Part 40
Karishma reached to Haseena's house, after Haseena calls in MPT for her, to show Misry, that Haseena calling Karishma..
Haseena- koi dikkat toh nahi aayi..
Karishma- nahi madamsir, lekin aap kar kya rahi hai..
Haseema give small smile while look into laptop, & says- ammi ki wapsi ki ticket..
Karishma says with confusion- wapsi ki ticket lekin kiu madamsir, aap abhi tak thik nahi hui hai, poori tarah se..
Haseena- hum thik hai, agale hafte haath aur paire ka plaster nikalne wala hai, aur ab bahot hua aaram, ab sabse pehle kaam poora karna hai..
Karishma- matlab aapne soch hi liya hai, ammi ko yaha se bhejne ka..
Haseena- ji..
Karishma cut her mid & says- lekin madamsir aap acchi tarah se jaanti hai, woh yaha par surakshti hai, phir kiu, agar aap unnhe ghar bhej dengi, aur yaha par kuch hua toh yaa kisne unnhe takleef dene ki koshish ki toh..
Haseena close the laptop & says- Karishma singh, yeh jo kuch bhi aap bol rahi hai na, waisa kuch nahi hone wala hai, aur waise bhi aaj tak humeine ammi ko humesha mahefooj hi rakha hai, aur aage bhi rakhenge..
Karishma- barabar hai aapka, ammi toh aapki hai..
Haseena close her eyes while sigh & says- Karishma yeh baat kaha se aayi ab, aap acchi tarah se jaanti hai, hum aisa kabhi nahi sochte aap ke baare mei, hum humesha bolte aaye hai, aap ammi ki dusri beti hai..
Karishma quickly says- sirf bolti aayi hai, maana kabhi nahi hai, agar maanti toh, humari yeh baat sunnti..
Haseena says with cold tone- aapko jo samjhna hai, samjh lijiye, lekin ammi yaha par nahi reh sakti, aur yeh baat yahi par khatam hoti hai..
Karishma shook her head in yes with half heart..
"toh innki ammi ko yaha se bhejne ki baatein chal rahi, itna sab kuch ho raha hai, aur humein pata bhi nahi, ab toh pani sar ke upar jaa raha hai, kuch bhi karke inn dono ko alag karna hoga"..
Karishma not talked with Haseena, while they way towards the Billu's safest place, Haseena too not give any explanation about her decision, she too be silent like Karishma..
Cheetah- jai hind madamsir..
Haseena give small smile & says- jai hind, tum thik ho Cheetah..
Cheetah- ji madamsir..
Haseena- Billu..
Cheetah- woh bhi thik hai, mazze chal rahe hai, yaha par aane ke baad..
Haseena- chalo thik hai, aandar chale..
Cheetah- ji madamsir, & they entered in the small house..
They look Billu watching movie with popcorn, he almost enjoying the life..
Haseena says with stern tone- Billu champat..
He didn't hear Haseena's voice, Karishma goes near switches & she pulled out the plug of TV, & Billu turn while saying- abye Cheete kiu band kiya, abhi toh climax, & he shut his mouth to look Karishma there..
Haseena- Billu ji aap toh yaha par mazze mei hai..
Billu while shook his head- nahi madamsir..
Karishma- toh Bille, kaisa laga yaha par rehkar..
Billu- bahot mazza aa raha hai..
Karishma- toh Billu nivwas ko tata-bye-bye..
Bilu- nahi madam, maine aisa kab kaha, mai yeh keh raha hun, yaha par mazza aata hai, lekin yeh mujhe Billu niwas ki feeling nahi deta..
Haseena- hmm, toh baatane ka kasht karnge, DSP sir ne kaha bheja tha, aur kiu bheja tha..
Billu- ji madamsir..
They all start to stare Billu..
Billu- DSP sir ne mujhe tripathi ke logo ke saath rehne bheja tha, waha par kya hota, kaise hota hai, yeh sab jaane ke liye mujhe waha par bheja gaya tha, lekin doo din baad DSP sir mujhe waha se ek aur jagah bheja, kiu pata nahi, lekin unnhone mujhe yeh, & he forward one t-shirt button to Karishma..
Billu continue- yeh diya aur kaha uss jagah hardum phirna jaruri hai..
Haseena- tumhe kuch alag laga waha par..
Billu think for a while & says- kuch alag toh nahi laga madamsir, lekin waha par har din 10 truck bhar-bhar ke gehu, chawal, daal, aur baki chize aati hai..
Karishma- amma, isska ab yeh kya karta hai..
Haseena start to thought, & she ask to Billu- Billu woh jo truck aate hai, woh kaha se aate hai, kuch pata hai..
Billu- nahi madamsir, maine woh pata karne ki koshish ki, lekin saare truck ke number plate nikale huye rehte the..
Karishma look Haseena & says- madamsir bahot baada khel hai, aur jisi tarah se yeh sab baata raha hai, toh humein ab jaada din chup nahi rehna chahiye..
Haseena shook her head in yes- hmm, ab bahot hua, Billu aaj ke baad DSP sir se pehle humein aur Karishma singh ko tum har ek khabar pochate rahoge, samjhe..
Billu- ji madamsir, lekin madamsir, yaha par doo din hun, agar DSP sir ne kuch pucha toh kya jawab dena hai..
Haseena to karishma- jara woh dikhaiye, kya hai..
Karishma handover the button to Haseena, she start to check & says- camera hai, aur DSP sir ko shayad pata chal chuka hai, isske piche hum hai..
Cheetah & Karishma shock by the answer of Haseena, & Karishma say- kya, ab kya hoga..
Haseena- woh sirf humare chehre dekh sakte hai lekin humari awaj sunn nahi sakte..
Karishma- ab aage kya..
Haseena- woh hum dekh lete hai, aur humein saare sawalon ke jawab dene padnge, kiu ki aap humare orders follow kar rahi thi, aap mei se koi bhi fikar naa kare, hum sab sambhal lenge..
Karishma- lekin madamsir..
Haseena cut her quick & says- aap fikar mat kijiye Karishma singh, yeh mission hum sab saath mei hi poora karnge, phir kaise bhi ho..
Karishma not say a word & she only agree for it..
They all end the meeting, & leave Billu for the work..
In a car, Cheetah only looking Karishma & Haseena, who being silent one, since their journey started, he thought they must gonna talk but their silence kills him..
Haseena says- humeine doctor ke paas jaana hai, toh aap mujhe clinic chod de aur waha se aap thana ke liye nikal jaayiye..
Karishma not react on her & says with cold tone- ji..
Haseena bother her cold tone, she wanted to talked, but she hold herself, because of Cheetah's presence..
After sometime, Karishma stop the car near the clinic & Haseena got down from the car, she take some steps towards the clinic entrance, & Karishma says after look Haseena little go away far from the car- Cheetah tu aage se bus yaa rickshaw lekar jaa, hum madamsir ko ghar tak chodkar aate hai..
Cheetah- ji madam, & he way towards the thana..
Karishma go behind the Haseena, & says- baat naa sahi, lekin aap humari madat toh le sakti hai, & she forward her hand..
Haseena look her once & says- aapko har bar lagta hai, hum hi galat hai, shayad aapko abhi bhi lag raha ho, hum galat hai, aur humein ab phir se wahi duri nahi karni hai, yeh jo choti-choti baaton par humare beech jo mann muthav hote rahte hai, iss wajah se toh bilkul nahi, aur baar-baar samjhna bhi accha nahi hota hai, kisi bhi rishte mei, nahi toh rishton ka dum ghutne lagta hai, aur hum nahi chahte humari wajah se yaa kisi aur ki bhi wajah se, humare rishte ka dum ghute, issliye humein nahi chahiye yeh madat..
Karishma chuckle & says- aap aisa bol rahi hai..
Haseena- ji hum bol rahe hai, aapki dost, aur subhe wali baat se humein darr lagne laga hai, ek baichaini si hone lagi hai, kahi phir se hum dono ke beech woh duri naa aaye, agar aisa aage jaakar hua na Karishma, toh sach baata rahe, kuch-na-kuch toh galat ho jaayega humse, iss liye bol rahe hai, kuch dinno ke liye, hum baat nahi karte hai..
Karishma asked to Haseena with straight tone- aap reh paayngi humse bina baat kiye..
Haseena not answer her question, & she turn her face to other side..
Karishma smile with sad gesture & says- humein pata hai, kuch toh baat hai, aapke mann mei, jo aap abhi nahi baata rahi hai, thik hai, jaisa aap chahti hai waisa hi hoga, hum nahi baat karnge aap se, lekin har kadam par aap humeine aapke saath paayengi..
Haseena hold her tear in her eyes & says without look to Karishma- aap jaa sakti hai, jab hum duty join karnge tab baat karte hai..
Karishma sigh & leave the place, Haseena wipe her tear & says in mind- hogaya kaam aapka DSP sir, While checking her cell..
If you like hit the ⭐ & comments below..
Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top