KPKT 60

"itni geheri soch, ke humare aane tak ka ehsaas nahi hua" Karishma says while entering the house..

Haseena look to Karishma & gives smile & says- hmm, aaj ke case ke baare mei soch rahe the, ek 7 saal ki bacchi ko chori karna sikha rahi thi woh ladki, 7 saal ki bacchi ke maa-papa uss par aur usske pariwar ke bharose chodkar poora din ghar se bahar rehte the, unnke liye, Gauri ka pariwar unnke pariwar jaisa tha, aur uss ne kya kiya, khud ke online shopping ki laat ke liye ek 7 saal ki masum bacchi ka upyog karti rahi..

Karishma- humein naa iss waqt bas yahi lag raha hai, ke inn sab mei uss Gauri naam ladki ke maa-papa ka galati hai..

Haseena look to Karishma only, & Karishma says with firm tone- ji haan, hum bilkul sahi keh rahe hai, ek 17 saal ki bacchi ghar mei mehngi-mehngi chize laa rahi hai, iss baat ka pushti karna maa-papa ka adhikar hota hai, naa ke uss bacchi ke Khushi mei shamil hona, aur saath mei uss Kalyani verma ka bhi galati hai..

Haseena rise up her eyebrows & says- hum maante hai Gauri ke maa-papa ka galati hai, lekin Kalyani ki kya galati hai..

Karishma- hum maante hai, woh kaam ki wajah se poora din ghar se bahar hoti hai, lekin shaam ko ghar par aane ke baad bhi woh aapne bacchi ko kisi aur ke ghar mei rakhti hai, yeh galat baat hai, agar woh har shaam ko ghar aate hi, aapna jo shaam ka waqt hai, woh agar usski beti riya ko deti aur usse yeh baat samjhti ke kya galat hai aur kya sahi hai toh aaj yeh waqt nahi aata, & she look Haseena only staring her with smile, & she snapping her fingers infront of Haseena's eyes, to break her staring zone..

Haseena says with little irks tone- jallad hai aap..

Karishma give her confused look & says- kis baat ko lekar..

Haseena- yeh sab baatein aapne uss waqt kiu nahi kahi, agar yeh baatein aapne waha par uss Kalyani verma ke samne kahi hoti toh shayad usske dimag mei kuch toh roshni padti..

Karishma gives tight smile & says- hum jab bolna shuru karte hai, toh log samjhte kum hai aur darrte jaada hai, waise hum kis baat ke liye jallad hai..

Haseena- ab sahi baat puchi hai aapne, kuch der pehle aapne ek baat kahi..

Karishma think for a while & say- konsi baat..

Haseena- yahi ke poora din kaam se bahar rehne ke baad, shaam ko ghar par aakar, kuch waqt hi sahi usse aapne bacchi ke saath rehna chahiye..

Karishma says with confusion- haan toh..

Haseena frown her eyes & says- toh! Coco aapko nahi lagta hai, aap abhi poore din ki baat ghar par aakar bol rahi hai, balki humein kuch der hi sahi, ek saath waqt milta hai, poora din hum thana mei, senior-junior ki tarah rehte hai, woh kafi nahi hai aapko, jo ke aap ghar aakar bhi wahi sab kuch bolna shuru kar deti hai, ghar par aane ke baad ek toh aap ammi ke saath lag jaati hai phone pe, yaa phir aisa kuch toh ghar ka kaam hota hai, jo ke usske liye koi aur insan hota hai, lekin woh kaam aap hi karti hai, aur inn sab mei kuch waqt baccha toh, who waqt humare liye hota hai, woh bhi usse mei ek toh aapki tabiyat kharab huyi hoti hai yaa phir aap aag ka babula huye phir rahi hoti hai, akhiar kar kabhi toh humare liye waqt do, jo ke sirf humare liye ho, koi bhi insan itna toh na-samjh nahi hota hai, jo ke samne wale insan ki tapish nahi samjh paa raha hai..

Karishma shook her head in understand way, & Haseena says with more irk way- yeh, yeh baat humein pasand nahi hai, humein na bahot jaada gussa aata hai, hum gussa kabhi karte nahi hai, lekin aap humein gussa deti hai, & she turn her face to other side with irks..

Karishma try to hide her smile & she forward her hand with the fist to Haseena's face, & says- thik hai, ab hum yaad kar lenge, uss mei kya hai, waise gaye the toh yeh lane ke liye, phir socha tha, khaana hone ke baad denge, lekin ab aisa hua nahi hai toh, le lijiye, shayad gussa thik ho jaaye..

Haseena look to Karishma's hand & Haseena asked- kya hai iss mei..

Karishma smile & she open her fist & Haseena look a ring, & she asked with surprise tone- humare liye..

Karishma made face little irks one & says- nahi, Rajvir ke liye..

Haseena goes to take the ring from Karishma's hand & Karishma quickly tight her fist & says- gussa khatam hua hai..

Haseena look to Karishma & says- ring dijiye phir gussa khatam..

Karishma twisting her hand back with ring fist & says- nahi denge..

Haseena says warning tone- coco..

Karishma says with smile- corny acche bacche ki tarah boliye ke aapka gussa khatam hua hai..

Haseena says with irks tone- Rajvir naam lekar aapne humara gussa badha diya hai..

Karishma- kitna badha diya, & she take one step back from Haseena..

Haseena take step towards Karishma & says- bahot jaada..

Karishma smile & says- accha thik hai, aap bhi kya yaad rakhengi, & she forward her hand & open her fist infront of Haseena..

Haseena look Karishma for a moment & she forward her hand to her, & says- aap konse ungli ki laayi hai..

Karishma lightly scratching her forehead & says- humein nahi pata hai, kis ungli ke liye ring pehni jaati hai..

Haseena says with soft smile- choti wali ungli waada ke liye, usse side wali shaadi, commitment, aur sagai, beech wali yeh bayan karti hai ke aap pyar mei hai, usske side wali, aapko humesha uss insan ke saath rehna hai, uss koi bhi umeed nahi hai, bas usse ke saath rehna hai, aur thumb yeh baat karta hai ki, aap samne wale insan ko dost pehle manti hai, aur baad mei sab kuch, aap konsi ungli chunoge, & she started to stare Karishma with clam mind..

Karishma not react, she look to Haseena & her fingers & says- humein nahi pata tha, itna sab kuch hota hai, humein bas acchi lagi aur hum lekar aaye..

Haseena smile smoothly & she make a fist of her finger & says- bas itna hi..

Karishma- hmm..

Haseena- hmm..

Karishma- ek minute, & she pulled out another box from her pocket..

Haseena look her with confusion & Karishma open the small box, she look a chain in it, & Haseena asked- yeh kisi ke liye aap lekar aayi hai ab..

Karishma pulled out the chain from box, & say while end up ring into chain- yeh liye the hum aise hi Pushpa amma ne kaha tha lene le liye, woh hum paisa kahi par bhi uda dete hai, toh unnhone humein daant kar lene ke liye majboor kar diya, ab yeh baat alag hai, ke hum toh pehne se rahe, aur issye kal yaa parso jab Pushpa amma ke dimag mei aayega tab woh khud jaa kar issye locker mei rakhwa degi..

Haseena quickly chuckle & says- Pushpa ji yeh sab khayal rakhti hai aapke chizon ka..

Karishma done her work & says- cholo ab ghumo..

Haseena- nahi aise hi pehna do..

Karishma- arye lekin, hum issye lock kaise karnge..

Haseena shrugged of her shoulders & says- woh aapki dikkat hai..

Karishma- accha, & she take one step towards Haseena, & look a sweet grin on Haseena's face, & she up her toes little & made wear the chain with ring in her neck, & at the same time Haseena hold Karishma by the waist to support her, & Karishma lock the chain, her chin touch on Haseena's shoulder, her hot breath touching Haseena's earlobe, & Haseena close her eyes..

Haseena encircle her hand round on Karishma's waist, Karishma smile, & she round her hands around Haseena's neck & Haseena says with soft tone- aapne aisa kiu kiya..

Karishma smile & she feel Haseena's fast heartbeat, which is indicates, how much she is upset, & Karishma says with soft tone- unn sab mei kya chune, yeh hum taye kar hi nahi paaye, humare liye aap sab kuch hai, dost bhi hai, pyar toh hai hi, lekin humein jab ek aise insan ki jarurat mehsoos hoti hai, jaha par hum akele pad jaate hai, tab aap humare saath hoti hai, aap har ek aise mukam par khadi hoti hai, jaha par humein koi chahiye hota hai, tab aapko humein dekha hai, haan kabhi-kabhi aap bahot jaada humare baare mei sochne shuru kar deti hai, aur yeh bhi bhool jaati hai, ke woh SHO hai..

Haseena part Karishma from the hug & looks to Karishma & asked- toh phir aap aise kaam karti hi kiu hai, jise humari dhadkane tej hone shuru kar deti hai..

Karishma- aadat hai, aur aadat itne jaldi chuthti nahi aur aapko hum aadat banna nahi sakte, koshish jarur hai, ki aadat thodi hi sahi kum karde..

Haseena- hmm..

Karishma- ab chodiye..

Haseena says with soft tone- nahi chodna hai, fursat ka time mila hai, poore din ka, toh thodi der ke liye hi sahi hum doono ka time hai, bas aur kuch nahi..

Karishma- thik hai, toh coffee laate hai..

Haseena- nahi chahiye, bas aap chahiye, aur hum doono ka waqt aur kuch nahi..

Karishma says with teasing tone- aap jaada demanding nahi ho rahi hai..

Haseena says with proud tone- ho rahe hai, aur hona bhi chahiye, koi toh hona chahiye aisa, hardum hum hi kiu samjhdaar bane..

Karishma- hmm, yeh bhi sahi hai, duty par hum dimag ghar par chod aate hai, aur aap ghar par aate samay aapka dimag thana mei chod aate hai, balance kar dete hai hum waise yeh hum doono ka rishta..

Haseena smile with agreeing gesture & says- hmm..

Karishma- aise hi poora time hum ekdusre ki bahon mei rehna hai..

Haseena says with little irks tone- aap kiu baar-baar bahon se bahar nikalne ki baatein kar rahi hai, humari bahanain hai, naa ke kaate..

Karishma says with poor tone- humein aise rehne mei koi problem nahi hai, lekin aap bhool gayi hai, ek baat humare saath huyi thi..

Haseena says with little confusion- konsi baat, & at the same time she remember her walk, Karishma reads her changing expression so quick..

Karishma says with clam tone- koi baat nahi, hota hai..

Haseena leave Karishma & says- maaf kijiye humein & she look Karishma's leg, which is bandage..

Haseena quickly asked- aap doctor ke paas gayi thi..

Karishma shook her head in yes, & says- doctor ne sirf painkiller ka injection diya hai..

Haseena cut her mid & asked- moch hai kya..

Karishma- nahi, sirf sujan hai, aur kuch nahi, kal tak thik ho jaayega..

Haseena shook her head in yes, & Karishma asked- aapne kuch khaane ke liye banaya hai..

Haseena- haan baba, kiu, aisa kiu puch rahi hai aap, bhook lagi hai kya..

Karishma seated on couch & pulled Haseena near to her, & Haseena seated beside her, & asked- ab kya..

Karishma look the clock once & says- khaane ke liye time hai, aur baatein aisi hai ki poori hoti hai nahi aur soch rahe hai, kiu naa kuch kiya jaaye..

Haseena look her & look her leg once & says- ek paire ke saath..

Karishma- haan toh kya hua, aap chalalo humari bike, aaj hum sawari bante hai..

Haseena rise up her eyebrows & says- thik hai, chalo phir chalte hai, aram se aayenge..

Karishma smile & they walks towards the main door..

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top