Part 35

Door bell rings, & it's open by Karishma, she surprise to see person there, that too on early morning..

Karishma- aap yaha par itni subhe kya kar rahe hai, Anu bhaiya..

Anubhav says with little hesitation- behena yeh sawal hum bhi aap se puchna chahenge, aap kya kar rahi hai yaha par itni subha, subha..

Karishma- sawal humeine pehle pucha hai, toh jawab aapko dena padega..

Anubhav says with proud tone- DSP hum hain..

Karishma made her face irks & says- aapki aagya ka palan kar rahe hai..

Anubhav little confused & he asked- humari konsi aagya..

Karishma says with little excited tone- saaja, ji aapne humeine saaja di, madamsir ke saath rehne ki, toh bas hum aapni saaja poori kar rahe..

Anubhav- humein aisa pratith ho raha hai, aapko humeine saaja kum aur aapki ichha poori ki ho..

Karishma- jaise aapki soch, bas yahi manna kar hum chalte hai..

"arrye Karishma kon aaya hai darwaaje par" a Haseena's mother voice comes from kitchen..

Anubhav hold Karishma's both shoulders & made her side & reply to Haseena's mother- ji, Maa ji hum Anubhav, aapse milne aaye hai..

Karishma rise up her eyebrows with surprise, & says- amma ko nahi, unnki beti ko impress karna hai..

Anubhav- humeine pata hai, aap inn sab mei hum se ek kadam aage hain aur hum aapke bade bhai hai, toh humeine aapni tarah humara kaam karne dijiye..

Karishma- aapko ek baat baata dete hai, waise, kuch fayda nahi hone wala hai..

Anubhav- aisa kiu bol rahi hai aap..

Karishma smile & says- kiu ki hum aapke aur malik sahab ke beech khade hai, aur ek baat pehle hi clear kar dete hain, humare liye woh jaruri hai, naa ke aap Anu bhaiya..

Anubhav- behena aap humari payri behena hai, aur pehle aapne humein madat karne ki ichha prakat ki thi, aur ab aise piche hatt rahi hai..

Karishma- ji, lekin abhi humara mann nahi hai, aapko kisi bhi prakar ki koi madat hum nahi karnge..

Anubhav little in dilemma & he didn't says a word, & he moves his way towards kitchen..

Karishma enters in the Haseena's room, & Haseena asked- kon tha darwaaje par..

Karishma- DSP sir aaye hai..

Haseena says with shocked & irks tone- phir se..

Karishma- kya matlab hai aapka..

Haseena- pichle 3 dinno se issi time par ghar aa jaate hai, ammi ki help karne, humein na sach mei bikul pasand nahi aa raha hai, aur kuch bolne jaau toh, toh bolte hai, hum DSP hai, toh aap kuch nahi bol sakti..

Karishma shook her head & say- hum baat karte hai..

Haseena says with clam mind- please, kijiye, humeine accha nahi lagta..

Karishma smile & says- jo aapko accha nahi lagta, woh humein bhi accha nahi lagta..

Haseena only smile..

Karishma in mind- aur jab tak aap nahi chahti, tab tak aapke paas kisi ko aane bhi nahi dange, aapko pareshaan karne ka haq sirf yeh Karishma singh lekar aayi hai..

Haseena break Karishma's thoughts- Karishma singh, kya hum chal sakte, humare kaam ke liye..

Karishma smile & says- ji bilkul..

They both coming out from the room, & Haseena's mother say- chalo aao nashta karne..

Haseena look once Karishma & at the same time Anubhav coming out from the kitchen & Haseena says while rubbing her eyebrow- nahi ammi, humeine niklna hoga, nahi toh late hoga..

Anubhav- lekin Haseena ji..

Karishma irrupt & says- ammi sach mei late ho raha hai, jaana hoga, & Karishma turn to Anubhav & says- DSP sir doctor ka appointment hai, usse hum miss nahi kar sakte..

Anubhav- doctor ka appointment, koi baat huyi hai Haseena ji..

Haseena- ji nahi sir, aur hum aapko nahi baata sakte, hum kiu doctor ke paas jaa rahe hai..

Anubhav look Karishma, who give him cold look, & she says- ammi hum baad mei aakar khaa lenge, aap firkar mat kijiye, hum hai malik sahab ke saath..

Haeena's mother shook her head in yes, & they both take a leave from the house, & Anubhav in his mind- akhirkar yeh dono jaa kaha rahi hai, jitna humeine yaad hai, Haseena ji ki appointment toh kuch 2 hafte baad hai, phir aaj konsi appointment, & he too take a leave, after sometime..

Karishma look Haseena once, while driving, & asked- kya baat hai, kis baat par itni gheheri soch hai..

Haseena coming out from her deep thoughts & says- tension ho rahi hai..

Karishma asked her with soft tone- kis baat ko lekar..

Haseena- pata nahi, bas ho rahi hai, aur baar-baar aisa lag raha hai, kuch toh gadbad hone wali hai..

Karishma- kuch nahi hoga, aur aisa kuch hota hai, toh hum dono sambhal lenge..

Haseena smile & say- hmm..

They reached near the hospital of Government, & Karishma called to Santu- Santu bolo kaha tak pochi..

Santu- madam mai toh thana kab ki poch gayi, lekin aap abhi tak nahi aayi..

Karishma give helpless look to Haseena & Haseena says- Santu hum bol rahe..

Santu smile & says- haan mujhe pata hai, Karishma madam aap bol rahi hai..

Haseena- Santosh Sharma hum Haseena bol rahe hai..

Santu with innocent tone- pata hai Karishma madam aap haseen hai, lekin madam aapko na parlour jaana chahiye, nahi toh thode dinno mei aapke eyebrows jud jaaynge..

Krishma look once herself in mirror & says with irks tone- amma bhag! Jad bhudhi, hum aur Haseena madam uss hospital ke bahar hai, aur tum humein baatne wali ho, woh Misry Sharma kaha tak pochi hai..

Haseena shook her head & says with soft tone- Santosh Sharma aapko samjh aaya..

Santu- ji madamsir, Karishma madam itne pyar se samjhti hai, toh kis se nahi samjhega..

Haseena look to Karishma & mimes- kiu karti hai aap aisa..

Karishma shows her both hands & says to Santu- tum baatao kaha par pochi Misry Sharma..

Santu while checking the location- madam woh 10 minute mei waha par poch rahi hai, traffic mei hai unnki gadi..

Karishma- amma tum humeine phone ka location baata rahi ho yaa gadi ka..

Santu says with innocent tone- madam phone ka hi location baata rahi hun, bas woh phone traffic mei phasa hai..

Haseena- thik hai, aap humse connect rahiye, thik hai..

Santu- ji madamsir..

Karishma looks Anubhav's car there & says- amma yeh kya kar rahe hai yaha par..

Haseena looks Karishma with confusion- kon..

Karishma- DSP sir, Anubhav bhaiya..

Haseena too looks Anubhav's car & says- yeh humara picha kar rahe the..

Karishma- amma yeh picha kiu kar rahe humara..

Haseena- hum baata nahi rahe hai, isska matlab yeh nahi ke picha kare..

Karishma- amma yeh mission humari nahi lekin innki wajah se jarur kharab ho sakta hai..

Haseena- humein laga hi tha kuch naa kuch hone wala hai..

At the same time Santu says- madamsir Misry madam poch gayi hai waha par..

Karishma punch her hands on staring & says with irks- bhak!

Haseena- Karishma singh aap ek kaam kijiye, aap Misry Sharma ke piche jaao aur hum yaha ki paristithi sambhalte hai..

Karishma- thik hai madamsir..

 If you like hit ⭐ & comments below..

Bạn đang đọc truyện trên: AzTruyen.Top