CH- 35


Haseena reached the location, & she looked at the scenario with a blank mind..

"aaj Lucknow sheher ko bada garv mehsoos hoga, SHO Dev Baqshi, aaj unnki nigrani mei nakli note ka poora racket pakda gaya hai, SHO Dev Baqshi ki wajah se aaj nakli note saare aam bazar mei batne se bache hai, aur yeh sirf unnki hi sujbuj se hua hai, agar Dev Baqshi time par iss jagah nahi aate toh kum se kum 500 core bazaron mei aate" media reporter recording the bite..

And in between Dev says- yeh sab kuch mere akeli ki sujbuj nahi hai, agar meri team mei SI Karishma singh aur constable Rajvir Tomar jaise saathi nahi hote toh aaj yeh mai akel kar hi nahi sakta tha..

Haseena nods a little & she walks back towards her car..

Haseena says to herself with a smirk- Haseena malik tyar rahiye naye chunoti ke liye, hum itne asani se mahila thana jaane nahi dege, phir chahe humein, humare SHO pad se SI hi kiu na hona pade, & drive the car back towards the head office..

Late evening, Karishma came back to the house, she looking for Haseena, whom she hadn't seen since morning, even she dialled Haseena's number but she didn't pick up her call, Only one message was sent by Haseena, that she was busy with the work, again Karishma dialled Haseena's number, & Haseena enters in the house, Karishma's face lights up with a smile & says- kaha par hai aap subhe se, aapko Mira ka message nahi mila..

Haseena looked at Karishma with a smile- mila tha humein message, aur hum waha par aa bhi gaye the, lekin case solve ho chuka tha, toh humein wapas head office jaana pada..

Karishma says with irk tone- uss Dev ne saara mamla kharab kar diya, kaise waha par aa gaya pata nahi, aur saara credit aapne naam kar diya..

Haseena shook her head & says- pata hai humein, humein sunna usska interview, lekin ek baat unn sab mei acchi huyi ke aapko aur Rajvir ko inn sab mei liya, sab kuch aapne naam par nahi kiya ussne..

Karishma says with irk tone- lekin madamsir, & Karishma stops in mid..

Haseena gives a smooth smile & says- ghar par hai, toh abhi woh baat chod de..

Karishma nods, & says- humein sukoon milta agar aap waha par Dev ki jagah hoti, aur yeh case humare heet mei jaata, aur thana phir se mahila thana hone ki kagar par aata..

Haseena asked with a doubtful tone- jis jagah par nakli note mile hai, kya uss jagah se koi pakda gaya hai..

Karishma says with confusion- ji nahi, sirf container mila hai, aur koi nahi..

Haseena shook her head & says- gunehgar abhi bhi khula ghum raha hai..

Karishma asked with a doubtful tone- toh ab..

Haseena says with smile- toh ab khaana khaate hai, gaana gaate hai, aur shaanti se khaayalon mei soo jaate hai..

Karishma comes near to Haseena, & encircles her arm around Haseena & says with a smile- kabhi, kabhi na humein lagta hai, ke aapke iss bhole chehre ke piche kya kuch nahi chupa hai, koi bhi iss bhole se, pyari si hasi ke samne, pyar mei padh jaayega..

Haseena asked with a teasing tone- aap chahti hai, ke humse koi aur pyar kare, aur humare iss bhole se chehre par koi fida ho, aur humari hassi se koi aapni jaan vaar de..

Karishma up her eyes with thoughts & says- humein koi appati nahi hogi, phir koi aa kar aapse pyar kare, kiu ki aap humari hai, aur hum aapke..

Haseena asked with teasing tone- accha, matlab aapko thodi bhi jalan nahi hogi..

Karishma says with a smile- bilkul bhi nahi, jo koi bhi hoga, hum usska acchse adar samman karnge, aapne hisab se, & Karishma breaks the hug, & walks towards the washroom..

Haseena says with a smile- aapka adar samman kuch aisa hoga, haath ya phir paire tootega, saath mei muh bhi, aur jaada se jaada daath ukhda jaayega..

Karishma turned herself to Haseena & says- sab pata hota hai na, hum kya karne wale hai, phir bhi sawal pucha jaata hai..

Haseena says with stern tone- jo khud ko saha nahi jaata hai, uss baat ko kiu nikala jaata hai, aur hum mazak karte hai toh khud hi serious ho jaati hai..

Karishma says with an irk tone- hum serious nahi hote hai, aap humari baat ka mazak udna shuru karti hai..

Haseena says with an irk tone- dekhiya aap..

Karishma cut Haseena in mid- humein na aapse baat nahi karni hai, & she walked into the washroom..

Haseena too says with an irked tone- mat kariye baat, & she walks into the room..

Phones rings, "jai hind sir"

"kya aapki iss mission ke liye haan hai"

"ji sir, humari haan hai, humein uss insan ko dhundna hai"

"thik hai, aapko saare faisle lene ki anumati hai, aapko jo karna hai, kariye aur humare wardi mei chipe uss girgat ko pakad kar sab ke samne lekar aayiye"

"ji sir"

"kal thana mei aapko ek letter milega, jo saari duniya ke liye hoga"

"ji sir"

"hum asha karte hai, aap iss maksad mei safal ho, Haseena Malik"

"jai hind sir" & Haseena cut the call with sighed..

Karishma push little the meal plate towards Haseena, who sat another end of dining table, as same as Karishma seat another end of dining table, both exchanged the look, Haseena took the plate, & dialled the number of Yashomati, & Karishma dialled the number of Noorjahaan..


Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top