badi ya choti kiu na ho, agar rishta important hai toh sab sort hota hai na!
Haseena says with smooth smiled- pata hai, rishta bada hota hai, aur sorry chota, lekin sorry accept karna bhi toh hota hai na!
Ashmi asked with innocent tone- toh sorry accept nahi kiya hai!
Haseena shook her head in no, & Ashmi asked- kiu!
Ashmi asked again with sad tone, look after Haseena, who lost in thoughts for moment- kiu!
Haseena think for a while & says- kiu ki maine trust toda hai!
Ashmi asked with sad grin- toh ab!
Haseena twisting her lips with sad grin! Ashmi says with innocent tone- aap phir se start karo na sab kuch, mera friend hai na, Ojas ussne bola hai, agar kuch bhi hang hota hai na, toh usse restart karna chahiye..
Haseena laughed on Ashmi & say- what! Pehli baat toh rishat machine nahi hota hai!
Ashmi says with smiled- lekin sorry agar accept nahi ho raha hai, toh hang hi ho gaya hai na, like computer class mei Ojas aisa hi karta hai, jab mouse rolled nahi hota hai, toh woh chupke se power button press karta hai, aur computer phir se shuru ho jaata hai, ussne mujhe yeh idea di, kiu ki usske papa aise hi karte hai..
Haseena looking at Ashmi with smiled & says- aap na uss Ojas se please dur raho, accha nahi lag raha hai, mujhe woh!
Ashmi says with irks tone- bahot sweet hai woh, Ishita se bhi sweet, Ishita mujhe help nahi karti hai, but woh help karta hai!
Haseena asked with teasing tone- toh Ishita ab best friend hai yaa Ojas..
Ashmi says with smiled- it depends, according the situation, if I'm in the computer class then Ojas is my best friend & school recess mei Ishita!
Haseena squeeze Ashmi into the arms & says- kaha se sikh kar aati ho yeh sab baatein!
Ashmi says with proud tone- SHO sahiba se!
Haseena stare Ashmi for a moment & gives kissed on her forehead & says with smiled- aap na meri saari problems dur karti ho, pata hai..
Ashmi says with pleading tone- toh phir jaldi ghar aajaao na, mai bahot jaada missed karti hun, hum doono ki tuning ko mumma ke against..
Haseena cupped Ashmi's face & says- mai bhi missed karti hun, sab kuch, but I promised mai jaldi aaungi ghar par! Ashmi smiled with happiness..
Ashmi says with smiled- oh, ho, mai toh bhool gayi!
Haseena asked with smiled- kya bhool gayi ab!
Ashmi says smiled- 2 days baad, means aaj, tomorrow chodke, third day ko school mei sports day, aur maine participate kiya, toh aapko aana padega, mujhe cheer karne ke liye, aap aaogi!
Haseena touch her forehead with Ashmi & says- of course mera baccha!
Ashmi says with cheering tone- yes!
..
..
"Pathak 2 din baad mai office nahi aane wali hun, baccha ka sports day hai, aur ussne participate kiya hai, toh mai usse cheer karne jaane wali hun, uss din koi bhi kaam mat lena please! Karishma says to Pathak, who seated in front of her in the cabin..
Pathak not gives any response to Karishma, & she looked him up, who lost in his own thoughts, she tap on the desk, to gain his attention, he looked her & asked- kya hua!
Karishma asked with clam tone- kaha par bhraman kar rahe ho, woh bhi din ke beech mei!
Pathak asked with cold tone- sab khatam ho gaya hai na!
Karishma gives him confused look, & Pathak says with irks tone- aise banno mat, samjhi, tum bhi acche se jaanti ho, mai kis baare mei baat kar raha hun!
Karishma keep the pen down from her hand & started to stare him in cold way, & Pathak says- dekh, kuch bhi bolne se pehle bol raha hun, baat ko kheech kar ego par mat lekar jaa, 3 hafte se upar ho gaye hai, aur kitna kheechogi!
Karishma says with firm tone- mai nahi kheech rahi, woh kheech rahi hai!
Pathak goes to burst with anger, but he stopped himself, & take a long pause with closed eyes, & says after cool down his anger- looked, mai maanta hu Haseena ne galati ki hai, lekin galati tumhari bhi hai..
Karishma says with irks tone- toh yeh baat woh bhi mujhe aa kar bol sakti hai na, ke I am sorry, whatever I did, lekin tum bhi galat ho, tumne mujhe adhi sachai nahi baatai thi, that's it, baat yahi par khatam hogi aur mai usse maaf kar dungi!
Pathak says with surprise tone- woah! My god, baat toh aisa kar rahi ho, trust na karke ussne badi galati ki hai, iss sawal ka jawab mujhe tum 'The Karishma Singh' bankar mat dena, ek pyar karne wali insan hokar dena, galati equal hai yaa nahi! Tumhara aadha past pata chalne ke baad bhi Haseena ne tumse pyar kiya, tum jaisi thi waise accept kiya tha, usse tumare past se koi problem nahi thi, toh uss hisab se aadha sach pata chalne ke baad usska reaction thik tha yaa nahi, agar tum usse uss aadhe sach ke baare mei, pehle hi baata deti toh usska yeh reaction nahi hota, tumne hi uss kadi ko chupakar rakha aur ab tum hi bol rahi ho, ke ussne galati ki hai, galati doono taraf se huyi hai, toh ego ko side mei rakho, aur baat karo!
Karishma says with irks tone- nahi karni hai humein baat, agar usse karni hai, toh woh karegi!
Pathak getting up from the chair with irritation, & says, while showing his anger through stumping his foot on floor- The Karishma Singh ko mai kuchal kar maar dunga, samjh rahi ho baat ko, & he left the cabin..
Karishma keep her hand on her forehead & says with irks tone- nahi baat karni hai humein!
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top