Part 75
"ji nahi aaj shaam ko hum Surat ke liye nikal rahe hai, kal shaam ko office mei aayenge, thik hai" Karishma talking over the call, who was seated for breakfast, cut the call, & look at Karika, who staring at her..
"kya, aise kya dekh rahi ho" Karishma asked with calm tone!
"sorry" Karika says with a guilty tone!
Karishma gives confused look, Karika says- aapke aur maa ke beecha mei jhagda ho gaya meri wajah se!
Karishma hit on Karika's arm in a casual way & say- aisa kuch nahi hai, hum doono ke beech mei yeh sab chalata rehta hai, toh itna socho mat, abhi ke liye aise hai, toh dusre hi pal sab kuch thik ho jaata hai, toh tension mat lo!
Karika shook her head, while Haseena came out from the kitchen with the juice glass, & says- tum jaa sakti ho, lekin khud ko safe rakhna hai, poori tarah se!
Karika & Karishma exchange look, while Karika gives winning smile to Karishma & says with a calm tone- woh toh karungi maa, lekin aap aise achnak se kaise tyar ho gayi..
Karishma gives stern look to Karika, & Haseena says with a cold tone- agar tum kehti ho toh hum naa bhi kar sakte hai, kar de na!
Karika says with upset layer- nahi, nahi, bilkul bhi nahi, aap aisa kuch bhi nahi karne wali hai!
Haseena smile & seated beside Karishma, & Karika says- I am done, Kari amma mai tyar hone jaati hun, thik hai!
Karishma only nodded & Karika walked toward her room, while Haseena says with a calm tone- thank you!
Karishma turns her face rising up her eyebrow with an innocent face- huh!
Haseena says with a calm tone- baniye mat, hum kiu thank you bol rahe hai, yeh baat aap acchi tarah se jaanti hai!
Karishma smile in a proud way & Haseena says- aap kahi par jaane ki baat kar rahi thi!
Karishma say with calm tone- ji hum woh Gujarat jaa rahe hai, aaj shaam ko nikal rahe hai, by road, aur kal shaam ko aa jaayenge, aur aapko sidha parso subhe milenge!
Haseena rests her back on a chair & says shocked tone- poore 2 din baad aap humein milengi!
Karishma twists her lips & says with a casual tone- aur kar bhi kya sakte hai, kaam hai, jaana padega!
Haseena shook her head & says- by flight kiu nahi jaati aap!
Karishma says with hesitation tone- jaa sakte hai, lekin beech mei ek kaam bhi hai, toh road hi sahi lag raha hai!
Haseena shook her head & asked- toh ab, jaldi aane ke liye gadi ko shaanti se hi chaliye!
Karishma blinked her eyes with a smile, & entwine her fingers with Haseena's & kissed Haseena's knuckles & says- aap fikar karna band kariyega, aur itna yaad rakhiye, ab hum khud ka khayal, aap se bhi jaada rakhne wale hai, kiu ki humein aapke saath poori zindagi jeeni hai, aur jo sapne hum dekhte aa rahe the, usse sapna nahi rakhne hai ab! Toh!
Haseena smile & says- samjh gaye! & they both exchange the eye lock smile..
..
..
..
"yeh tum aapne paas rakho, aur maa ko bilkul bhi mat baatana, warna jhagda hoga" Karishma says to Karika, while handover a metal small wallet to Karika!
Karika took the metal small wallet in her hand & asked- yeh kya hai!
Karishma scratches her forehead & says- ek credit card hai, aur ek debit card, aur doono ke password usske hi andar hai, jarurat lagi toh used karna!
Karika say with upset layer- lekni Kari amma!
Karishma cut Karika in mid & says- lekin, wekin kuch nahi, tum bas rakho aapne paas, bas maa ko mat bolna, warna humara sar khaa jaayegi, aur baat karna band karegi, next week camp ke liye jaa rahi ho, toh waha par jarurat pad sakti hai! toh sambhalkar rakhna!
Karika says with calm tone- Kari amma isski actual mei jarurat nahi hai!
Karishma says with calm tone- pata hai humein, tumhe jarurat nahi hai, lekin ussmei se koi bhi ek card aapne paas rakho, taake humein koi tension nahi rehegi, yeh sochkar, ke tumhare paas paise bhi hai ya nahi!
Karika down her shoulder & says- aap nahi manegi na!
Karishma smile & says- bilkul bhi nahi manege, toh rakho!
Karika keeps the wallet in her bag & Karika says with a sad tone- aap mujhe bigadne par tuli hai!
Karishma says with smile- tumhe bigdne kabhi nahi dungi, aur galati se tum bigadne lagi ho aisa samjh aaya toh, humein hi pehle tumhara samne paaogi! Tumhari maa toh baad mei aayegi, samjhi!
Karika shook her head with a smile & says- thik hai!
Karishma says with smile- aaj shaam se kal poore din hum nahi rehne wale hai, toh maa ke saath koi bhi, kisi bhi baat par koi bhi jhagda nahi, aur saath mei ammi ke saath bhi!
Karika gives sad layer look & says- tch! Ab kaise kaatenge poore 2 din!
Karishma smiled with shook her head only!
..
..
..
"Karishma abhi tak aayi kiu nahi" Haseena says with irks tone!
Karika & Noorjahaan look at each other, then look at Haseena, & Karika says with an innocent tone- maa, Kari amma aaj bahar jaane wali hai, aur sidha kal aayegi, woh bhi parso subhe! Aap bhool gayi hai kya, aur ussi wajah se aap baar, baar balcony se bahar dekh rahi thi!
Haseena runs her palm on face & says- hum kaise bhool sakte hai! & Karika exchange smile with Noorjahaan!
..
..
..
"madam, madam" the constable driver calling Karishma, who is taking a power nap..
Karishma opens her eyes & constable driver says- aapka phone baj raha hai!
Karishma looks at her phone, who charging near the seats, she gives smiles at the constable & picks up the call- ji boliye!
Haseena says with poor tone- hum poori tarah se bhool gaye the, aap aaj kaam se bahar jaane wali hai!
Karishma smile & says- aisa kaise ho sakta hai!
Haseena says with poor tone- pata nahi!
Karishma looks once at the constable & says in a low tone- waise ek baat hai, khushkhabar bol sakte hai hum!
Haseena asked with a smile- kya!
Karishma sigh & says- jaldi ek sunvai hone wali hai, shaadiyon ko lekar!
Haseena asked with confusion- kisi ki shaadi!
Karishma smile & says with a soft tone- umm! Same gender ki shaadi ke baare mei, jaldi hi court faisla karne wala hai!
Haseena not replying to Karishma & Karishma waited for Haseena's reply, and asked with a soft tone- aap kuch react nahi hone wali hai!
Haseena not understand, what to reply, & Karishma says with calm tone- hum aap par dabav nahi daal rahe hai, bas aapko baata rahe hai, ke court mei aisa bhi case ladha jaa rahe hai..
Haseena says with a soft tone- actually Karishma humein, thoda waqt chahiye! Sorry!
Karishma says with a firm tone- nahi, no sorry! Yeh expect nahi hai, aur iss liye live in plan kiya tha, right!
Haseena shook her head & says with a soft tone- hmm!
Karishma says with smile- dekiye, duniya kya sochti hai, ya phir woh kya dekhti hai, uss baat ko hum nahi mante hai, aage jaakar, hum doono ko koi bhi, kisi ko bhi safai yaa phir hum doono ke rishtein ko naam dene ki jaruat hum nahi samjhte hai, hum doono, hum doono ke liye kya hai, yeh bas hum doono jaante hai, duniya nahi, aur rahi baat abhi ki jo humein kahi court mei yeh same gender ke shaadi ki toh, humein yeh news mili thi, toh bas aapse woh baat humein share ki thi!
Haseena says with soft tone- aapke saari baatein humein manjur hai, lekin aapke uss baat ke piche kitni umeed thi, yeh baat aapki awaz baata rahi thi, aur humein aapki umeed par pani pher diya!
Karishma says with soft tone- aisa kuch nahi hai, haan, thoda bura laga humein, lekin aapne, aapke dil ki baat sidhe humein keh di, woh bhi bina hichkichaye huye, iss baat se humein khushi huyi ke, hum aur thode aage badhe hai ristein mei!
Haseena smile only & Karishma asked- toh khaana hua!
Haseena says with laughter- hum bhul gaye the, ke aap aaj raat se lekar, kal raat tak bahar hai, aur sidha parso aane wali hai, pagalon ki tarah aapka intzaar kar rahe the!
Karishma rests her head on the seat, & says with a smile- hmm, aur kuch, & she closes her eyes..
On another side, Haseena tells her day activity with an excited tone..
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top